• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy " Girls Hostel " { Completed }

harshit1890

" End Is Near "
Prime
6,100
16,062
219

~~INDEX~~

Chapter 1 ~~ " Supriya "
Chapter ~~ 2 " The Illusion "
Chapter ~~ 3 " Catatonic Schizophrenia "
Chapter ~~ 4 " A True Face "
Chapter ~~ 5 " The Antiquarian "
Chapter ~~ 6 " The Amazon "
Finale
Chapter 7 : " Book Of Hoax "

Some Comments for this story :love: (Late Add-on :sigh:)

सच में , यह पुरी स्टोरी दिमाग के परखच्चे उड़ाए जा रही है । कभी लगता है कहानी में सस्पेंस है तो कभी लगता है भ्रम जाल का ताना-बाना बुना हुआ है तो कभी लगता है जैसे कोई रूहानी ताकतें हैं तो कभी लगता है यह सिंपल स्टोरी है जिसमें आरूहि एक गम्भीर बिमारी से पीड़ित है ।

मुझे लगता है इससे बेहतरीन कहानी फिलहाल तो इस फोरम पर नहीं है । और सबसे बड़ी खासियत है आपके लिखने का स्टाइल और अंदाज । आउटस्टैंडिंग हर्षित भाई ।
thoos thoos ke khana khaya aaruhi ne jo ekdam majedar horror type scene tha ..
सही में , हर्षित भाई ! मुझे बहुत ही दया आने लगा है आरूहि पर । अगर किसी हरामखोर की वजह से उसकी हालत ऐसी हुई है तो उसे जहन्नुम का रास्ता जरूर दिखला दिजियेगा ।
WTF!!! Yahi pehla reaction nikalta hai is kahani ko poora padhne ke baad... Halanki pehle bhi maine is kahani ke kuchh 7-8 updates padhe huye the par jab is baar padhna shuru kiya to ek naya sa romanch har beet te update ke saath banta gaya... Bohot hi zyada behatreen tareeke se likhi gayi kahani hai ye, ab jis prakaar ka plot imagine kiya hai lekhak saahab ne uske baad ek nausikhiya bhi likhe to bhi kahani halki nahi ho sakti, aur yahaan jis level ka narration, aur scene specialization hame padhne ko mila hai, wo kaafi hai dikhane ke liye that this is, without a doubt,one of the finest stories available on XF... Chahe wo running stories hon ya fir completed, aur chahe future mein likhi jaane waali kahaniyan, is story ka ek alag hi sthaan bana rehne waala hai forum par... Aur iske liye writer saahab ki jitni bhi tareef ki jaaye wo kam hi hogi...

Fantasy genre ke saath shuru huyi ye kahani, kab alag - alag genres ke darshan karane lagi padhte waqt katayi pata nahi chala... Horror, Suspense, Thriller, Adventure, Romance and of course Fantasy, aur saath hi mein Erotica ke ansh bhi... Ek story mein is se zyada kis cheez ki apeksha kar sakta hai reader!? Again, one of the best stories I've ever read... Outstanding Stuff harshit1890 bhai... :bow: :bow: :bow:
Kya hi khubsurat kahani likhi hai aapne bhai... I'm just speechless, jitni bhi tareef karunga kam hi hogi... Erotica ka bhi bilkul sahi situation mein use Kiya gaya hai aur sabse important har kirdaar par lekhak ki shaandar pakad bani rahi hai... Har character ka kahani mein hona justify kiya gaya hai, kahin bhi koyi bhi character bina matlab nahi ghus aaya...

Ab dekhna ye hai ke Mehta waali meeting mein kaun kaun shaamil tha aur unka maksad kya tha? Aur Shruti is sab ki sachayi jaan bhi paayegi ya nahi? Aruhi sach mein kisi beemari ka shikaar hai ya kewal naatak kar rahi hai? At last, Ek baar ko apun ko ye bhi laga ke asal mein ye sab jo ho raha hai wo kewal Shruti ki kalpana hai... :dazed:

Outstanding Story & Updates Bhai & Waiting For Next...
Harshit bhai... Kayi horror stories padhi hain maine, joki poori tarah se horror genre par based hain but jis tarah ka scene aap create karte ho, taking into note ye story horror genre par based hai bhi nahi, that's phenomenal...
meghnath naam rakhne ke pichhe ki kahani bhi majedar hai 😍😍😍..
jab me TV nahi dekhta( waise tha nahi nahi ghar par ) tha bachpan me aur bas naam suna karta tha to khudko SHAKTI KAPOOR. kehta tha dosto ke bich 🤣🤣🤣..ye kissa padhke bachpan ki yaade taaza ho gayi 😍😍😍..
Slowly my interest is increasing towards the story full of adventure, fun to read, no doubt you are a great writer, thank you for writing such a beautiful story.
Have to admit, your story completely twists the thinking, sometimes it seems in the mind that it is just a disease and sometimes it seems like something supernatural. Your writing is commendable, even after writing this much there are many questions and there will be many such points which I have missed. In some scenes there was a combination of intensity as well as erotic scenes, which you have shown very well, what should I say now, now the words of praise are over understand my feelings.
harshit1890 Hats Off... enjoyed it. :applause:
but why were you making her nude everytime in front of everyone. :angry:
मुझे नहीं लगता दुनिया में कोई भी ऐसा माई का माल होगा जिसे इस कहानी की पहेली समझ में आ रही हो। गजब का दिमाग हिला रखा है आपने हर्षित भाई।
The whole incident, that Mansion one was written so beautifully that no words are sufficient to describe it! Ismein koyi doraye nahin ki maine aaj tak kisi ko bhi is tarah ka horror likhte nahi dekha hai... Haunted ko read kiya tha maine, kaafi pehle, aur main bilkul daave se keh sakta hoon, that you're the best,when it comes to generating real fear in readers, while they read the story..
Bhatt the phakk is this estory?:redface:
 
Last edited:

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,357
304
:bow:
Aap ko tabhich shanti milegi jab koi tapkega :roflol: baki dekhte hain madam kahani ka tadka kahan se kahan tak le jati hai... mujhe abhi doubt hai ki unke sath kuch aisa hoga kuch hi dino mein malum ho jayega.... :D Thanks nainaji :hug:
:approve:
list ye rahi jaggu, tanu aur uski wo friend, warden aur sonu...supriya inlogo ko khaulte tel mein daal ke fry kar de to kahani aur bhi rochak hogi :D
 

Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Sr. Moderator
26,429
25,281
304
Update-7
Once again.. Mind blowing update hariya bhai....
Ain mauke pe Akash aur Megha darling (. ) (.) Pahuch gayi warna Supriya wahi kichad me ghuse rahti.. Marti to nahi.. Kyunki main item wahi hai story ki.... Par bacha liya dono ne aur mushqil me padne se... Iske baal itne kyu jhad rahe... :hmm1: first update me bhi shayad ekat line thi aise.. Fir bathroom bhar diya iske baalo ne ghutno tak... Fir so kar uthi tab bhi... Aise me to takli ho jayegi bawa.....
" supriya agar main launda hoti ya fir mujhe chikni chuton mein dilchaspi hoti to abhi tere ko pakad kar abhi tere mamme daba deti. Itne naram aur kadak nipple jo chub rahe hain tere meri peet mein. Hat ja sali kutiya ab kya jhadva kar manegi " megha ke kehte hi supriya use hath gayi aur apni gili ankhein pochne lagi " chal ab senty mat ho varna aaj ki is tufani raat mein humare bistar garam ho jayenge " megha ne apni bra ko ek jhatke mein utar supriya ki taraf fenk diya.

" ladke to aise hi badnam hai aaj kal to ladkiyan bhi ankhon hi ankhon mein chod deti hai "
:wtfrol: mast dialogue hai.. Anand aa gaya padh kar aur muskan bhi... Last time apne post office wale kaka hee the jinhone aisa rapchik sexy dialogue marela tha Malini ko dekh ke.
Supriya nahate hue is baat ko bhool chuki thi. Ankhein band karke uski parchaiyun mein vo khandar fir samne aa gaya jiske samne vo khadi thi. Uske mathe par bal padne laga, vo dhayan se us khandar ko dekh rahi thi, baarish zoron se gir rahi thi, roshni usi taraf se aa rahi thi Koi tha us khidki par ek sayan, ek chitr jo usi ko dekh raha tha. Supriya ki sansein tez thi pani uske panjo ko dubo chuka tha, vo sayan khidki par khada tha usi ko dekh raha tha, baarish ki awaz tez thi par uske shor mein kuch aur bhi tha. " awaz.. " supriya ke mathe ka bal aur gehra hua, use baarish mein kuch aur bhi sunai de raha tha vo awaz kuch keh rahi thi.
Background story to hogi hee.. Kyunki khandahar hai to uski bhi koyi kahani hogi.. College me supriya aur Megha ke purvajo i mean seniors ka bhi ekat case hoga... Par kya ye turning point hai supriya ke life ka... Us samay us kamre me jaana ya fir aaj us khandahar ke baare me sochna... Anyway aage pata chalega.. Ab to jaanch padtal hogi... Rahasya banaye jayenge... Tanu baby bhi hai hee gand fadne ke liye... Too much fun😍
Uski bhuri aankhe
:sigh: :sigh::sigh: :weep::verysad:
Daru pina padega ye line padhke
Vo bhi lait gayi par uski ankhon se nind gayab thi.
Main kya bolta hu.. Supriya ko dar naa lage isliye megha ko uske sath usi ke bistar me sona chahiye :D: :p:
.
Fantabulous update hariya bhai...
 

Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Sr. Moderator
26,429
25,281
304
Humra ek tho sawal hai... Jis kamre me supriya pahle gayi thi.. Aur fir jaha last me pahuch gayi thi khandahar ke saamne.. Jaha use roshni aur ek chhaya dikhayi diya wo dono same hai kya??? Kyunki photo dale ho.. Usme to haweli type lag raha... Jaha upari manzil me light jal rahi....??? Aur yadi haan toh... Supriya neeche ke kamre me ghusi hogi right?
Aur yadi naa to fir Supriya ne ye kyun kaha ki.. Ek baar fir se yaha.. Kaise??????????????????
 

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,357
304
Update ~~ 11

" ek hi tarkib thi " megha ne kuch sochte hue kaha.

" kya? " supriya uske nikat ate hue boli.

" yahi ki tu apne ghar chali jati aur agle din agar tanu tujhse puchti to keh deti ki maa baap le gaye "

" main kya ab jaun 11 baje? " supriya megha ke uppar chikhte hue boli.

" tabhi to mene kaha ki ek tarkib thi par tu so gayi usme main kya kar sakti hun "

" sone se pehle mene tujhe kitne phone milaye tab tune utha liya hota to shayad mujhe is musibat se nikalne ka rasta mil jata " supriya ka man kiya ki megha ke uppar chadh kar use mare.

" han yaad aya phone to aya tha par us waqt mein busy thi " megha phone par message type karne lagi " it was not fun, it was great.. " chumne wala smily bhejte hue usne aakash ko message send kar dia.

" busy? tu hamesha busy rehti hai? aaj kis kam mein thi "

" apne pehle chumban mein darling... ab tu hi bata chumban chhodti ya phone uthati vo bhi hostel ke mess wala " megha palang par pasarte hue boli aur vapis phone par aakash ke aye love wale emoji ka response likhni lagi. Supriya ko samajh nahi aya ki vo is ladki ko kya bole, kyun ki galti uski bhi nahi thi, usne koi theka thodi le rakha hai mera, jo har samay meri madad kare, uski bhi life hai. Sochte hue supriya bistar par baith gayi. Megha aakash ke sath rehti hui bhool gayi thi ki supriya pareshan hai. Dono ke bich ab batein kuch open ho chuki thi " i missed your lips.. " aakash ke message par megha muskurai aur itne mein dusra message aya " can i see them now.... :drool: " aakash ka message padh megha ek pal sochti rahi fir usne reply dia.

" naughty "

" please.... " aakash ne turant reply dia.

" okay... " megha ne sochte hue reply diya aur fir camera on karke pout banate hue honton ko modh liya par use kuch acha nahi laga. Usne apne bal ek taraf kiye, top ko thoda niche khiskaya aur focus hontoon se lekar apni cleavage tak rakha taki honton ke piche aakash ko thoda aur maza diya jaye. Ye sochte hue usne fir se pout banaya aur photo khinchne lagi
yahin par sabse badi galti karti hai megha jaisi ladkiyan.. bina yeh soche ki jab ye photos ya video clips bhejenge tab samne wala net par bhi viral kar sakta hai in photos aur video clips ko ... aur baad mein natiza.. jo soch se bhi pare hai..
aur usi mein uski nazar supriya par gayi jiske bare mein vo bhool gayi thi. Megha ne fauran phone wahin fenka aur uth baithi " idea bhale hi tab use nahi hua to ab kar le, abhi chali ja "

" tujhe idea nahi dena to mazak mat kar, itni raat ko kike maa baap dusre seher se atte hain? " supriya ne chidte hue jawab diya. Use gussa is baat par aa raha tha ki megha uski madad karne ki vajaye apne chumban aur chudne ke khawab mein busy hai. Ek minute pehle use koi shikayat nahi thi lekin ab jab koi rasta nazar nahi aa raha tha to gussa badhta jaa raha tha, ek jalan ki bhawana andar panap rahi thi.

" chidti kyun hai ruk kuch aur sochte hain " megha sochne lagi par supriya ne uski baat ko andekha kar diya. Waqt bitta jaa raha tha aur supriya ke pas samay kam hota jaa raha tha. " idea " megha ne sochte hue kaha. " tu sun rahi hai? " supriya ne jab koi response nahi diya to megha ne use hilate hue pucha.

" han sun rahi hun " rukhe man se usne jawab diya kyun ki vo janti thi ki idea kisi kaam ka nahi hoga.

" tu bathroom chali ja "

" kya bakwas "

" puri baat sun " megha ne supriya ko bich mein roka " tu bathroom mein baith ja. Yani ki tera pet kharab ho chuka hai, waise bhi mess ka khana kha kar koi na koi ladki to bathroom mein baithi hui payi jati hai aur sach bata rahi hun aaj ka khana bilkul usi type ka tha ki kisi ke bhi pet ki maa chud jaye. Ab tu soch agar tu tanu ke pas nahi jayegi to vo apni kisi dali ko tere pas bhejegi aur jab main use kahungi ki tera pet kharab hai mess ke khane ki wajah se to vo kuch nahi kar payegi kyun ki tanu bhi is baat ko janti hai ki aksar aisa hota hai. Vo khud bahar se pizza mangwa kar khati hai sala warden ki setting ka kamal hi yahi hai. Ise tere ko ek din aur mil jayega aur tu aaj ke liye bach jayegi fir kal ka kal dekhnge. Vaise bhi hum engineer ladkiyan hai jugad kya sirf laundon ke pas hota hai? galat jugad ladkon se jada hum ladkiyun ke pas hota hai, school mein jab hum laundon ke sath bunk mar kar jate the to ghar akar maa baap ko bahane se chutiya banane wale hum ladkiyan hi hoti hai varna launde to maha gandu hote han pehli baar cigrate kab kahan aur kiske sath pii ye tak nahi chupa pate aur apni gand tudwa lete hain. Pehle unhe maa thokti hai fir unka bapu thokta hai aur baad mein teacheron se tudwate hai, all in all laudein thuk jate hain par ladkiyan.. nahi.. vo hamesha bach jati hai aur use kehte hain jugad, ye salle engineer launde jugad-jugad karte firte hain unme se 99.9% launde muth marte hain aur tu khud soch jin laundon ke pas ladkiyun ki chut ka jugad nahi ho pata vo kya hi jugad karenge? hain-na... sahi boli na main? " megha akhir chup hui aur supriya se jawab magne lagi.

" baat to tune sahi mess ka khana aisa hi hota hai. Aaj ke liye baat tal sakti hai " supriya apni jagah se khadi hui.

" ye lo inhe itni achi baat kahi aur ye mess ke khane... are ye kya kar rahi hai " megha ne jaise hi supriya ko khana khate hue dekha to bol uthi. Supriya megha ke dwara layi gayi mess ke thali ko khane lag gayi thi. Aur khate time bich-bich use ubkai ane lagi thi. " tu sach mein kha gayi " megha fatti hui ankhon se dekhne lagi.

" hmm... " badi mushkil se nigalte hue usne kaha aur fir khasne lagi " kya milate hain ye.. ugghhhh " ulti jaise ubkai lete hue supriya boli.

" aeee bhag yahan se... bathroom mein jaa.. sala tum logon ko idea dena bekar hai, serious hi ho gayi ye to pagal ki bachi " megha use thoda piche ho gayi.

" main jati hun bathroom mein chali jaungi, kamre mein koi aye bulane to use keh dio ki meri kya halat hai " pani pete sath hi supriya ne apni baat kahi aur almari se kapde nikal kapde badalne lagi. Usne apni jeans aur tshirt utari aur aaj megha ke samne hi bra penty mein khadi ho gayi.

" oye hoye teri jawani.... kash mein ladka hoti... sala ladke tere uppar yun hi nahi marte " megha ki nazar supriya ki masal jhangein, uske sapat pet aur uppar kasi hui chaityun par jami hui thi.

" ladkon ki to fitrat hi har chiz latka kar ghumne ki hai chahe vo laar ho ya fir unka... " supriya ne pajama dala aur raat mein jis t-shirt ko pehen kar soti thi vo dali aur fir andar hath dal kar bra ki clip khol kar use andar se bahar nikalte hue wahin fenk diya.

" 12:30 baj rahe hain, main bathroom mein abhi ghus jaun ya jab vo aye tab.. "

" abhi chali ja, vaise bhi tujhe 5-10 minute to pahunchne mein lag jayenge "

" 5-10 minute matlab? "

" common bathroom mein jane mein tere ko itna hi time lagega, teri bhari chutdaon se chala kahan jata hai " megha ne vapis phone use karna shuru kar diya tha. Aakash ke kayi message the waiting.. waiting walle... Megha man hi man soch rahi thi ki ladkon ko tadpane ka maza kitna sukun deh hota hai. Vaise bhi ladke jitna tadapte hain utni shidadat se palang par tadap dur karte hain..

" hansegi ya bolegi bhi? common bathroom kyun? " supriya ne megha ko man hi man muskurate hue kaha.

" tune hi to complain ki thi sonu ko, to vo aya tha sham ko usne kaha ki bathroom ki naliyun mein kuch dikkat aa gayi hai isliye istemal nahi kar sakte "

" par use kya matlab mujhe kaun sa kuch karna hai mujhe to sirf baithna hai " supriya ne bathroom ka darwaja kholne ki kosish ki par vo khula nahi " ye khul kyun nahi raha "

" kyun ki tu puri baat nahi sunti, vo bathroom mein tala maar gaya, sala mera toothbrush bhi andar se nahi nikalne diya, tere pas extra hai?" megha ne message type karna band karte hue boli.

" tujhe toothbrush ki padi hai, main itni raat ko common bathroom kaise jaun "

" apni matkati chutadon se aur kaise "

" megha " supriya ne gusse bhari nazron se dekha.

" dekh supriya iske alawa tere pas koi aur option nahi hai aur agar tujhe ye idea nahi use karna to mat kar direct tanu ke pas chali ja par ye randi-rona band kar de " megha ne supriya se is bar spasht bhasha mein kaha to supriya ko bhi samajh aa gaya ki isme vo kuch nahi kar sakti ab jo bhi decision lena tha use khud lena tha. Use common bathroom jane mein koi dikat nahi thi sivai ek ke ki vo dusri manzil par bana tha aur wahan tak is andhere mein jana vo bhi akele uske liye vo mushkil sabit ho raha tha.

" tu chalegi mere sath bathroom tak.. " supriya ne kamre ke kiwad ki taraf se mudte hue megha ki taraf dekha.

" be brave supriya.. vaise bhi main tere sath jaungi to yahan kaun hoga? Tanu ko shaq ho jayega na? " megha ne phone par message ke sath baat karte hue supriya ko jawab diya. Aakash megha ke bole gaye message ka jawab likh raha tha.

" himmat hai to akar dikhao room par " megha ne ye message bheja tha jispar aakash ka message aya.

" challenge? "

" kuch chahie to challenge hi samjh lo " megha ne reply kiya. Supriya dur se sirf megha ko dekh paa rahi thi uske chehre ke bhav ko nahi. Supriya duvidha mein fansi thi aur fir nirnaye lete hue usne kiwad ki kundi kholi.

" jaa rahi hun main "

" vijay karke lautna ... " megha ki baat sun kar supriya ne koi jawab nahi diya aur kamre se bahar nikal gayi.
idea to badhiya hai par is megha ko dekh JIVISHA ki yaad aaye.. Kisi baat ki fikar hi nahi..upor se tharki.. :lol:
Corridor mein ghup andhera tha, ek bhi light nahi jal rahi thi. Supriya ne ek pal socha ki vo wapis kamre ke bheetar ghus jaye lekin aisa sochne ke bavajud uske per aage ki taraf badh gaye. Kuch kadam aage badhne ke baad use apni galti mehsus ho rahi thi ki use akele nahi jana chahie tha par vo vapis mudti use pehle use ek awaz piche se sunai di jise sun vo samajh gayi ki megha ne kamre ka darwaja andar se band kar liya hai. Supriya ek pal ke liye ruki aur fir aage badh chali. Corridor khatam hote sath hi sidiyan bani hui thi jiski railing ko pakad vo sidiyan utarne lagi. Maujuda halat mein halke shor se supriya chilla deti isliye vo man hi man bhagwan ka naam le rahi thi. Uski ankhein har waqt kisi na kisi ko andhere mein taalash rahi thi aisa uske sath kyun ho raha tha use ye samajh nahi aa raha tha. Tisri manzil par atte hi usne sidiyun se corridor ke dono taraf dekha, jahan par bhi shanti maujud thi. Kamre ke andar jo marzi ho raha ho uska asar bahar tak bilkul nahi tha. Supriya ne ek kadam aage badaya aur badlon ke garajne par uska sharir thithur gaya. Bizli ki roshni sishe se jab andar padi to supriya ke dare hue chehre ka sakshi ban gayi. Usne ek pal uppar dekha, kuch sidiyan uppar chadne par uska kamra tha aur kuch sidiyan niche utarne par bathroom faisla use ek pal mein karna tha. Jo usne kiya aur bina waqt gawaye tez kadmo se niche ki taraf chal padi. Usne is baar kahin aur nahi dekha aur sidiyan utar kar dusri manzil par aa gayi jahan par common bathroom bana hua tha.

Raat gehrati jaa rahi thi aur hostel mein sabhi apne kamre mein dubak kar so chuke the. Hostel ka chaukidar chillu gate par tala laga kar kursi par baithe nangi tassveron wali magzine dekhte-dekhte so chuka tha. Bahar ka mausam dhire-dhire badal raha tha. Mausam vhbiag ke mutabik agle hafte tak baarish ki sambhana hai jiski wajah se sadkon par pani aur jaam lagne ki puri umeed hai. Prashasan har baar ki tarah dava kar rahi hai is baar unhone pani jama na hone ke liye pure intezam kiye hain lekin ye baat kis hadh tak sabit hogi vo to ane walle dino mein pata chal jayega. Supriya jab mess ki taraf badh rahi thi tab use hall se ati roshni dikhai di, andhere mein vo choti roshni bhi kai jada nazar aa rahi thi. Jab vo uske samne se gujari to uski nazar chalte tv par gayi, usne ek dafa mess ke andar dekha to wahan koi bhi maujud nahi tha. Usne chal rahe tv ko band karne ki sochi aur hall ke andar ghus gayi. Hall mein sirf wahi roshni maujud thi jo tv se aa rahi hi. Tv ek dum ant mein laga hua tha aur dono taraf table aur use judi hu seat lagi hui thi jahan par baith kar khaya jata tha. Supriya hall ke ant tak pahunchi aur usne bina aur waqt liye switch off kar diya jiske sath tv band hua aur hall mein ghup andhera ho gaya.
Kya baat hai harshit1890 sahab bilkul creepy aur scary mahol taiyar kar rahe hai aap is mod pe.. par masoom supriya ke sath hi kyun :bat:
bechari pehle se hi Dari huyi hai aur pareshan bhi.. :noo:
bad.. Bhery Bhery bad.. feeling sad :popcorn:

Ab ish dukh ko khushi mein badal ne ke liye kripaya tanu ko jaan se hi marwa dijiye.. wo bhi dardnaak tarike se.. :lollypop:

" shit... ye to maine socha hi nahi " supriya andhera dekhte hi boli aur fauran mudh kar tezi se hall se bahar chal di. Hall se bahar nikalte hi vo bathroom ki taraf badhi aur jaise hi usne bathroom ka darwaja khola, hall mein band tv chalu ho gaya aur usme ab news ki jagah supriya dikhne lagi jo abhi-abhi bathroom mein ghusi thi.
cctv live Camara kisne lagaya aur focus bhi sirf masoom supriya pe...
kiski ye mazal... samne aaye abhi ke abhi.. :dwarf:
Bas bahot hua aur kitna dar dar ke in pareshaniyo ke sath jiyegi supriya.. :dwarf: talwar utha liyo supriya waqt aa gaya hai yudh chidne ki..

बलिदानो….. बलिदानो….
आहूतीयो…आहूतीयो
से जन्मी, यह गाथा
बरसो से, चलती है
बदले की…. यह ज्वाला
उस सुप्रिया
की जिसकी
वर्णन सृष्टी करती
क्या अंबार की नगरी
से वो रखवाली आयी
जिसके पाओं चूमे धरती

:dwarf: sabko maar daalo... ranbhumi hai ye.. raktranjitakurit kar do har taraf saro aurr hostel mein.. Supriya, koi bhi jivit bachna nahi chahiye... is badle ki aag bujhne mat dena... is aag ki chapet mein jo bhi aaye wo rakh ban jaana chahiye :dwarf:
Hai na harshit1890 sahab :lollypop:
(pehle us kamine kamini jaggu,warden tanu aur sonu ka khatma kariyo ghatak hatiyar se.. uske baad 3 baje baad phone ya msg bhejne wale ko.. unke khoon se nadiya baha do... raktpath raktpath, raktpath... agnipath agnipath agnipath :dwarf: hain na harshit1890 sahab :popcorn: )
Khair let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skill harshit1890 sahab :yourock: :yourock: :yourock: :yourock:
 
10,445
48,898
258
जब से सुप्रिया हास्टल आई है तब से उसके साथ अजीब अजीब तरह की घटनाएं घटित हो रही है । पहले ही दिन तन्नु से मुलाकात फिर उसका झाड़ियों के पीछे खंडहर नुमा हवेली में पहुंच जाना । कुछ दिनों बाद तन्नु के सिक्रेट कमरे में हुआ उसके साथ हादशा फिर वहां से उसी खंडहर तक फिर से पहुंच जाना । वहां पर उसे किसी की मौजूदगी का आभास होना । और फिर ड्रामेटिक तरीके से मेधा और आकाश का वहां पहुंच कर उसे बेहोशी के हालात में होस्टल तक लाना ।

और अब स्टोर रूम की घटनाएं ..... सुप्रिया का सोनु को तलाश करते हुए स्टोर रूम पहुंचना... कमरे में किसी का न पाया जाना... स्टोर रूम के दुसरे सिरे पर दरवाजे में ताले का न पाया जाना और फिर कुछ देर बाद वहां ताले का लगा होना.... कमरे का लाइट अपने आप बंद हो जाना...मेन दरवाजे का बंद होना और एक बार फिर से कमरे में फंस जाना...सोनु का बाहर से दरवाजा खोलना.... स्टोर रूम के अंदर सामानों का दो मिनट के भीतर ही बिखरा पड़ा होना... कोई चिपचिपा सा बदबूदार पदार्थ का होना ।

कोई तो है जो सुप्रिया के पीछे पड़ा हुआ है । लेकिन क्यों ? क्या इन सबों के पीछे उसका अतीत है ?

इसके बाद मेधा का कैरेक्टर.... जानते बुझते हुए भी उसने सुप्रिया से ऐसा क्यों कहा कि उसे उसके मोबाइल के बारे में पता नहीं है कि वो तन्नु के सिक्रेट कमरे में छुट गया है ।
सुप्रिया ने तो उसे वहां की सारी घटनाएं सुनाई थी ।
उसका कभी भी सुप्रिया का फोन पिक अप नहीं करना भी उसके कैरेक्टर को संदिग्ध बनाता है ।

सुप्रिया और मेधा जिस हास्टल में रहती हैं वो शायद चार तल्लों का बना हुआ है । सबसे उपरी तल्ले पर उन दोनों का कमरा है और पहले तल्ले पर मेस , हाॅल और काॅमन बाथरूम बना हुआ है ।
और मुझे लगता है कि हास्टल से बाहर जाने के लिए कोई दूसरा भी खुफिया रास्ता है जो शायद स्टोर रूम के अंदर होना चाहिए ।

वो जब टी वी बंद करके बाथरूम जाती है तो दुबारा फिर से टी वी चालु हो जाती है और इस बार उसमें से उस बाथरूम की लाइव पिक्चरें आनी लगती है जिसमें सुप्रिया गई थी ।
( शायद ये सोनु की हरकतें होंगी मगर क्या उसे गर्ल्स हॉस्टल में रात में रहने की इजाजत है ? या हास्टल में रहने वाली किसी लड़की की करतुत है या हो सकता है कि ब्लैकमेलिंग का चक्कर हो )

बहुत ही बेहतरीन सस्पेंस क्रिएट किया है हर्षित भाई आपने । और लड़कियों में होने वाली कन्वर्सेशन के बारे में कहना ही क्या !
Outstanding update .... Outstanding story. harshit1890 bhai.
 
Last edited:

Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Sr. Moderator
26,429
25,281
304
update-8
Warden to apni gundi nikli😋 drugs... Kaha main tanu ko ganjedi maan raha tha ye to uske bhi ek level upar hai aur warden in sabki head hai... Sahi hai waise, kab tak tanu aur warden ka character gali-galauch aur dabangayi me rahta.. Ye angle maza aayega aur kaand bhi badhiya honge.....
Is cillege ki sb ladkiya, aurat lesob hai... 😁 kahi supriya ko akele dekh warden ka mann naa dop jaaye... Aur yadi tanu hui toh wo tobde hee degi dan dana ke...👌
Megha's Assumptions...🥴 ee to sochti bhi hai mujhe to laga tha ki pure chuddakkad hai :D upar se test ki tension...
.
Aur te kya :wtf: Sunayana mam bina padhaye test le rahi hai.. Aisa same concept humri ishtory me bhi baad me aaya Gupta ji ke through...🤣 matlab is prajati ke teachers bahut hai apne desh me jo bina padhaye test lete hai aur sawal karne pe yaa to complain ya fir mashak dete hai sawal karne waale ko😁 par yaha to sunaina mam apne jisme se maarti hai....
.
Noice Update bhayaa.......
 

harshit1890

" End Is Near "
Prime
6,100
16,062
219
Ameeri maine bhi kahan dekhi hai... Isliye to gujarish kar raha hun .... Aur abhi 11th aaya hai... Maine 6 tak padh liya hai ... Aaj 9-10 tak complete kar lunga... Waise daras kai ko rahe ho... Side role hi to mang raha hun ... Me and Megha :D ...
Side role nahi full dunga wahan tak padh loge to :roll:
nice update ..megha ne bathroom jaane ka idea diya aur supriya itne andhere me bhi chali gayi 🤣🤣..
musibat me akkal kaam nahi karti aisa hi hua supriya ke saath 😁..
tanu ke paas jaati to pata chaltq ki wo kya chahti hai par ye andhere me bathroom gayi aur jo tv ka ujala tha usko bhi band kar diya aur ye bhi nahi socha ki aise hi kisne tb chalu rakha hai 🤔🤔.

aur ab dobara tv chalu hua aur usme supriya dikh rahi hai 🤔..
koi supriya ko target kar raha hai aisa lagta hai 🤔..

aur megha apna kaam bana rahi thi shayad ,,supriya ko bhejke aakash ko room par aane ka challenge de diya 😁😁..
Bhai adnhera sirf dimagi khel hota hai aksar aisa hota kuch nahi hai :D Aisa hum bahadur log sochte hain par kayam nahi rakh patte :D challenge se kya hota hai :D Thanks bhai :bow:
hai ek favorite writer sahab yahan xf pe waise aap unhe xp se hi jante hai.. unhone hero heroine ki yaadein mita jo kiya undono ke sath uff kya hi kahu... :D
:hmm: aisa kaun hai
:approve:
list ye rahi jaggu, tanu aur uski wo friend, warden aur sonu...supriya inlogo ko khaulte tel mein daal ke fry kar de to kahani aur bhi rochak hogi :D
Aisa apun ne abhi tak sochela nahi hai :redface:
:reading: revo raat ko...
:thanks:
 
  • Like
Reactions: Prince Sahil

harshit1890

" End Is Near "
Prime
6,100
16,062
219
Update-7
Once again.. Mind blowing update hariya bhai....
Ain mauke pe Akash aur Megha darling (. ) (.) Pahuch gayi warna Supriya wahi kichad me ghuse rahti.. Marti to nahi.. Kyunki main item wahi hai story ki.... Par bacha liya dono ne aur mushqil me padne se... Iske baal itne kyu jhad rahe... :hmm1: first update me bhi shayad ekat line thi aise.. Fir bathroom bhar diya iske baalo ne ghutno tak... Fir so kar uthi tab bhi... Aise me to takli ho jayegi bawa.....

:wtfrol: mast dialogue hai.. Anand aa gaya padh kar aur muskan bhi... Last time apne post office wale kaka hee the jinhone aisa rapchik sexy dialogue marela tha Malini ko dekh ke.

Background story to hogi hee.. Kyunki khandahar hai to uski bhi koyi kahani hogi.. College me supriya aur Megha ke purvajo i mean seniors ka bhi ekat case hoga... Par kya ye turning point hai supriya ke life ka... Us samay us kamre me jaana ya fir aaj us khandahar ke baare me sochna... Anyway aage pata chalega.. Ab to jaanch padtal hogi... Rahasya banaye jayenge... Tanu baby bhi hai hee gand fadne ke liye... Too much fun😍

:sigh: :sigh::sigh: :weep::verysad:
Daru pina padega ye line padhke

Main kya bolta hu.. Supriya ko dar naa lage isliye megha ko uske sath usi ke bistar me sona chahiye :D: :p:
.
Fantabulous update hariya bhai...
Wahi to baat hai bhai takli nahi ho rahi hai :redface: Dialog mein to aap badshah ho ye to humne sune hue hain isliye likh dete hain :D Tanu is haaqttt :hot: Hahaha lagta hai is baar lesbian hokar rahega bhai... :party: Thank you so much gyani bhai :bow:
Humra ek tho sawal hai... Jis kamre me supriya pahle gayi thi.. Aur fir jaha last me pahuch gayi thi khandahar ke saamne.. Jaha use roshni aur ek chhaya dikhayi diya wo dono same hai kya??? Kyunki photo dale ho.. Usme to haweli type lag raha... Jaha upari manzil me light jal rahi....??? Aur yadi haan toh... Supriya neeche ke kamre me ghusi hogi right?
Aur yadi naa to fir Supriya ne ye kyun kaha ki.. Ek baar fir se yaha.. Kaise??????????????????
Nahi bhai dono alag jagah hai.. Kamra dusra tha jo college ki taraf tha jiske piche ka rasta is khandar se judta hai Jiski photo dali thi, aur supriya isliye boli ki ek baar fir kaise : To usne aisa isliye kaha kyun ki jis din Tanu supriya ko hostel ke bahane le gayi thi aur jahan pahunch kar supriya chillai thi ye wahi khandar tha. isliye vo boli ki ek baar fir kaise..
yahin par sabse badi galti karti hai megha jaisi ladkiyan.. bina yeh soche ki jab ye photos ya video clips bhejenge tab samne wala net par bhi viral kar sakta hai in photos aur video clips ko ... aur baad mein natiza.. jo soch se bhi pare hai..

idea to badhiya hai par is megha ko dekh JIVISHA ki yaad aaye.. Kisi baat ki fikar hi nahi..upor se tharki.. :lol:

Kya baat hai harshit1890 sahab bilkul creepy aur scary mahol taiyar kar rahe hai aap is mod pe.. par masoom supriya ke sath hi kyun :bat:
bechari pehle se hi Dari huyi hai aur pareshan bhi.. :noo:
bad.. Bhery Bhery bad.. feeling sad :popcorn:

Ab ish dukh ko khushi mein badal ne ke liye kripaya tanu ko jaan se hi marwa dijiye.. wo bhi dardnaak tarike se.. :lollypop:


cctv live Camara kisne lagaya aur focus bhi sirf masoom supriya pe...
kiski ye mazal... samne aaye abhi ke abhi.. :dwarf:
Bas bahot hua aur kitna dar dar ke in pareshaniyo ke sath jiyegi supriya.. :dwarf: talwar utha liyo supriya waqt aa gaya hai yudh chidne ki..

बलिदानो….. बलिदानो….
आहूतीयो…आहूतीयो
से जन्मी, यह गाथा
बरसो से, चलती है
बदले की…. यह ज्वाला
उस सुप्रिया
की जिसकी
वर्णन सृष्टी करती
क्या अंबार की नगरी
से वो रखवाली आयी
जिसके पाओं चूमे धरती

:dwarf: sabko maar daalo... ranbhumi hai ye.. raktranjitakurit kar do har taraf saro aurr hostel mein.. Supriya, koi bhi jivit bachna nahi chahiye... is badle ki aag bujhne mat dena... is aag ki chapet mein jo bhi aaye wo rakh ban jaana chahiye :dwarf:
Hai na harshit1890 sahab :lollypop:
(pehle us kamine kamini jaggu,warden tanu aur sonu ka khatma kariyo ghatak hatiyar se.. uske baad 3 baje baad phone ya msg bhejne wale ko.. unke khoon se nadiya baha do... raktpath raktpath, raktpath... agnipath agnipath agnipath :dwarf: hain na harshit1890 sahab :popcorn: )
Khair let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skill harshit1890 sahab :yourock: :yourock: :yourock: :yourock:
Bharosa madam, bharosa jo us age mein jaldi ho jata hai aur baad mein pachtata hai kyun ki bharosa usi umar mein tutta hai... creepy to soch raha hun banane ki ban jaye to acha hai warna acha nahi lagega.. vo khud yudh mein ane wali hai... par utha kuch nahi pyegi... Sabko maar dun to ye kaun batayega ki kaise marre sab... :D Sabko marwa do bhai.... :D Thanks naina ji :hug: :bow:
 
  • Like
Reactions: Prince Sahil
Top