• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy " Girls Hostel " { Completed }

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,712
8,628
219

~~INDEX~~

Chapter 1 ~~ " Supriya "
Chapter ~~ 2 " The Illusion "
Chapter ~~ 3 " Catatonic Schizophrenia "
Chapter ~~ 4 " A True Face "
Chapter ~~ 5 " The Antiquarian "
Chapter ~~ 6 " The Amazon "
Finale
Chapter 7 : " Book Of Hoax "

Some Comments for this story :love: (Late Add-on :sigh:)

सच में , यह पुरी स्टोरी दिमाग के परखच्चे उड़ाए जा रही है । कभी लगता है कहानी में सस्पेंस है तो कभी लगता है भ्रम जाल का ताना-बाना बुना हुआ है तो कभी लगता है जैसे कोई रूहानी ताकतें हैं तो कभी लगता है यह सिंपल स्टोरी है जिसमें आरूहि एक गम्भीर बिमारी से पीड़ित है ।

मुझे लगता है इससे बेहतरीन कहानी फिलहाल तो इस फोरम पर नहीं है । और सबसे बड़ी खासियत है आपके लिखने का स्टाइल और अंदाज । आउटस्टैंडिंग हर्षित भाई ।
thoos thoos ke khana khaya aaruhi ne jo ekdam majedar horror type scene tha ..
सही में , हर्षित भाई ! मुझे बहुत ही दया आने लगा है आरूहि पर । अगर किसी हरामखोर की वजह से उसकी हालत ऐसी हुई है तो उसे जहन्नुम का रास्ता जरूर दिखला दिजियेगा ।
WTF!!! Yahi pehla reaction nikalta hai is kahani ko poora padhne ke baad... Halanki pehle bhi maine is kahani ke kuchh 7-8 updates padhe huye the par jab is baar padhna shuru kiya to ek naya sa romanch har beet te update ke saath banta gaya... Bohot hi zyada behatreen tareeke se likhi gayi kahani hai ye, ab jis prakaar ka plot imagine kiya hai lekhak saahab ne uske baad ek nausikhiya bhi likhe to bhi kahani halki nahi ho sakti, aur yahaan jis level ka narration, aur scene specialization hame padhne ko mila hai, wo kaafi hai dikhane ke liye that this is, without a doubt,one of the finest stories available on XF... Chahe wo running stories hon ya fir completed, aur chahe future mein likhi jaane waali kahaniyan, is story ka ek alag hi sthaan bana rehne waala hai forum par... Aur iske liye writer saahab ki jitni bhi tareef ki jaaye wo kam hi hogi...

Fantasy genre ke saath shuru huyi ye kahani, kab alag - alag genres ke darshan karane lagi padhte waqt katayi pata nahi chala... Horror, Suspense, Thriller, Adventure, Romance and of course Fantasy, aur saath hi mein Erotica ke ansh bhi... Ek story mein is se zyada kis cheez ki apeksha kar sakta hai reader!? Again, one of the best stories I've ever read... Outstanding Stuff harshit1890 bhai... :bow: :bow: :bow:
Kya hi khubsurat kahani likhi hai aapne bhai... I'm just speechless, jitni bhi tareef karunga kam hi hogi... Erotica ka bhi bilkul sahi situation mein use Kiya gaya hai aur sabse important har kirdaar par lekhak ki shaandar pakad bani rahi hai... Har character ka kahani mein hona justify kiya gaya hai, kahin bhi koyi bhi character bina matlab nahi ghus aaya...

Ab dekhna ye hai ke Mehta waali meeting mein kaun kaun shaamil tha aur unka maksad kya tha? Aur Shruti is sab ki sachayi jaan bhi paayegi ya nahi? Aruhi sach mein kisi beemari ka shikaar hai ya kewal naatak kar rahi hai? At last, Ek baar ko apun ko ye bhi laga ke asal mein ye sab jo ho raha hai wo kewal Shruti ki kalpana hai... :dazed:

Outstanding Story & Updates Bhai & Waiting For Next...
Harshit bhai... Kayi horror stories padhi hain maine, joki poori tarah se horror genre par based hain but jis tarah ka scene aap create karte ho, taking into note ye story horror genre par based hai bhi nahi, that's phenomenal...
meghnath naam rakhne ke pichhe ki kahani bhi majedar hai 😍😍😍..
jab me TV nahi dekhta( waise tha nahi nahi ghar par ) tha bachpan me aur bas naam suna karta tha to khudko SHAKTI KAPOOR. kehta tha dosto ke bich 🤣🤣🤣..ye kissa padhke bachpan ki yaade taaza ho gayi 😍😍😍..
Slowly my interest is increasing towards the story full of adventure, fun to read, no doubt you are a great writer, thank you for writing such a beautiful story.
Have to admit, your story completely twists the thinking, sometimes it seems in the mind that it is just a disease and sometimes it seems like something supernatural. Your writing is commendable, even after writing this much there are many questions and there will be many such points which I have missed. In some scenes there was a combination of intensity as well as erotic scenes, which you have shown very well, what should I say now, now the words of praise are over understand my feelings.
harshit1890 Hats Off... enjoyed it. :applause:
but why were you making her nude everytime in front of everyone. :angry:
मुझे नहीं लगता दुनिया में कोई भी ऐसा माई का माल होगा जिसे इस कहानी की पहेली समझ में आ रही हो। गजब का दिमाग हिला रखा है आपने हर्षित भाई।
The whole incident, that Mansion one was written so beautifully that no words are sufficient to describe it! Ismein koyi doraye nahin ki maine aaj tak kisi ko bhi is tarah ka horror likhte nahi dekha hai... Haunted ko read kiya tha maine, kaafi pehle, aur main bilkul daave se keh sakta hoon, that you're the best,when it comes to generating real fear in readers, while they read the story..
Bhatt the phakk is this estory?:redface:
 
Last edited:

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,712
8,628
219
Update ~~ 104

" Hungama to machna hi tha. College kam scandal education institute jarur hai, koi na koi kuch na kuch karta rehta hai. Shakal se nahi lagta tha aisi ladki niklegi "

" Shakal par thodi likha hota hai kuan kaisa hai.. chehre ke piche hi sarre raaz chipe hote hai.. "

" Prinicial to gand tod denge uski.. restigate hokar rahegi ab ye ladki "

" Lekin kisne share ki hogi ye video? uska koi boyfriend tha kya? "

" Uska koi boyfriend hoga lagta hai? mujhe to lagta hai sali ne khud bheja hoga apne aap ko famous karne ke liye "

Shruti hostel ghusi to har jagah bas wahi batein ho rahi thi. Koi video ko bar-bar dekh raha tha to koi mazak bana raha tha. Par shruti ki nazar kisi ko dhundne ke liye thi. Vo warden ke room ki taraf badhi kyun ki tension wahan bhi hoga lekin jab vo wahan pahunchi to usne paya ki warden wahan thi hi nahi. Vo kuch der wahan khadi rahi aur fir apne room ki taraf badh gayi. Floor par ayi hi thi ki use aaruhi mil gayi jo kahin jaa rahi thi.

" tu kahan jaa rahi hai? "

" nahane.. andar pani nahi aa raha, chal rahi hai sath mein? "

" theek hai chal main ayi.. " shruti aaruhi ko bol kar kamre mein chali gayi. Phone par abhi bhi group mein message aa rahe the. Usne almari se apne kapde towel nikala aur common bathroom ki taraf badh gayi. Bathroom khali pada tha sirf ek jagah se pani girne ki awaz aa rahi thi. Shruti samajh gayi ki aaruhi naha rahi hai. Vo nahane wale area mein ghusi to use aaruhi khadi dikh gayi par sirf sar dikh raha tha baki to parition ki wajah se chupa hua tha.

" tune video dekha " shruti chalti hui aaruhi ki taraf ayi aur jab uske piche se guzri to ek baar uske badan ko dekh use aage badha hi na gaya. Pehli baar aaruhi ko piche se nangi dekh uski nazar uski badi-badi bahar ki taraf nikli hui chutad aur uske niche uski thigh jo ek dum sports shape mein cutting de rahi thi. Athelete ki taraf thighs thi. Shruti se raha nahi gaya to usne uski chutadon par chapat laga di jiski wajah se aaruhi ki chutadein lal ho gayi.

" kutiya ... " aaruhi ke jawab par shruti hans di aur kapde utar kar aaruhi ke bagal walle section mein jaa khadi hui aur shower on kar dia.

" kabhi kisi ladke ne spank nahi ki kya? "

" itni sasti nahi hun ki kisi bhi aire gaire ladke ko chhune dun "

" tere to nakhre hi alag hai.. " shruti ne aaruhi ke chehre ko dekha. Chehre par nikhar din par din badta hi jaa raha tha, ghane lambe baal jo brownish tone mein chamak rahe the, ankhein bhi itni sundar.

" ek dum piece maal hai tu.. matlab kancha type.. pta nahi kab bajegi.. "

" tere baad.. "

" ruk zara dekh lu teri chatiyun ko bhi.. " shruti ne panje uthaye aur aaruhi ki taraf jhakne lagi.

" tere mein badi aag hai.. le dekh le... " aaruhi turant uski taraf ghum gayi aur apni chatiyun ke darshan kara diye, jo sine se chipke to the lekin ek pal shruti ko aisa man kiya ki vo inhe apne sath le jaye, fluffy jaisi chatiyan jo bade hi kamal ke dikh rahe the aur uspr nipple jo redish tone aur brownish mix the. " ho gayi kush ab? jo tere pas hai wahi mere pas bhi hai.. "

" haye.. kash tere walle hamare pas hote... tu to ek ek chuchi par ek-ek lund rakh sakti hai.. mujhe to ye samajh nahi ata ki ladke teri lenge kaise... "

" vo main unhe rasta dikha dungi tu fikar mat kar "

" Baat raste ki nahi hai baat to fuel ki hai "

" matlab? "

" matlab yahi ki tujhe dekhne ke baad unki excitment to is kadar badh jayegi ki ek hi jhatke mein pichkari khali.. khallas... itna hot hona bhi dukhdai hi hota hai.. " shruti bol kar nahane lagi par uski baat sun aaruhi apni muskurahat na rok payi.

" waise tune vo jaggu wala video dekha? jawab hi nahi diya tune "

" Han dekha .. "

" to.. teri koi tipddi nahi hai ispar? "

" Ab ye koi pehli baar to suna nahi hai mene.. ab video bhejoge to khud ki video to ban hi jani hai aaj nahi to kal .. jaise jaggu ki ban gayi.. " aaruhi ki baat sun shruti ko uske practical nature se fir rubaru kara dia jo manpreet ke waqt karaya tha.

" Hmm.. par tune socha nahi ki uska kya hoga ab? "

" Ab vo kya kare isme? Uski kya galti hai? vo to wahi kar rahi hogi jo use kaha gaya hoga.. ab piche se koi hamari video bana le aur suppose hum is waqt ungli kar rahe to yahi lagega na sabko ki kisi ne humse aisa karne ko kaha hai aur humne kiya.. "

" to.. tu ye kehna chahti hai kisi ne jaggu se karwaya hai? "

" Bilkul, khud koi kyun aisa kaam karega.. hum ladkiyun mein tharak hoti hai to vo chup-chup kar kaam kar leti hai.. aisi karastani sirf tabhi karti hai jab karaya jata hai.. "

" Vo baat to sahi hai.. par tujhe lagta hai uska koi boyfriend ho sakta hai ? " shruti khilli udate hue boli.

" Hoga .. ya koi aur hoga... vo to wahi jane.. waise bhi ladki ka jism vo jism hai jo ek baar kisi mard ke man mein aag bhar de to aag ki shanti tangon ke bich hi milti hai ab usme bhale hi uppar koi bhi ho par bich tang ke wahi hona chahie ... " aaruhi ne shower band kar dia aur pani nali se jatte hue ka shor bathroom mein gunjne laga.

" fir bhi.. jaggu kya karegi ab? kaise face karegi sabko? "

" Ab ye chiz to us par depend karti hai ki vo kya karegi.. Karne ko vo complain kar sakti hai.. video forge hai ye bol sakti hai.. Ya kubool karke suspend ho sakti hai.. ya fir.. " aaruhi ne badal pochte hue apni penty pehnni shuru ki.

" ya fir? " shruti ki nazar aaruhi par thi jiski penty pehnne ki wajah se tangein khuli hui thi aur dur se halke baalon wali chut ke darshan ho rahe the. Aaruhi ke jism ko vo itni asani se dekh legi is baat ka use yakeen nahi ho raha tha.

" Ya fir wahi bata sakti hai kya karegi... ab tu jaldi aa jaa naha kar.. " aaruhi lagbhag apne kapde pehen chuki thi.

" lekin uska kuch pata nahi hai ki vo kahan gayi... phone bhi switch off hi hai.. "

" shayad use milne jaye jinse use ye sab karwaya.. puchegi bhi to ki usne video kyun release ki.. " aaruhi bolte hue bathroom se bahar nikal gayi.

" Behenchod.. video to mene hi mangi thi.... " shruti ne khud se kaha aur shower band karke, apne badan ko poch kar kapde pehnte hue bahar nikal gayi.

Subah shor ke chalte shruti ki ankh khuli, vo apni ankhein michte hue bistar se uth kar baithi ki samne darwaje par aaruhi khadi thi aur bahar darwaje par koi tha jo kuch bol raha tha, jaise-jaise vo bata raha tha waise waise shruti ki ankhein puri khulti chali jaa rahi thi. Hostel se ek sath kai ladkiyan nikal kar main gate tak pahunchi jahan par bheed lag chuki thi. Sabhi ki nazre samne thi aur apas mein baat-cheet kar rahi thi tabhi sabhi ne samne road par se jati police ki gadiyun ke sath ambulance ko bhi jata dekha aur kuch der sab wahin khade rahe.

" Ye option sabse asan hai.. " aaruhi shruti se baat karti hui wapis aa rahi thi.

" Na dunia walo ki chik-chik na family ke tanne, na character par koi sawal, unchai se sharir gira aur pal bhar mein khel khatam, sharir ke tukde. Kahani choti par behad dardnak " aaruhi ne gehri saans chhodte hue kaha. " Waise mujhe ek baat samajh nahi ayi, jaggu ko aisa kuch karna hi tha to usne hostel ki jagah us mansion ko kyun choose kiya? " aaruhi ne shruti ki taraf dekhte hue sawal kiya.

" mm...mujhe kya pata, mujhse kyun puch rahi hai.. "

" generally, i mean.. hum sabse bachne ke liye to wahan nahi chupi thi? Aur fir wahin se kud gayi ho... ho sakta hai aisa? "aaruhi ne khud ke sawal ka khud hi jawab diya aur dono hostel jaa pahunche.

Jogeshwar urf jaggu ki maut ke piche chupi postpartam ki report ke tehat jaggu mansion ki chatt se giri aur niche girte waqt uska sar pehle side boundary se takraya jiska force itna jada tha ki vo head trauma ke chalte uski maut usi chann ho gayi, jiske baad uska sharir zameen par gira jisme uska sar apni jagah se displace hokar ek taraf ko mud gaya tha, jabda tut kar bahar nikal chuka tha. Impact on ground itna tez tha ki skull mein darar padh gayi thi jo chehre tak dekhi jaa sakti thi, iske alawa sharir ke kai hisson ki haddi tut kar displace hokar mudi hui thi jisme uske dono hath aur ek tang thi, blunt force ke chalte sabhi nassein fatt chuki thi aur sharir ke har ched se khoon rista hua bahar nikal gaya tha. Jaggu ki mautko suicide declare kiya gaya. Mansion ko kuch din seal rakha aur sarre evidence collect karne ke baad police ne jagah khali kar di. Suicide karne ke piche ki wajah jaggu ka viral video jise college ne to apne premisis se band karwa dia lekin internet par usko felne se koi nahi rok paya. Ab tak alag-alag porn website par vo video pahunch chuka tha. Police janch mein juti hai aur sabut ke taur par unhe ek SIM mili hai aur jaggu ke facebook account se aur sabut ikhata karne ki kosish mein lagi hui hai. College prashan ke mutabik is umar mein bachon ko in sab chizon se bachna hai aur koi bhi samsya ho to sabse pehle apne teachers ko batana hai jo hamesha unki sayta ke liye aage hai.

" Police ne abhi tak jaggu ke facebook account se kuch dhunda kya? " vishal ne shruti se pucha jo alag hi soch mein dubi hui thi " shruti kya hua? "

" han.. tumne kuch kaha? "

" Jaggu ke facebook account se kuch mila? "

" mujhe nahi malum.. har koi mujhse kyun puchta rehta hai.. main kya har chiz janti hun.. " shruti ne thode gusse mein jawab dia.

" relax.. tumhe kuch chahie "

" han.. sawal mat karo.. " shruti ka andaz dekh vishal chup ho gaya. Ek hafta guzar chuka tha, mahol tanav se bhara tha. Meghnath ne sham panch baje milne ke liye bulaya tha.

" Warden se suna tha mene, police ne uska account login to kar liya lekin unhe kuch mila nahi.. Aisi koi unsusal activity nahi mili unhe.. " shruti ne kuch der baad khud hi jawab de dia. Vishal kuch bolta use pehle meghnath wahan par aa baitha. Sham ke samay wahan bheed na ke barabar hi hoti thi.

" tumne dhabbe ki jagah hume yahan kyun bulaya? "

" taki tum is jagah ko dekh sako "

" kyun? hum kuch samjhe nahi? "

" jarurat padegi tum logon ko.. "

" Kis baat ki?" vishal ke kehte hi shruti ne rok dia.

" tum dekho.. ghumao mat.. hum ek ghanta lagakar us khatara auto mein yahan aye hai.. mera dimag pehle se hi kharab hai.. humari samajh mein aye aise baat karo " shruti ki baat sunne ke baad ekpal teeno shanti se khade rahe. Main road se nikalti ek kachi sadak se hote hue kheton ke bich nukad par ek phone-booth ke chote se khoke par khade the, jahan shor bhi kam tha aur insan jaat bhi na ke barabar tha.

" Ved Sharma lapata hai.. kahan hai koi nahi janta.. yahan tak ki vo 14 log bhi gayab hai.. " meghnath ke kehte vishal aur shruti ek dusre ki taraf dekhne lage.

" tumhe kaise pata? "

" mene sarkari daftar se pata lagaya hai.. takreeban 15-20 din se unsbke bare mein kisi ko kuch nahi pata hai.. badi mushkil se jankari mili hai lekin sarkar is baat ko uchalna nahi chahti isliye baat ko dabai hi rakhi gayi hai.. "

" itne log gayab ho gaye hai aur chupaya jaa raha hai kyun? " vishal ne turant pucha.

" afwah felte der nahi lagti shrap ki kahani felh jayegi to bahut nuksan hoga.. industralists, factoriyan us ilake ke as pas sab band ho jayegi.. gaon ki ek matr kamai ka jariya hai.. sarkar is trasdi ko jhel nahi payegi.. "

" to ab? kya unhe dhunda nahi jaa raha? "

" kosish kar rahe hain.. par abhi tak kuch nahi dhund paye hai.. par ek baat jarur hai... unhe ye jarur pata chala hai ki jis kaman mien ved ji rehte the wahan koi aya tha "

" Yani ki unhe hamare bare mein pata chal gaya hai " vishal bich mein bol pada. Uske dil ki dhadkan kafi tez chal rahi thi.

" Nahi.. shant raho.. aisa kuch nahi hua hai.. unhe shaq hai.. par wahan kaun aya, kab aya, vedji ke gayab hone se pehle vo kamra aisa hai ya baad mein koi kuch nahi janta.. bas andaza hai ki kuch hua tha us kamre mein "

" Ajeeb baat hai.. main kuch samajh nahi paa raha.. agar tumne jo kaha vo sahi hai to humne 15-20 din pehle hi unse milne ke bare mein discuss kiya tha aur vo bhi tabhi se gayab hai? kya ye bhi sirf ek itefak hai? " vishal ke sawal par kahani aur jada gehrati jaa rahi thi.

" Nahi.. ye koi itefak nahi hai.. balki ek sanket hai ki jo koi bhi hume us chiz se dur le jana chahta hai aur apni sachai ujagar nahi hone dena chahta vo hamare kareeb hai.. bahut kareeb.. humare pas ab bilkul bhi samay nahi hai.. "

" jante hain hum.. isliye humne tumhe kaha tha ki hum tayar hai " shruti ne turant kaha.

" par tum kaise karoge .. hamare passport, paise .. aur sab kuch.. " vishal apni baat puri karta use pehle meghnath ne use rok dia.

" Main sab kuch shuru kar chuka hun.. jis din mujhe pata chala ki vedji bhi gayab hai uske baad main khud ko nahi rok saka aur mene sab kuch plan kar liya hai. Har chiz ka bandobas kar diya hai, bas use pakka karne ke liye mujhe aaj raat hi nikalna hoga.. "

" kya? " dono ek sath bole. Ek to adhi-adhuri baat aur uppar se ek-ke baad ek bomb dono par aise padh rahe the mano kahani ka asli khiladi vo khud hai.

" Main aaj hi nikal raha hun isliye maine tum dono ko milne bulaya "

" Main tumhe nahi samajh paa rahi hun " shruti ne bich mein rok dia.

" Is baar main bhi shruti ki side hun.. tum aise kahan jaa rahe ho aur ye sab kya bol rahe ho... "

" theek hai dhayan se suno, tum logon ke passport agle 15 dino mein tumhare pass aa jayenge aur uske do din baad tum log mumbai se barsailia jo ki brazil ki rajdhani hai wahan pahunch jaoge jahan tumhe mera ek admi 'mandoza' milega jise tumhe ye 1 rs ka note pakdana hai. " Meghnath ne jeb se fauran ek rs ka note nikal kar shruti ki taraf badha diya jise usne ek pal dekhne ke baad pakad liya. " Ye ek pehchan hai ise dekh vo samajh jayega ki tum hi vo log ho jo mere sath hai. Fir tum log uske sath Amazon rawana ho jaoge, wahan pahunchne mein tumhe lagbhag 4 se 5 din ka samay lagega. Vo har raat tumhe ek jagah rukwayega aur dhayan rahe tum jahan bhi rukoge aur koi bhi tumse wahan puche to tumhe Amazon ke bare mein kuch nahi batana hai.. "

" Kyun? "

" kyun ki hum nahi jante ki kaun hai jo hamare alawa amazon se kuch pana chahta hai "

" hum kuch samjhe nahi? "

" Amazon ka jungle bahut se raaz liye dafan hai.. Koi bhi wahan uski khoj mein to jata hai lekin zinda lautne ki sankhya bahut kam hoti hai.. isliye wahan log aise tourists ko khojte hain aur unhe pakad kar wahan jabardasti bhej dete hai.. ek tarah se wahan par kuch bhi ho sakta hai... isliye har samay chaukna rehna hai tum logon ko aur kuch bhi gadbad lage mandoza ko batane ki deri na karna "

" tumhe uspar itna bharosa hai? Kaun hai ye mandoza, tumhare bachpan ka dost ya padosi? " shruti ne tans kaste hue apni baat kahi.

" Tum uske bare mein na jano to behtar "

" Kyun na jane? tum hume uske havale kar rahe ho jise hamara koi natta nahi, kal ko ye to tumhari koi chaal bhi ho sakti hai.. kya pata tum hamara patta hi katwa do.. " shruti ne man ki bhadas puri tarah se nikal di. Meghnath ek pal use ghurta raha, vishal kya bole vo ye samajhne ki kosish mein laga raha.

" tumhe raste se hatane ke liye mujhe itni dur janne ki jarurat nahi hai, ye kaam yahan bhi ho sakta hai.. " meghnath ne itne dharye se jawab diya ki shruti ki badan mein sihar daud gayi. " Dekho... main shuru se janta hun ki tumhara vishwas mere uppar kam hai lekin agar tum apni dost ko, un mauton ko aur ane walli tabhai ko rokna ya janna chahti ho tumhe vo karna hoga jaisa main keh raha hun. Tumhara sawal galat nahi hai lekin Mandoza ko lekar main abhi kuch nahi keh sakta par itna yakeen se keh sakta hun ki vo tumhe dhoka nahi dega.. iske alawa mere pas tumhe vishwas dilane ko kuch nahi hai " meghnath ki baat ka asar behad gehra nazar aa raha tha. Shruti uske baad kuch bol hi nahi payi.

" Hum direct hi wahan kyun nahi jaa rahe? maltlab itni dur gaddi se jana? " vishal ne baat ko badalte hue man mein chal rahe sawal ko pucha.

" Uski sirf yahi vajah hai ki tum par kisi ko bhi kisi tarah ka shaq na ho, jaisa mene abhi bataya Amazon ka jungle dharti ka sabse bada jungle hai aur hazaron salon se vo apni goad mein rehasye ko chupaye hue hai. Vo ek matr aisa jungle hai jo dharti par sabse jada oxygen ki purti karta hai shayad kudrat ne tabhi uske andar itne raaz dafan kiye hai. Bahut si nazar hai udhar aur main nahi chahta ki un nazaron ke bich tum log aa jao.. Hume har kaam savdhani se karna hoga.. hamara map galat hathon mein padte hi khel khatam... hamare bare mein shayad hi kisi ko kabhi kuch pata chal payega.. " meghnath ke jawab dete hi sawal jaise dimag se kahin chup gaye the dono ko kuch suj hi nahi raha tha.

" Mandoza tumhe, 'Tesou.. Teso..' nahi ek minute " meghnath ne pocket se ek parchi nikali aur usme se dekh kar padte hue bola " ' Tesuro ' ... nahi .. 'Tesorr ' ye lo rakh lo parchi.. isme hai uska naam, tumhe isi boat par ana hai.. " meghnath ne jab pada nahi gaya to usne parchi samne ki taraf badha thi. Shruti ne parchi kholi aur dono uspar likha naam padhne lage.

'Tesouro do livro' padh kar dono ek dusre ki taraf dekhte hue meghnath ki aaur dekhne lage.

" Main tumhe isi boat par milunga.. yahi hume hamari jagah tak lekar jayegi.. hume pure safar mein ek mahina lagega agar sab kuch sahi raha to.. us hissab se tum sab exam se pehle aa jaoge.. " meghnath ki baat sun do pal dono chup khade rahe.

" aur kuch sahi nahi hua to? " shruti ka sawal meghnath pehle se hi bhamp raha tha. Vo ek pal sochta raha.

" Is plan mein kuch bhi gadbad hui to hum mein se koi bhi wapis nahi aa payega.. " meghnath ki awaz hi kafi thi rongte khade karne ke liye.

Plan sunne mein bahut sateek tha, sab kuch tayari mano kar li gayi thi lekin fir bhi ajeeb sa khali pan hai man mein jo sharir ko kante ki tarah chub raha hai. Man mein chal rahi udhedh-bun ke bich vishal ke sawal ne man ki daudti halchal ko us taraf modh dia.

" hamare liye to tumne bata dia par tum.. tum aaj kyun jaa rahe ho aur kaise? "

" Janta hun, tum logon ke man mein ye sawal ayega ki kahin main tum logon ko fansa to nahi raha isliye pehle jaa raha hun? " meghnath ki baat par dono mein se koi kuch nahi bola " Mere janne wajah hai vo saman jo main yahan se lekar jaa raha hun "

" saman? kaisa saman? " shruti turant boli.

" vo kitab jo hume ved ji se mili thi aur vo egyption box "

" kyun? usko le jane ki wajah? "

" wajah hai.. dono hi chizen is kahani se judi hai.. agar vo box nahi hota to hume us kitab ke bare mein pata nahi chalta. Aur un books jiski khoj vedji ne ki use hi in kahani ka raaz khula hai isliye jo bhi chiz in sabse judi hai mujhe vo le jani padegi.. "

" to tum in sab chizon ko flght mein le jaoge? " sab sawal vishal ki taraf se ho rahe the.

" Main hawaijahaz se nahi balki jahaz se jaa raha hun "

" Kya? "

" han.. vo jahaz .. saman lekar jata hai, mujhe ek banda mila hai jo kuch paison ke liye mujhe un saman ke sath jahaz mein dakhil karwa dega .. mumbai se kal dophar vo jahaz rawana hoga aur takreeban 7 dino mein mujhe brazil ke ek seher mein utar dega. Jiske baad main sidhe amazon par tumhe isi boat par milunga, lao vo parchi mujhe de do.. vo parchi mere liye hai.. " meghnath ne shruti se vo parchi mangi ek pal shruti use dekhti rahi. " lao do.. " meghnath ne fir manga.

" bahut badia.. dekh rahe ho vishal ye admi hume kaise pagal bana rahai " shruti ne vishal ki taraf nazre feri.

" matlab? " vishal kuch samjha nahi tha.

" tum budhu ho lekin main nahi.. tumhe abhi tak samajh nahi aya ki ye admi hume kaise fansa raha hai.. iski itni badi planning mein ye sirf hume fansa raha hai jo tum nahi samjhe lekin main samajh gaya "

" tumhe abhi bhi.. " meghnath ko shruti ne bich mein hi rok dia.

" band karo ye randi-rone walle natak ko. Ye masum si awaz bana kar chutiya bana rahe ho hume.. tumhe kya lagta hai main tumhe chutiya dikhti hun.. "

" shruti.. " vishal ne kuch kehna cha par use bhi rok dia gaya.

" tum chup raho aur suno meri baat ko.. ye admi hume akela anjane desh mein ek anjan admi ke hathon saunp raha hai.. tumhe nahi lagta isme kuch gadbad hogi? Jo bhi jaruri ka saman hai jo is kahani ko aur bamhulaye hai vo ye admi apne sath le jaa raha hai to hamare pas kya leverage hai? batao.. socho khud.. hum iske liye kya reh jayenge.. kuch nahi.. agar us book tak pahunchne ke liye ise admiyun ki jarurat hai to ye to wahan se bhi kisi ko bhi utha sakta hai jaise isne sab jagah sahi time tanka fit kar liya hai to ye bhi kar lega.. to hum hi kyun? batao humari kya jarurat hai ise? " shruti ki baat ne vishal ko vo sochne par majbur kar dia jo abhi tak usne socha tak nahi tha.

" baat to tumhari mujhe theek lag rahi hai.. "

" dekha.. kaha tha na.. main galat nahi sochti.. tumhe bhi samajh aa gaya .. ye admi hamari gand ka chutiya kat raha hai taki aram se maar le aur khud bada hath saaf karke nikal le.. main tumhe pehle din se keh rahi thi yahi hai is kahani ka asli villian... yahi kar raha hai sab khoon... " shruti chillate hue boli, uski nas-nas se gussa chikh-chikh kar nikal raha tha.

" shruti dhire.. dukan wala sun raha hai.. " vishal ne shruti ko samjhaya kyun ki jis khokhe par vo khade the wahan andar us khokhe ka malik baitha tha.

" to sunne do.. main kya iske plan ko kamyab hone dungi? isko desh chhodh kar bhagne dungi..is khooni ko to.. " shruti bas itna hi bol payi ki meghnath ne use rok dia.

" Vo nahi sun sakta... " ek pal laga dono ko samjhne mein par jald hi samajh aa gaya ki meghnath khokhe ke malik ki baat kar raha hai.

" behra hai? " vishal ne man ki shanka puch hi dali.

" andha bhi hai.. " meghnath yahain chup nahi hua " tumne pucha tha ki hum yahan kyun mile, yahi wajah hai .. hamari baat hum tak rehni chahie .. vo admi jo andar baitha hai na hi vo dekh sakta hai aur na hi sun sakta hai.. par han mehsus jarur kar sakta hai isliye use pata hai ki hum ek se jada hai.. shayad sahi ginti bhi bata de.. " meghnath har baar dono ko chup hone par majbur kar de raha tha.

" main janta hun ki tum mujhpar ant tak vishwas nahi karogi aur is baat ko main maan kar chal raha tha isliye main tumhe vo de raha hun jiske bina sab kuch vyarth hai.. " meghnath ne pocket mein hath dala aur ek zip wala pack shruti ki taraf badhaya.

" iske andar hai vo map... jo hume amazon ke jungle mein kidhar jana hai uska rasta chipa hai.. Lo rakh lo.. iske bina meri har khoj bekar hai aur agar main ab tumhe fansa kar bhagna bhi chahun to nahi bhag sakta kyun ki ye tab tak tumhare pas rahega jab tak hum us jagah par na pahunch jaye. Waise bhi is map ki khoj tumne ki thi to iske hakdar bhi tum hi ho.. " akhri baat usne vishal ko kahi thi. Ek pal shruti meghnath ko dekhti rahi aur fir uske hath se vo packet le liya aur khol kar dekhne lagi.

" isme to 10 tukde hai baki ke 2? "

" vo mere pas rahenge.. khel ke sabhi patte kisi ke pas nahi hote par adhiktar tumhare pas hai isliye tumhare bina main adhura aur mere bina tum.. " meghnath ki baazi dekh na jane kyun shruti ke chehre par ek halki muskan aa gayi.

" Agar tumhara shaq dur ho gaya ho to yahan lane ki dusri wajah bata dun tumhe... "

" dusri wajah bhi hai "

" bilkul.. maine ye jagah sirf isliye nahi chuni ki main tum logon se baat kar sakun balki isliye kari hai ki mere jane ke athve din hamare samay ke hissab se main tumhe roz sham 6:30 baje is booth ke number par phone karunga...phone par main sirf tumse is 1 rs ke note ke bare mein puchunga jispar tum sirf han ya na main jawab doge.. han ka matlab sab sahi hai aur na ka matlab kuch gadbad hai.. tum mujhse koi sawal nahi karoge aur na hi isse jada baat karoge. Agar tumhara jawab 'na' hua to main khud tumhe samay bataunga jiska jikar tum kisi se nahi karoge, kisi se matlab kisi se nahi " meghnath ne vishal ko zor diya jiske piche ka matlab saaf tha ki shruti tak ko nahi batana. " Main tumhe athve din se lekar jab tak tum mumbai ke liye ravana nahi ho jate tab tak roz phone karunga, agar kisi bhi din main tumhe phone na kar paun to samajh jana ki kuch gadbad hai aur agar ek se jada din aisa ho jaye to maan lena khel khatam aur tum log yaha ane ki galti bhi mat karna, samajh aa gaya na sab? " meghnath is waqt kuch alag hi roop mein sunai padh raha tha dono ko.

" theek hai.. lekin ek sawal mere man mein abhi bhi hai jo pareshan kar raha hai mujhe " vishal ne apne man ki duvidha samne rakh di " in sabke liye tumhare pas itna paisa kahan se aa raha hai? kyun ki hum to itne paise kabhi tumhe lauta nahi payenge.. " vishal ki baat sunne ke baad meghnath ek pal shant khada raha. Andhera chane laga tha, halki hawa chal rahi thi, tabhi khoke ki taraf se ghanti ki awaz sunai di sabhi ki nazre wahan jaa ruki. Andar se ek adedh umar ka admi stick lekar bahar nikla aur samne ki jagah ko napta hua bahar aya. Vo bahar nikla aur ek taraf mud kar gaon ki taraf chal dia.

" hairan ho na? " meghnath ki awaz sun vishal aur shruti us admi ki taraf se nazar hata uski taraf dekhne lage " ki vo andha admi aise apni dukan ko khuli kyun chhod kar chala gaya? "

" han... " vishal ke muh se khud-ba-khud nikal gaya.

" Samjhna bahut asan hai.. jis chiz ka is dunia mein uske liye mulh tha vo to chori ho chuka hai, uske liye bacha kya hai? " meghnath jis jagah samjhane ki kosish kar raha tha vo dono ko samajh to aa hi raha tha.

" Alok ke sath kaam karne ke baad jo bhi unhone mujhe diya, uska mulh bahut jada hai par is kahani ke sach se jada nahi, tum tayar ho jao is kahani main kuch aisa ane wala hai jiski hum kalpana kabhi bhi nahi kar payenge " meghnath ne itna kaha aur wahan se chal dia. Vishal aur shruti use jatte hue dekhte rahe aur fir dono us khoke ke darwaje ko dekhne lage jo hawa ki wajah se khul band ho raha tha. Us darwaje ko dekhte hue dono ek dusre ko dekhne lage aur fir dekhte hi dekhte ek dusre se jaa chipke aur ek dusre ke honth chuste hue badan nochte hue us khoke ke andar jaa pahunche.
 
Last edited:

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,712
8,628
219

Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Moderator
33,705
150,392
304
Only a girl can understand how dignity is important for a her, the reason for Jaggu's suicide today is fear of slander in the society and friends and family but if seen from one point of view it's her fault too, of some unknown person Sharing personal videos is not okay and somewhere in this I also feel Shruti's mistake because Jaggu had sent all these videos and photos on shruti's misleadings, if data leaked then it can happen from two sides, one from Jaggu's mobile or Shruti and Shruti's mobile was also lost, so maybe someone has done this at the same time, just doubt but I feel very bad for Jaggu. :sigh2:

Exactly Aarohi did not give everyone a chance I already knew that my Aarohi is a princess :love: if have a chance I will take her on a walk on the clouds :angel4: and only I can see her Ashleel Shruti has to take eyes off. :chair:

If it is true that Ved Sharma and his friends are missing just before Shruti and her friend meet then it may also happen that someone don't wants these people to meet or Ved Sharma and his friends have gone to Amazon, Mysterious things are happening one after the other, Whether we have faith in Meghnath or not but we have to go with him as we have no other way to solve this mystery. :?:


Looks like a lot more is going to happen that we didn't even imagine :yay: interesting update waiting for the next part.
 
15,594
32,095
259
nice update ..me to yahi maanta hu ki jaggu ke maut ke pichhe sabse bada haath shruti ka hai 😡.. apne maje ke liye jaggu se video banati rahi aur milne ki baat bhi kaha ki to mansion me jaha sabse jyada khatra hota hai .
par aakhir jaggu mansion me karne kya gayi thi 🤔 kisine bulaya tha kya .
lagta to aisa hai ki shruti ke mobile se kuch mil gaya ho kisiko .
aaruhi ka jaggu ke maut ko lekar apna hi view hai .
nahane ke jagah dono ki baate majedar thi 🤣🤣🤣..

ab ye meghnath ne to plan bhi bana liya jisme wo pehle jayega aur ye dono baad me .par kya sirf 3 log milke us raaz ko talash kar payenge 🤔🤔.. ved sharma bhi gayab ho gaya hai aur kisiko pata nahi kya hua uske saath .
shruti apne mann ki bhadas nikal rahi thi meghnath par ,par wo har sawal ka jawab dene ke liye taiyari karke aaya tha .
 
10,132
42,570
258
जग्गू की दर्दनाक मौत पर श्रुति की ठंडी प्रतिक्रिया काफी हैरत भरा लगा मुझे। क्या उसे आभास नही कि जग्गू की मौत मे कहीं न कहीं उससे भारी गलती हुई थी।
ऐसे केस मे अक्सर लड़कियां सुसाइड करने पर उतारू हो जाती हैं पर जग्गू की मौत सुसाइड नही बल्कि कत्ल लग रहा है मुझे। हत्यारे ने उसे मेंशन बुलाया और फिर कत्ल कर के छत से नीचे फेंक दिया।
यहां बिहारी पर शक हो रहा है क्योकि वो उस वक्त वहीं पाया गया था जब श्रुति अपनी मोबाइल ढूंढते हुए पाई गई थी।

मेघनाथ की लीला मेघनाथ ही जाने! ब्राजील...आमेजन...नक्शा...वेद शर्मा...मिश्र का जादुई चिराग और दिमाग को शुन्य कर देने वाली एक टन बुक्स , सब कुछ उसके दिमाग की ही पैदावार है। और सिर्फ यही नही, इस अपडेट मे भी वो विशाल और श्रुति को ऐसे जगह पर मिलने को बुलाया जहां सिर्फ एक ही आदमी दिखने को मिला और वो भी बहरा एंव गूंगा । पहले लेकर गया भंडारा नामक विचित्र गांव मे जहां पर भी मानव जाति का नामोनिशान तक नही था।

मै अभी तक समझ नही पा रहा हूं कि वो करना क्या चाह रहा है? आमेजन के घने जंगलों से आरूहि का क्या सम्बन्ध?
वैसे आपने बिल्कुल सही कहा आमेजन के जंगल सबसे ज्यादा आक्सीजन पैदा करते हैं। काफी विस्तृत और रहस्यमय क्षेत्र है वह।

बहुत खुबसूरत अपडेट हर्षित भाई। शानदार और जगमग जगमग।
 

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,712
8,628
219
I bring some sad news to all.. nd i know it is my fault for not justifying your time which you have spend for this story but this is life and i am moving one step ahead nd soon i will not be a bachelor anymore. I tried hard, to get this story complete but due to regular office i won't be able to write and now when i will not be alone, i dn't think i can be here as a permanent person to write. I can't commit if i can write or if i don't.

Only a single hope, i may continue this story and get it end if i will get a chance to write somewhere in future which is actually quite impossible but i will try, i don't want to give any hope to you.. but it is as it is.. I don't want this story to hang like this... But right now it feels like it happened for now. :sad:

Sorry to all SANJU ( V. R. ) Death Kiñg KEKIUS MAXIMUS Aakash. GuptAbhishek
 
10,132
42,570
258
I bring some sad news to all.. nd i know it is my fault for not justifying your time which you have spend for this story but this is life and i am moving one step ahead nd soon i will not be a bachelor anymore. I tried hard, to get this story complete but due to regular office i won't be able to write and now when i will not be alone, i dn't think i can be here as a permanent person to write. I can't commit if i can write or if i don't.

Only a single hope, i may continue this story and get it end if i will get a chance to write somewhere in future which is actually quite impossible but i will try, i don't want to give any hope to you.. but it is as it is.. I don't want this story to hang like this... But right now it feels like it happened for now. :sad:

Sorry to all SANJU ( V. R. ) Death Kiñg KEKIUS MAXIMUS Aakash. GuptAbhishek
सभी के लाइफ मे कुछ न कुछ प्राथमिकता होती है जिनका निर्वहन करना उनके लाइफ का मेन मोटिव भी होता है।
जिम्मेदारी निभाना सबसे बड़ी चुनौती है।
आप पहले अपने प्रथम कर्म पर फोकस कीजिए। जब समय अनुकूल हो तब ही कुछ लिखने की कोशिश कीजिएगा।
हम प्रतीक्षा करेंगे हर्षित भाई।
 

Death Kiñg

Active Member
1,408
7,067
144
I bring some sad news to all.. nd i know it is my fault for not justifying your time which you have spend for this story but this is life and i am moving one step ahead nd soon i will not be a bachelor anymore. I tried hard, to get this story complete but due to regular office i won't be able to write and now when i will not be alone, i dn't think i can be here as a permanent person to write. I can't commit if i can write or if i don't.

Only a single hope, i may continue this story and get it end if i will get a chance to write somewhere in future which is actually quite impossible but i will try, i don't want to give any hope to you.. but it is as it is.. I don't want this story to hang like this... But right now it feels like it happened for now. :sad:

Sorry to all SANJU ( V. R. ) Death Kiñg KEKIUS MAXIMUS Aakash. GuptAbhishek
No worries man! I can understand that managing workload and story writing together ain't possible. Aap apne kaaryabhar par focus kijiye, aur yadi bhavishya mein samay anukul raha to lautiyega aage ke updates ke saath.
i will not be a bachelor anymore
Aaila.. Ju shaheed hone waale ho!? :D
 
Top