• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy " Girls Hostel " { Completed }

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,713
8,631
219

~~INDEX~~

Chapter 1 ~~ " Supriya "
Chapter ~~ 2 " The Illusion "
Chapter ~~ 3 " Catatonic Schizophrenia "
Chapter ~~ 4 " A True Face "
Chapter ~~ 5 " The Antiquarian "
Chapter ~~ 6 " The Amazon "
Finale
Chapter 7 : " Book Of Hoax "

Some Comments for this story :love: (Late Add-on :sigh:)

सच में , यह पुरी स्टोरी दिमाग के परखच्चे उड़ाए जा रही है । कभी लगता है कहानी में सस्पेंस है तो कभी लगता है भ्रम जाल का ताना-बाना बुना हुआ है तो कभी लगता है जैसे कोई रूहानी ताकतें हैं तो कभी लगता है यह सिंपल स्टोरी है जिसमें आरूहि एक गम्भीर बिमारी से पीड़ित है ।

मुझे लगता है इससे बेहतरीन कहानी फिलहाल तो इस फोरम पर नहीं है । और सबसे बड़ी खासियत है आपके लिखने का स्टाइल और अंदाज । आउटस्टैंडिंग हर्षित भाई ।
thoos thoos ke khana khaya aaruhi ne jo ekdam majedar horror type scene tha ..
सही में , हर्षित भाई ! मुझे बहुत ही दया आने लगा है आरूहि पर । अगर किसी हरामखोर की वजह से उसकी हालत ऐसी हुई है तो उसे जहन्नुम का रास्ता जरूर दिखला दिजियेगा ।
WTF!!! Yahi pehla reaction nikalta hai is kahani ko poora padhne ke baad... Halanki pehle bhi maine is kahani ke kuchh 7-8 updates padhe huye the par jab is baar padhna shuru kiya to ek naya sa romanch har beet te update ke saath banta gaya... Bohot hi zyada behatreen tareeke se likhi gayi kahani hai ye, ab jis prakaar ka plot imagine kiya hai lekhak saahab ne uske baad ek nausikhiya bhi likhe to bhi kahani halki nahi ho sakti, aur yahaan jis level ka narration, aur scene specialization hame padhne ko mila hai, wo kaafi hai dikhane ke liye that this is, without a doubt,one of the finest stories available on XF... Chahe wo running stories hon ya fir completed, aur chahe future mein likhi jaane waali kahaniyan, is story ka ek alag hi sthaan bana rehne waala hai forum par... Aur iske liye writer saahab ki jitni bhi tareef ki jaaye wo kam hi hogi...

Fantasy genre ke saath shuru huyi ye kahani, kab alag - alag genres ke darshan karane lagi padhte waqt katayi pata nahi chala... Horror, Suspense, Thriller, Adventure, Romance and of course Fantasy, aur saath hi mein Erotica ke ansh bhi... Ek story mein is se zyada kis cheez ki apeksha kar sakta hai reader!? Again, one of the best stories I've ever read... Outstanding Stuff harshit1890 bhai... :bow: :bow: :bow:
Kya hi khubsurat kahani likhi hai aapne bhai... I'm just speechless, jitni bhi tareef karunga kam hi hogi... Erotica ka bhi bilkul sahi situation mein use Kiya gaya hai aur sabse important har kirdaar par lekhak ki shaandar pakad bani rahi hai... Har character ka kahani mein hona justify kiya gaya hai, kahin bhi koyi bhi character bina matlab nahi ghus aaya...

Ab dekhna ye hai ke Mehta waali meeting mein kaun kaun shaamil tha aur unka maksad kya tha? Aur Shruti is sab ki sachayi jaan bhi paayegi ya nahi? Aruhi sach mein kisi beemari ka shikaar hai ya kewal naatak kar rahi hai? At last, Ek baar ko apun ko ye bhi laga ke asal mein ye sab jo ho raha hai wo kewal Shruti ki kalpana hai... :dazed:

Outstanding Story & Updates Bhai & Waiting For Next...
Harshit bhai... Kayi horror stories padhi hain maine, joki poori tarah se horror genre par based hain but jis tarah ka scene aap create karte ho, taking into note ye story horror genre par based hai bhi nahi, that's phenomenal...
meghnath naam rakhne ke pichhe ki kahani bhi majedar hai 😍😍😍..
jab me TV nahi dekhta( waise tha nahi nahi ghar par ) tha bachpan me aur bas naam suna karta tha to khudko SHAKTI KAPOOR. kehta tha dosto ke bich 🤣🤣🤣..ye kissa padhke bachpan ki yaade taaza ho gayi 😍😍😍..
Slowly my interest is increasing towards the story full of adventure, fun to read, no doubt you are a great writer, thank you for writing such a beautiful story.
Have to admit, your story completely twists the thinking, sometimes it seems in the mind that it is just a disease and sometimes it seems like something supernatural. Your writing is commendable, even after writing this much there are many questions and there will be many such points which I have missed. In some scenes there was a combination of intensity as well as erotic scenes, which you have shown very well, what should I say now, now the words of praise are over understand my feelings.
harshit1890 Hats Off... enjoyed it. :applause:
but why were you making her nude everytime in front of everyone. :angry:
मुझे नहीं लगता दुनिया में कोई भी ऐसा माई का माल होगा जिसे इस कहानी की पहेली समझ में आ रही हो। गजब का दिमाग हिला रखा है आपने हर्षित भाई।
The whole incident, that Mansion one was written so beautifully that no words are sufficient to describe it! Ismein koyi doraye nahin ki maine aaj tak kisi ko bhi is tarah ka horror likhte nahi dekha hai... Haunted ko read kiya tha maine, kaafi pehle, aur main bilkul daave se keh sakta hoon, that you're the best,when it comes to generating real fear in readers, while they read the story..
Bhatt the phakk is this estory?:redface:
 
Last edited:

Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Moderator
33,853
150,538
304
Apne ek dum sahi chiz pakdi hai he was trying to focus on one thing.. which will be revealed soon...
Bharosa nahi hume aisa aapne pahle bhi kaha tha or uske baad jo hume samjha tha hum usi me uljh gaye or bhi jaada... masoom readers ke jasbaato ke saath mat khelo :noo:
 

Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Moderator
33,853
150,538
304
Aap uske ath kabadi khelne gye to lapata ho jaoge..

Aaruhi ke lover ho aap apko kaise jawab de dun mein.

Aapki aaruhi ko tapka de.. kya kehte ho...

Theek hai sath mein patta katwa denge
Ye writer mere pyaar se jalta hai :sigh2:
 

Death Kiñg

Active Member
1,408
7,068
144
Bhatt the phakk is this estory (2)... :roll:

Kaal.. Rakshastra.. Sarthi.. Hum aam insaan hain prabhu, aisa durvyavahar mat kijiye hamare adne se dimaag ke saath.. :redface:

Meghnath.. He came into the story being on the negative side! Shruti jab Mansion mein un files ko lene gayi thi, tab darshan huye the is praani ke, aur fir Shaurya ki maut ka kissa, iska Shruti par hamla karna, Manpreet ki maut ke saath iska sambandh hone ki aashanka.. Laga yahi tha ki ye seedhe taur par Aaruhi ki is haalat ka ek mukhya kaaran hai, nahi to Hostel mein huyi mauton se to seedha sambandh hai hi iska! Par, dheere – dheere cheezen badli hain... Wo box, jise isne ‘God Of Box’ bataya, Shaurya ki kahani, iske bachpan ke kisse, aur fir Ved Sharma! Jitna kuchh Meghnath jaanta tha/hai, uske kaaran uski importance bohot badh chuki hai, Aaruhi ko theek karne ki is koshish mein!

Let's assume ki Meghnath sahi banda hai, I mean wo koyi game nahi khel raha, balki wo khud bhi Shaurya ki maut ke zimmedar ko saza dena chahta hai, yadi aisa hua aur Shruti athva Vishal ne Meghnath par bharosa na kar, use is maamle se alag karna chaha, to wo ek bewakoofi bhara kadam hoga! Seedhi si baat hai, wo shakhs saalon se is maamle ko khoj raha hai, saalon se usne kitaaben khangali hain, aise hi thodi na use itna sab kuchh pata hai... I think Vishal ka kehna sahi tha ki Meghnath ke aane ke baad, kahani kuchh aur hi ban gayi hai... Jise ye log Maansik beemari athva bhoot - pret ka chakkar samajh baithe the, wo in cheezon se bohot bada hai!

Par Shruti ka shakh bhi bekaar nahi hai, aise hi thodi na wo is insaan par bharosa kar sakti hai... Khaaskar, jab baat Aaruhi ki zindagi aur maut ki hai! Khair, abhi ke liye to uske paas Meghnath ki baatein maanne ke alawa koyi aur raasta nahi hai, isiliye ye maamla aage badhne se raha... Par dekhna hoga ki kya sachmein Meghnath, sirf Shaurya ke gunhagar ko dhoond use saza dena chahta hai aur Aaruhi ki mada karna chahta hai, ya kuchh hi agenda hai uska? Kuchh aisa jo in sabki soch se bohot bada hai, possible hai ki in sabko istemaal kar,wo kuchh aur hi plot kar raha ho...

Khair, Ved Sharma ke ghar se wo kitaaben jhole mein bharkar le aaye hain ye log par use padh paana sambhav nahi lagta... Shayad kisi aur hi lipi mein likhi gayi hogi wo kitaaben, isiliye ab Ved Sharma ki theory maan kar chalne ke alawa koyi aur raasta nahi! Meghnath ke mutaabik Shaurya aur Aaruhi ki conditions similar hain, dono ek hi cheez ke kaaran aisi haalat mein pahunche, par kya Aaruhi ka anjaam bhi wahi hoga jo Shaurya ka hua tha!? Aur kya sachmein Shaurya ki maut aur Aaruhi ki condition mein koyi taalluk hai, ya ye kewal ek bhram hai Meghnath ka (uska bhram ya wo Shruti - Vishal ko bewakoof bana raha hai :huh:)?

Wo kitaab jo Shruti itne samay se khol nahi rahi thi, finally wo khuli aur kuchh interesting revelations bhi huye uske zariye! Kaal, kuchh logon ko chunta hai, apne kisi kaam ke liye, unhe wo kitaab saarthi ke naam se mention karti hai... Chaar charan arthat stages hote hain ek saarthi ke aur jab wo chauthe charan mein pahunchta hai to rakshastra, joki Kaal ka hi koyi gurga hai, wo saarthi ko control karne lagta hai... Meghnath ne kaha ki Ved ke anusar Rakshastra Kaal ke “kaam” ko anjaam deta hai, maksad kya hai Kaal ka? Kya karwana chahta hai wo in “saarthi” logon se? Kya inhe ek nischit period tak zinda rakhne ke baad hi maarta hai wo? Kya Aaruhi sachmein chauthe charan mein hai?

Sawaal kayi saare hain, aur lagta hai ki Amazon arthat Brazil yaatra par hi kuchh jawaab talab kar paayenge ye log... Par Brazil jaana halwa to hai nahi, dekhte hain College se kya kehkar chhuti li jaayegi, aur sabse important Aaruhi ka kya? Kya use akele chhod jaana sahi hoga, kya use saath le jaana sahi hoga? Gagaan kahaan gaayab hai? Zinda bhi hai ya nahi? Aaruhi kisliye le gayi thi use apne saath? I think in prashno ke jawaab to agle update mein hi mil sakte hain, jab Vishal Gaggan se sawaal karega (agar wo zinda hai to)! Btw. ye Aaruhi ko bra - panty mein ulta hokar sone ka kya chaska laga hai!? :hinthint2:

Haan, Shruti - Vishal ko bhi param sukh dilwa hi do ab bhai.. :D Kahin us bechari ki ‘wheatish skin’, intezar mein rang na badal le.. :D

Bohot hi khubsurat update tha bhai! Bhandara se nikalte samay chhote hi drishya mein bhar - bhar ke horror daal diya aapne...

Outstanding Update Bhai & Waiting For Next...
 

GuptAbhishek

Member
283
609
108
Bhai time milta hai to likh deta hun.... us din tym mila to likh dia ab nahi mil raha to nahi likh paa raha wahi baat hai... jis din mila us din khallas ek hi time mein :D
Bhai haunted ke concept ki ye story dhajiiya udayegi dekhte jao bas ab... :D Mene hint to shreyas walle update se de diya tha clear ab ho jayega because its a prequel ... Agar mere pas kabhi samay hota life mein in future.. no hope.. To Haunted 4 lekar jarur ata... choti hi sahi.. par atti jarur.. us kahani ka ye theme base bana rahi thi. Sapna tha mera apni mostly kayi kahaniyun ko jod dene ka.. aur shayad ab vo sapna pura ho jayega... Waise to Haweli 3 ka bhi theme kuch jordar sochela tha apun.. lekin baat nahi ban payi kyun ki ab likhne ka waqt khatam ho chuka hai..

This is more of both.... :D Thanks bhai :hug:
Bhai to time nikalo plzzz or apne unn readers ka socho jinko haunted padhna apni job krne se b jyada jruri or pasand hai just like me or haunted 4 likh do Kasam se mja aa jayega i don't know kitne readers happy honge but mere liye to sbse badi khusi ki baat hogi or apna sapna pura krlo bhai sabhi stories ko jodne ka or wese b aapne hint de hi Diya h ki ye prequel hai or haunted 4 k liye ye story ka theme base bna Rahi hai to likh hi dalna isko complete krke

(Ek or baat aapne yog purush Bhai ko kaha ki wo best writer hai but I know unki dono story b padhi hai mene or aapki to mene 8-10 padhi hai or yakin mano horror me aapka hath koi ni pakad sakta you r the bestest jis tarah aap suspence or thrill create krte ho utna koi ni kr sakta or character development to aap sbse better krte ho iska proof Ankit harshit shreyas etc. jese characters hai)


Baki waiting for next update

keep writing keep rocking 😎
 
Last edited:

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,713
8,631
219
Update ~~ 103

" Hume amazon jana hoga.. lund mera... mazak hai kya? " shruti thode unche awaz mein vishal ke sath chalte hue bol rahi thi. Vishal chup khada shruti ke agge bolne ke intezar mein tha. " Ajeeb chutiyapa machaya hua hai in sabne milkar, main to kehti hun kahin jane ki jarurat nahi hai. Aaruhi ko kaun akar tapka dega main bhi dekhti hun, salle ka lund cheer kar kakdi ki tarah usme nimbu namak na laga dia to main bhi is dharti ki beti nahi.. " shruti ki baat sun vishal ki hansi nikal gayi " tum hans rahe ho? "

" n...nahi.. to... bilkul nahi... bas galle mein khrash aa gayi thi "

" Kharash nahi hansi hi thi vo.. tumhe ane ki kya jarurat thi mujhe hostel tak chhodne ki.. chalo jao yahan se vapis... futo abhi... " shruti ne jhute wala dhakka dete hue kaha. " Koi kaam ka nahi hai, sab dimag mujhe lagana padta hai har chiz ka intezam mujhe karna padta hai... par nahi... ye mera baska nahi hai.. Amazon pamazon jana.. tumhe idea bhi hai vo kitni dur hai? " shruti ne vishal ki taraf nazar feri.

" bilkul... " vishal ko laga jawab yahi dena tha par shruti ki ankhon se nikalti angare use samjha gayi ki jawab galat hai. " i mean .. sahi baat hai.. bahut dur hai.. halwa thodi hai.. "

" halwa mat bolo vishal.. lund bolo lund.... " shruti jhinkte hue unchi awaz mein boli jo wahan gunj uthi.

" to tum kya chahti ho? Mana kar dein meghnath ko.. ki hum nahi jayenge... " vishal ne ek second ka pause liya " hum mana kar denge to use kya hai vo to chala hi jayega akele aur pata nahi wahan se kya le aye, us box ki tarah aur fir koi naya baval kar de.. ya fir ye ho sakta hai vo chahta hi yahi ho ki hum uske sath na jaye aur vo akele hi hadap le jiski vo talash mein hai.. vaise bhi tumhe yaad hai na vo kisi Alok naam ke bande ke liye kaam karta tha jo treasure khojta tha... so i am thinking wild.. but ye ho sakta hai... " vishal ki baat shruti ne bade dhayan se suni aur vo isliye keh raha hun kyun ki uski baat sunte hi vo ek jagah par hi jaa ruki aur vishal ko tak-takai lagaye dekhti rahi.

" kya hua... " vishal thoda ghabrate hue bola.

" baat tumhari sahi hai, ye to mene sochi hi nahi tha. " shruti ruk kar kuch sochne lagi " Par hum kaise jayenge itni dur? koi idea hai "

" uh-uhh.. abhi tak to nahi.. par mujhe lagta hai uske pas jarur hoga.. " vishal ka ishara meghnath ki taraf tha. Vo shruti ko chhod kar wapis chala gaya aur shruti sidhe mess mein jaa pahunchi, jahan par sabhi ladkiya andhere mein samne lage tv ko ghur ghur kar dekh rahi thi.

" hatt.. " shruti ne aaruhi ke bagal wali ladki ko hatne ke liye kaha.

" kyun hattu.. " vo dhire se boli.

" kyun ki ye meri girl-friend hai aur main bahut jealous gf hun, meri jealousy itni jada buri hai ki main teko chatt se fenk kar tere tukde pade sharir ko jungli kutton ko khila sakti hun.. ab puch dubara kyun? " shruti ke kehte hi us ladki ke galle main aisa laga mano lund hamesha ke liye fans gaya ho. Vo bina behens kare wahan se hatt gayi aur dusri jagah jaa baithi.

" tu bhi na.. kyun darati hai bachi ko.. " aaruhi ne bina uski taraf dekhe kaha " aur itni der kahan kar di, do ghnate ki movie to nikal bhi gayi "

" ungli kar rahi thi.. tujhe bhi karni hai? " shruti ka dimag pehle hi bhanaya hua tha. " Aur tujhe mubarak ho ye movie.. 100 days.. itni purani movie koi dikhata hai kya? "

" interesting hai.. meko to lagta hai ki koi close wala hi hoga jisne raaz chupaya hoga.. Madhuri dixit bhi maregi lagta hai. " aaruhi bol rahi thi lekin nazar uski tv par hi thi. Shruti ne do pal movie dekhi fir mobile nikal kar khurafati karne ki sochne lagi aur tabhi use dhayan aya uski baat jaggu se adhuri reh gayi thi. Usne facebook login kiya aur login karte hi uski nazar message box par padi, wahan par message ki jhadi lagi hui thi sabhi ko ignore karte hue usne message kiya.

" milna chahogi? " messeage send hua par koi reply nahi aya waise to aksar jaldi hi aa jata tha. Shruti ko laga vo offline hai aur vo thak kar haar ke ye sochne lagi ki chlo movie hi dekh lete hai aur usi duran jab usne nazar uppar ki to uski nazar mess ke dusri taraf gayi jahan se halki roshni aa rahi thi. Use jaggu ki jhalak dikh gayi jise dekh vo samajh gayi. Usne apna phone table ke niche kiya aur facebook open kiya, message popup ho gaya tha.

" Itne dino mein atte ho.. kya chahte ho.. har roz sochti hun ki tumse baat na karun.. par tumne to.. "

" aag laga rakhi hai na ... janta hun.. " shruti ne turant message kar dia.

" bas.. ab aur nahi "

" to milo.. aur chakh lo.. lund ka swad.. abhi bhi ek dum kadak hai tumhe dekh kar " message bhejne ke baad shruti ko apni galti ka ehsas hua.

" dekh kar? tum yahan ho " shruti ne message bhi aise hi tirchi nazron se dekha aur fauran tv dekhne lagi. Jaggu apni nazar idhar udhar karke dekhne lagi par use kisi par shaq nahi hua sab tv dekh rahe the. Jaggu ne jaise hi nazar wapis phone par lagai shruti ne turant message kiya.

" lund ki nazar se dekh raha hun... kadak lund se vo bhi.. "

" tum bahut besharam ho "

" aur tum bahut hi jada sexy.. man karta hai chod chod kar tumhare andar apna lund dale hi rakhun.. "

" bas karo... abhi main.. kuch nahi kar sakti "

" kyu gili ho gayi ho kya... zara dikhana to apna gila pan.. "

" nahi abhi nahi.. abhi hum mess mein hai.. "

" to kya hua.. mere liye itna nahi karogi.. " shruti ko maza aa raha tha. Vo jaggu ko fansa rahi thi. Message karke vo jaggu ki taraf dekhne lagi jo phone par hi dekh rahi thi fir achanak se usne idhar udhar dekha aur bade chupke se apne hath ko apne pajame ke andar dala aur uske baad chut mein daal dia, jise uska muh halka sa khula par awaz nahi nikalne di aur fir kuch second tak vo aise hi rahi fir hath bahar nikal liya. Shruti ankhein fade chor nazron se use dekh rahi thi, usne turant ungli ki photo khinchi jise ek baar ko roshni hui par kisi ne dhayan nahi diya aur shruti ka phone vibrate ho gaya. Usne fauran message dekha aur paya ki jaggu ne sach mein apni ungli ki photo bheji thi jispar uska ras laga hua tha. Ye dekh shruti uski daring par wah-wahi kare bina na reh saki.

" mansion ke bare mein janti ho? "

" mansion.. han kyun.. waise kaisa laga mera ras... "

" wahan milo.. "

" wahin kyun? "

" kyun ki us sanate mein tumhe chodte waqt jo awaz gunjegi vo mujhe sunni hai "

" lekin.. "

" lekin vekin kuch nahi.. wahin chodunga tumhe.. aur yakeen mano uske baad har raat tum wahin chudne aogi "

" kitne baje.. " shruti uski baat ka jawab deti use pehle aaruhi piche mudi to shruti se takra gayi aur uska phone niche gir gaya. " kya kar rahi hai.. "

" dekh mari mari mari.. " aaruhi ne shruti ka hath kas kar pakad liya tha. Madhuri dixit ko diwar mein chunna jaa raha tha. " Ye mota kala shuru se hi harami lag raha tha mujhe... " aaruhi ke sath ab shruti ko bhi interest ane laga aur dono ek hi tarah baithe rahe jab tak movie khatam nahi ho gayi.

" badia story thi yar.. kaha tha mene tujhe koi kareebi hi hoga.. aisa suspense niklega socha nahi tha.. " aaruhi shruti se bahar nikalte waqt baat kar rahi thi. Sabhi ladkiyan apas mein baat karte hue bahar nikli aur apne-apne room ki taraf badh gayi. Kamre mein pahunch kar aaruhi ne turant kapde utare aur aise soi jaise kitne salon se na soi ho.

" Ye ladki bhi alag hi charitr ki lagti hai.. nangi hokar sone ka kya style hai ? " aaruhi ko dekhte hue shruti apne bisat par jaa laiti aur laite laite bahut si batein uske zehan mein chalne lagi. Ved sharma ke ghar jo bhi mila vo ek chalawa tha ya hakikat? Par itni sab chizen koi kaise jhuthi bana sakta hai.. Ek ke baad ek chiz ka jude rehna, lekin bar-bar ek hi sawal man mein aa raha hai, uska college se kya nata? Yahan ki mauton ka kya nata? Kaun hai jo ladkiyun ko maar raha hai aur unhe control kar raha hai? Kya maksad hai uske piche aur police kyun aaj tak pakad nahi payi? Kya pura ka pura system mila hua hai? Manna to bahut hi mushkil hai.. Parents ko to sujha bhuja kar bevkuf bana kar samjha do. Lekin hakikat par parda dalna possible kaise hai? Meghnath bahut kuch janta hai lekin waqt se pehle kuch nahi batata, aaruhi ko samajh pana mushkil se namumkin ban chuka hai. Kya vakai mein ved aur meghnath ki kahani sach hai? Kya sach mein aisi koi jagah hai aur vo aaruhi ke sath ye sab kar raha hai? Par kyun? Shruti sochte hue achanak se uth baithi.

" mera phone... " use jaise hi yaad aya vo phone lene ke room se bahar nikli, jahan ek dum khamoshi pasri hui thi. Vo itni tez chal rahi thi ki uske thap-thap ki awaz hi wahan gunj rahi thi. Vo mess mein ayi aur mess mein aa khadi hui. Mess mein pahunchte hi vo jahan par baithi thi wahan apna phone khojne lagi.

" Yahin to gira tha.. kahan gaya.. " shruti ne ache se wahan par kursiyan hatate hue kaha. " Kahan gaya.. main bhi chutiya aurat hun.. light kaun jalayega.. " shruti ne fauran likh on ki aur tassali se dekhne lagi. Aur kuch der dhundne ke baad use apna phone kisi aur hi disha mein pada mila " ye sali ladkiyan laat maar maar kar mere phone ko kahan le ayi kone mein.. " shruti ne phone uthaya aur bahar nikalte samay usne light band kar di. Light band karke usne messka darwaja band kiya aur usi dauran wahan par tv chal pada aur tv par hilti hui screen ke andar ek jhalak ane lagi. Jhalak saaf nahi thi par ek dhundla sa danda lekar koi khada tha. Shruti ko aisa laga mano kuch dekha ho, usne fauran mess ka darwaja khola par wahan sirf andhera hi maujud tha.

" kya kar rahi hai? " achanak se awaz atte hi shruti ghabra gayi. Piche mudh kar usne dekha, bihari khada tha.

" phone gir gaya tha movie dekhte time.. wahi lene ayi thi.. " shruti ne turant jawab dia. Bihari ne uppar se lekar niche tak use ghura.

" acha.. itni raat nahi nikla karo.. chalo jao.. " vo aise bola ki shruti ne naak chadai aur room ki taraf chali gayi.

Agli subah late uthne ki wajah se subh ke ek-do lecture khatam ho chuke the. Nandini class le rahi thi aur shruti ko uska behaviour completely change dikh raha tha. Jise aaruhi ne bhi notice kar liya.

" Ye miss kuch badli badli lag rahi hai.. lagta hai hadse ke baad gehra sadma laga hai unhe "

" tujhe pata hai? " shruti hairan thi

" pure college ko pata hai.. college walon ne to mana kiya tha miss ko par vo nahi mani. Unhe padana tha.. badi shant si ho gayi hai.. "

" hmm.. is college mein hadse itne hote hai ki ab to mujhe lagta hai faculty bhi safe nahi hai .. "

" ab choron ka kya hi bharosa vo to kabhi bhi kahin bhi aa sakte hai "

" chor ? tujhe pata hai? "

" han.. matlab.. wahi na.. kisi ne to hamla kiya hi hoga unpar.. aur unka saman bhi gayab hai to chor hi hoga.. "

" tujhe aaj kal sab pata hota hai "

" match khelte time bahut kuch pata chal jata hai.. "

" acha.. teri alag team ban rahi hai "

" shuru se hai vo to.. " aaruhi ki baat ko ansuna kar shruti lecture mein dhayan dene lagi. Lecture khatam hone ke baad aaruhi to hostel chali gayi change karke practice mein jana tha use. Wahin shruti vishal aur meghnath teeno apne adde par jaa pahunche.

Dhabbe walle ne chai ka cup un teeno ke aage rakha aur ek-ek samosa rakh kar wahan se apne kaam mein lag gaya.

" tumne keh to dia.. par socha hai ki hum jayenge kaise? " shruti ne mudde ki baat pakadte hue pucha. " Hum abhi college mein padte hai.. na hi hamare pas passport hai aur na hi ghar walon ko batane ke liye koi bahana... ye koi bandhara nahi tha jo subah gaye raat ko aa gaye.. kam se kam 10-15 din jayenge.. kaise manage hoga sab? December mein exam hai.. october khatam hone ko aya hai.. Ek baar ko maan lun ki hum koi bahana soch lenge par itni jaldi passport kaise banenge? Exam chhod kar hum to nahi jaa sakte na.. ghar wale murder kar denge vo bhi do baari kam se kam.. ek baar mein unhe tassali nahi milegi.. aur han sabse jaruri baat.. sabse jada jaruri.. wahan ka ana jana, rehna.. paisa kahan se ayega? Paise ke bina to hum airport tak nahi jaa sakte, internation jane ki to baat hi alag hai.. tumne kal itni asani se keh dia hume Amazon jana hoga.. par jana kaise hoga ye socha? Ya bas taav mein akar keh dia.. " shruti ne ek saans mein sab keh dia. Sari problem jo uske man mein kal rat se chal rahi thi vo sab keh dali. Ek pal khamoshi pasri rahi, vo dhabe wala bhi apna kaam karte hue dhayan se sunne mein laga tha. Meghnath kuch bolta use pehle uski nazar chai walle par jaa padhi. Jab chai walle ko laga ki vo idhar hi dekh raha hai to usne dhayan badal diya aur apne kaam mein lag gaya.

" tum log tayar ho jane ke liye? " meghnath ne sab baton ko hata apna sawal kiya.

" hum tayar ho ya na ho.. use kya farak padta hai jab tak tum hamari baton ka jawab nahi de dete.. "

" farak padta hai... " meghnath ki awaz mein gambhirta thi. " Ye koi bacho ka khel nahi hai.. jo hum gaye khela aur wapis aa gaye. Jis kaam ke liye hum jane ki soch rahe hain vo kya hai koi nahi janta, maut ka rasta bhi ho sakta hai.. Kache dil ke sath wahan jana hi asambhav hai.. mano ya na mano par is dharti ki sabse badi khoj ke kareeb khade hai hum.. tumhe shayad abhi meri baat ka mulye samajh nahi aa raha hoga lekin hakikat yahi hai.. " meghnath thodi aage ki taraf jhuka " Ab jo tum kahoge vo ye soch kar kehna ki vo koi khel nahi hai.. jung bhi nahi hai.. balki itihas ka vo pehlu hai jo khul gaya to tum sab uski nazron mein aa jaoge jispar aaruhi ki nazar hai.. " meghnath ki baton ne dono ke rongte khade kar diye. Aise machdar mein fansa diya ki na to ugle jaye aur na hi nigle. Truck ki gunjte horn ki awaz ke alawa us table par khamoshi pasari hui thi.

" h... " shruti kuch bolti use pehle teeno ka phone ek sath hi baja. Teeno ka ek sath phone baja to sabse pehle vishal ne phone utha kar unlock kiya aur whtsapp khola, group mein kuch aya tha jise baad ek-ke baad ek message aa rahe the. Vishal ne message pade jo ki bade hi ajeeb the.

" wtf? "

" behen ki lodi "

" randi "

" chudegi ye to "

" muth marne ka jugad "

Vishal ne message scroll kare aur jab thoda uppar aya to dekha ki ek photo thi jisme nangi chatiyun ko dabaya hua tha aur jab usne uske theek niche wali video play ki to pehle to video mein chut dikhi fir awazein ane lagi 'aah-hhh aahh' vishal ke phone ki speaker volume full thi jiski wajah se awaz ek dum gunj uthi aur utne mein usne turant video pause kar di. Video pause karte hi usne shruti ki taraf dekha jo use hi dekh rahi thi.

" Ye to tumhare hostel ki.. "

" jaggu hai... " shruti ne kehte hue apne phone par nazar dali jispar jahan likha tha. ' Jaggu left the group '
 
Last edited:

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,713
8,631
219

Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Moderator
33,853
150,538
304
Leaving everything else aside if we pay attention to Shruti then Shruti has always been on the side of Aarohi and helps her or say that she thinks well of her, this is called true friend and whatever she has been doing to sort out things selflessly.

Chutiya Vishal, Shruti has been babbling like a hot chili for so long had to smooch the opportunity was right. :approve: :smooch: Jaggu's personal photos and videos have gone viral, now her face is visible in it I don't know but because of Shruti that girl's life was ruined and Shruti's mobile was also lost that night, so maybe someone have done something. :sigh2:

Keeping all the questions in mind I will just wait for the answer because I can not even think more than this and whether it is Supriya or Aarohi i.e. whatever is associated with them whether it is friends or family Or college.

Someone may be close but who :D from the elusive words of Meghnath seems that we are close to the destination and the answer of all our questions is there in amazon.
 

Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Moderator
33,853
150,538
304
15,604
32,123
259
nice update .shruti ki baate aisi thi jaise wo koi ladka ho 🤣 lund lund chilla rahi thi .
mess me tv dekhte huye jaggu se chat karne ka kida ho gaya shruti ko aur shayad phone dekh liya hoga jaggu ne shruti ka jo gira hua tha mess me 🤔. ab ye itne dimagwali ladki itni badi bhul kaise kar sakti hai ,mobile gir gaya aur uthana bhul gayi .
aur kiske lund se chudwayegi jaggu ko jo mansion me bula rahi thi 😁.yaha log mar rahe hai aur shruti mansion me bula rahi thi jaggu ko .
vishal ko ajeeb message aaya par pura video kya tha ye samajh nahi aaya ,aur ye jaggu ne group chhod diya par kyu 🤔..

aur ye itna dimaag aata kaha se hai meghnath ke paas jo amazon jaane ki baat kar raha hai ,college bunk karke 10 15 din bahar kaise jayenge ,paise passport ka kya intejam hai .aur apni baato se dara bhi raha hai dono ko .
 
10,180
42,789
258
मेघनाथ का आमेजन जाने वाला प्रोग्राम मुझे बिल्कुल ही समझ नही आया। कोई बगल मे तो है नही कि चट से अपना झोला उठाए और पट से निकल लिए। पासपोर्ट तो मान लेते है कि एकाध हफ्ते मे तैयार हो जायेगा लेकिन विजा और अनाप-शनाप रूपए कहां से इतने कम समय मे जुगाड़ कर पायेगें?
और सबसे बड़ा प्रॉब्लम आमेजन कोई छोटा मोटा जगह तो है नही कि कुछेक दिनों मे ही वो वहां गए और आसानी से अपना छानबीन कर के निकल लिए।
एक्चुअली मुझे 102 अपडेट का मैटर ही समझ मे नही आया। काल , सारथी, चार चरण, रक्षास्त्र पुरी चीजें सर से उपर निकल गई। मेघनाथ की बातें सिर्फ उलझने पैदा कर रही है और उसकी एक्टिविटी मैजिक।
इधर श्रुति ने ऐसी बेवकूफी कर दी है जिससे जग्गू की लाइफ बरबाद हो सकती है और शायद उसकी जान भी। फेस के साथ उसकी गलत बीडीओ क्लिप वायरल हो गई है और इसके लिए सिर्फ श्रुति जिम्मेदार है।
बहुत ज्यादा कहानी मे रहस्य गहरा गया है और अब तक ढूंढ कुछ नही सके है हम। संभावनाए सुपर नेचुरल, रियलिस्टिक और अनस्तित्व साइंस मे से कुछ भी हो सकता है।
बहुत ही लाजवाब अपडेट हर्षित भाई और दीपावली की हार्दिक बधाई।
Outstanding & Amazing & brilliant.
 
Top