• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy " Girls Hostel " { Completed }

harshit1890

" End Is Near "
Prime
6,106
16,134
219

~~INDEX~~

Chapter 1 ~~ " Supriya "
Chapter ~~ 2 " The Illusion "
Chapter ~~ 3 " Catatonic Schizophrenia "
Chapter ~~ 4 " A True Face "
Chapter ~~ 5 " The Antiquarian "
Chapter ~~ 6 " The Amazon "
Finale
Chapter 7 : " Book Of Hoax "

Some Comments for this story :love: (Late Add-on :sigh:)

सच में , यह पुरी स्टोरी दिमाग के परखच्चे उड़ाए जा रही है । कभी लगता है कहानी में सस्पेंस है तो कभी लगता है भ्रम जाल का ताना-बाना बुना हुआ है तो कभी लगता है जैसे कोई रूहानी ताकतें हैं तो कभी लगता है यह सिंपल स्टोरी है जिसमें आरूहि एक गम्भीर बिमारी से पीड़ित है ।

मुझे लगता है इससे बेहतरीन कहानी फिलहाल तो इस फोरम पर नहीं है । और सबसे बड़ी खासियत है आपके लिखने का स्टाइल और अंदाज । आउटस्टैंडिंग हर्षित भाई ।
thoos thoos ke khana khaya aaruhi ne jo ekdam majedar horror type scene tha ..
सही में , हर्षित भाई ! मुझे बहुत ही दया आने लगा है आरूहि पर । अगर किसी हरामखोर की वजह से उसकी हालत ऐसी हुई है तो उसे जहन्नुम का रास्ता जरूर दिखला दिजियेगा ।
WTF!!! Yahi pehla reaction nikalta hai is kahani ko poora padhne ke baad... Halanki pehle bhi maine is kahani ke kuchh 7-8 updates padhe huye the par jab is baar padhna shuru kiya to ek naya sa romanch har beet te update ke saath banta gaya... Bohot hi zyada behatreen tareeke se likhi gayi kahani hai ye, ab jis prakaar ka plot imagine kiya hai lekhak saahab ne uske baad ek nausikhiya bhi likhe to bhi kahani halki nahi ho sakti, aur yahaan jis level ka narration, aur scene specialization hame padhne ko mila hai, wo kaafi hai dikhane ke liye that this is, without a doubt,one of the finest stories available on XF... Chahe wo running stories hon ya fir completed, aur chahe future mein likhi jaane waali kahaniyan, is story ka ek alag hi sthaan bana rehne waala hai forum par... Aur iske liye writer saahab ki jitni bhi tareef ki jaaye wo kam hi hogi...

Fantasy genre ke saath shuru huyi ye kahani, kab alag - alag genres ke darshan karane lagi padhte waqt katayi pata nahi chala... Horror, Suspense, Thriller, Adventure, Romance and of course Fantasy, aur saath hi mein Erotica ke ansh bhi... Ek story mein is se zyada kis cheez ki apeksha kar sakta hai reader!? Again, one of the best stories I've ever read... Outstanding Stuff harshit1890 bhai... :bow: :bow: :bow:
Kya hi khubsurat kahani likhi hai aapne bhai... I'm just speechless, jitni bhi tareef karunga kam hi hogi... Erotica ka bhi bilkul sahi situation mein use Kiya gaya hai aur sabse important har kirdaar par lekhak ki shaandar pakad bani rahi hai... Har character ka kahani mein hona justify kiya gaya hai, kahin bhi koyi bhi character bina matlab nahi ghus aaya...

Ab dekhna ye hai ke Mehta waali meeting mein kaun kaun shaamil tha aur unka maksad kya tha? Aur Shruti is sab ki sachayi jaan bhi paayegi ya nahi? Aruhi sach mein kisi beemari ka shikaar hai ya kewal naatak kar rahi hai? At last, Ek baar ko apun ko ye bhi laga ke asal mein ye sab jo ho raha hai wo kewal Shruti ki kalpana hai... :dazed:

Outstanding Story & Updates Bhai & Waiting For Next...
Harshit bhai... Kayi horror stories padhi hain maine, joki poori tarah se horror genre par based hain but jis tarah ka scene aap create karte ho, taking into note ye story horror genre par based hai bhi nahi, that's phenomenal...
meghnath naam rakhne ke pichhe ki kahani bhi majedar hai 😍😍😍..
jab me TV nahi dekhta( waise tha nahi nahi ghar par ) tha bachpan me aur bas naam suna karta tha to khudko SHAKTI KAPOOR. kehta tha dosto ke bich 🤣🤣🤣..ye kissa padhke bachpan ki yaade taaza ho gayi 😍😍😍..
Slowly my interest is increasing towards the story full of adventure, fun to read, no doubt you are a great writer, thank you for writing such a beautiful story.
Have to admit, your story completely twists the thinking, sometimes it seems in the mind that it is just a disease and sometimes it seems like something supernatural. Your writing is commendable, even after writing this much there are many questions and there will be many such points which I have missed. In some scenes there was a combination of intensity as well as erotic scenes, which you have shown very well, what should I say now, now the words of praise are over understand my feelings.
harshit1890 Hats Off... enjoyed it. :applause:
but why were you making her nude everytime in front of everyone. :angry:
मुझे नहीं लगता दुनिया में कोई भी ऐसा माई का माल होगा जिसे इस कहानी की पहेली समझ में आ रही हो। गजब का दिमाग हिला रखा है आपने हर्षित भाई।
The whole incident, that Mansion one was written so beautifully that no words are sufficient to describe it! Ismein koyi doraye nahin ki maine aaj tak kisi ko bhi is tarah ka horror likhte nahi dekha hai... Haunted ko read kiya tha maine, kaafi pehle, aur main bilkul daave se keh sakta hoon, that you're the best,when it comes to generating real fear in readers, while they read the story..
Bhatt the phakk is this estory?:redface:
 
Last edited:

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,359
304
first of all :lol: :roflol: are harshit1890 sahab matlab kuch nahi hua us room ke andar matlab :lol:

Update ~~ 13

" idhar baith wahan kya dekh rahi hai, deewaron se jugad karwati hai kya apna? " tanu ne khinch kar use apne pass baitha liya par supriya apni soch se bahar nahi nikli thi. Use abhi bhi samajh nahi aa raha tha ki jo hua vo sach tha ya jo ho raha hai vo sach hai ya vo khud ek aisi sithti mein fansi hai jise vo samajh nahi paa rahi hai. " legi " tanu ki awaz par supriya ne uski taraf to dekha lekin apni khoi hui soch ke chalte vo kuch samajh nahi payi. " pipe de rahi hun lund nahi jo aisi seduction bhari nighaon se dekh rahi hai " tanu ne uska mazak banaya lekin supriya tab bhi kuch nahi boli " abe is gand ko tum logon ne bahar kuch kar to nahi diya? " tanu ne kaamini ki taraf dekha.

" jabse mili hai aisi hi hai ye, natak kar rahi hai sali, ise thoda chaka de tanu sari asliyat ugal degi "

" shakal se hi ek number ki haraman lagti hai, sahi keh rahi hai kaamini ise chakha hi do " komal wahin bagal mein baithi chote se stool par apna powder bana rahi thi.

" abhi nahi, abhi thoda hissab chuka lein uske baad chakha bhi denge, vaise bhi use chakhne ke baad to banda sab khud hi ugal deta hai. Ye gand kaun si alag hogi " tanu ne apni laat se supriya ke ubharo ko masalte hue kaha. Tanu ko pajame se uske ubhar kafi hadh tak mehsus ho rahe the. Usne pipe dubara muh mein lekar sans khinchi aur fir dhuain hawa mein chhoda aur ankhein band karke gardan jhukate hue muskura di. Nasha dimag mein puri tarah se mehsus kar uske badan mein rom rom khada ho raha tha. Usne pipe ko aage ki taraf badha diya aur dusri ladki ne bhi wahi kiya jo tanu ne kiya tha.

" supriya... " tanu ne jis andaz mein kaha bhale hi vo nashe ki halat mein tha lekin supriya ko aisa laga jaise ye wahi awaz thi jo usne bathroom mein suni thi jiski wajah se vo apni soch se bahar aa nikli jiske baad use samajh aya ki vo tanu ke samne baithi hai.

" tanu .. " ghabrate hue usne apne charon taraf dekha to wahan kaamini, komal aur do ladkiyan maujud thi jo unke batch ki nahi balki ek batch niche junior thi. Supriya unka chehra dekh kar ye to pehchan gayi lekin use naam nahi malum the. Na hi vo dono hostel mein rehti thi shayad tanu ne unhe roka hoga. Supriya sabhi ko ghurte hue jab komal ko dekhne lagi to usne vo bhi dekha jo vo kar rahi thi jise dekh use kamre wala din yaad aa gaya jahan par bhi wo yahi kar rahi thi. Achanak se uski naak mein ek gandh gayi aur vo khasne lagi " ughhhh... " usne apni naak sikodte hue chehre ke aage se dhuan hataya jise dekh baki ladkiyan hasne lagi. Supriya ne nazar dayein aur modi to paya ki vo dusre batch ki ladki pipe se khinch kar dhuain uske muh par dubara chhodne wali thi.

" aee udhar chhod chal " vo dubara supriya ke muh par dhuain chhodti use pehle tanu ne use tok diya jispar vo kuch nahi bol payi aur muh dusri taraf fer liya. " chinta mat kar, aram se baith main hun yahan tujhe koi kuch nahi bolega.. "

" direct karega... " komal ke bolte hi sab hans pade sath mein tanu bhi jise dekh supriya aur dar gayi.

" tanu mene kuch nahi dekha, mujhe kuch malum nahi, main galti se wahan chali gayi thi. Fir aap log band kar gaye to koi tarika nahi bacha tha isliye bahar nikalne ke liye wahan mujhse galti hui. Main sach keh rahi hun mujhe kuch nahi pata ki aap wahan kya karti ho, mujhe to kuch yaad bhi nahi hai dhang se. Vo mera phone .... " supriya ek sans mein bol rahi thi ki bich mein tanu ne rok dia.

" phone se yaad aya, tera phone.... ruk kahan gaya... " tanu phone khojne lagi " yee raha.. mere pichwade ke niche pada tha tabhi sochun lund to rakhti nahi palang par fir chub kya raha hai " tanu ne phone ko supriya ke samne lehrate hue kaha.

" tanu please mera phone de do, main kuch nahi bolungi, infact main to bhool chuki hun " supriya ko laga sach kehna hi best option hai.

" kitna bolti hai tu, tere maa baap ne tujhe kuch sanskar nahi diye? Ki sahi samay par jarurat se jada bolna sehat ke liye hanikarak hota hai aisa kuch nahi sikhaya tujhe? " tanu ne uski taraf sandeh bhari nighaon se dekha.

" ma...main kuch samjhi nahi " supriya ko lagne laga tha ki vo bahut bura fans gayi aur kahin uske sach bolne wala option uspar bhari padh raha hai.

" isko maal chada de tanu, ye mujhe thodi khiski hui lagti hai " kaamini ne cgirate ka kasht lagaya aur dhuain hawa mein chhodte hue apne top ke uppar se bra ko aage khinch kar adjust karte hue kaha.

" tu mujhe mat bata kab kya karna hai? samjhi.. warna teri bra ke char tukde karke teri chut bhar dungi aur tu ungli nahi kar payegi samjhi? " tanu ne kaamini ko jhada par kaamini ke chehre ke bhav bilkul nahi badle vo usi tarah supriya ko ghurti rahi aur cigratte ka kasht lagati gayi.

" unpar dhayan mat de darling, bas meri taraf dekh. Jo bhi hoga vo hamare bich hoga " tanu ke bolne par supriya ko samajh nahi aya vo kya samjhe, Kya ye sab natak hai mujhe jaal mein fansa kar mere sath kuch karne ka? ya fir sach hai... lekin tanu se is baat ki umeed to nahi kar sakti... Supriya man hi man soch mein dubi thi. " tu sochti bahut hai aur jabki abhi to mene koi sawal nahi kiya, bata kya dikat pareshani hai tujhe? dekh agar tu khud se batayegi to acha rahega, warna tujhe mera tarika to malum hi hoga ya fir nahi malum? " tanu ne cigratte muh mein fansa kar use jalaya aur machis ko hath se hilate hue use bhuja diya. Do bade bade kasht bharte hue muh se dhuain chhoda aur supriya ki taraf dekhne lagi.

" tanu vo.. "

" oo marau, sina jal jayega tab se funk rahi hai, bottle kab thandi hogi? " tanu ne juinor batch wali ladki se kaha.

" barf mein rakhi hai tanu didi thodi der mein ho jayegi "

" tum chutiya aurtein ho, beer bhi thandi nahi layi jati. Ab ye funkna band kar aur lekar aa, gand masti nahi khatam ho rahi teri "

" pine do na didi, ghar par gharwale to pine nahi dete hukkah, khud bhale hi apni partiyun mein charas ganja peete rahenge par salle hume nahi dete " uski awaz mein vidroh saaf jhalak raha tha.

" sali marau tu toh badi khundas mein hai ghar walon se? "

" mera bas chale to un dono ko bahar kar dun, sari azadi chinn rakhi hai, mera baap sala partiyun mein dusri aurton par line deta hai kabhi kabhi to shaq hota hai ki uske sath aur kuch bhi deta hoga dusri taraf meri maa ko farak hi nahi padta, vo dusri aurton ke sath show off aur pine mein magan ho jati hai. Itna hi nahi salle jabardasti mujhe le jate hain, main wahan jakar kya karun marau apni? " usne pipe se ek kasht aur bhara aur dhuain hawa mein chhodne lagi, uski ankhein nashe mein dub chuki thi.

" maa aur baap salle dono aise hi hote hain apni asihayun ko badhate hain aur bachon ki azadi mein vhighan dalte hain, ab bacha kare to kya kare, tu aram se pii bebak hokar pii yahan tujhe koi nahi rokega" tanu ne cigratte ka kasht lagaya aur fir cigratte ki ash ko wahin table par jhadte hue dhuain chhodne lagi.

" wahi to tanu didi, sala hamari azadi azadi nahi hai. behenchod maa se jada to baap par gussa ata hai vo gandu mujhe kehta hai ladki ho tum maryada mein rehna hai samajh mein matlab vo kare to sina faad kar hum karein to badnami? matlab main kya karun maraun apni? "

" baad mein mara lio tu abhi jaa beer lekar aa kabse thandi hone ke liye rakhi hai abhi tak to uski gand mein barf jam gayi hogi, jaa " tanu ne latada to vo apni jagah se khadi hui aur khade hote sath apna nasha bara-bar karte hue gayi. " sali charsi hai ye to, komal iska naam marau se charsi rakhein kya? " tanu ne cigratte funki aur supriya ke ubharon par tangon se sehlate hue boli " piyegi? " tanu ke jawab mein supriya ne nah mein sar hila dia " tere bhi maa baap azadi chinte hain? to bata ? "

" nahi.. aisa kuch nahi hai.. " supriya ghabrate hue jawab de rahi thi.

" tum jaisi ladkiyun ki tangein nahi khulti jab tak muh bhi aise hi rehta hai, la marau jaldi laa behenchod bina beer ke galla sukh gaya hai " tanu ne use beer ki can li jo ki marau ne khol kar di thi.

" aaahh beer pee kar maza aa gaya varna to laga tha kya karun marau apni? " usne sip li aur baithte hue boli. Tanu ne cigraate ka kasht mara aur fir use bhuja kar wahin chhod dia aur beer pine lagi.

" komal maal laa.. " beer ka ghunt bharne ke baad usne komal ko ishara kiya to cigrate mein apna bhara maal tanu ke muh mein fansa diya aur machis se jala dia. Tanu ne do kasht mare aur cigrate nikal kar
komal ko de di. Ek pal usne dhuain muh mein rakha aur jaise hi chhoda supriya ko khansi uth gayi, ye wahi smell thi jo us din us kamre mein thi. Supriya ko ajeeb si bechaini hone lagi.

" madharchod ye dunia kitni sundar hai.... koi is bhosde ko khol de to sirf jannat hai " nashe ki dunia mein khone ke bavajus usne beer ki kane ko muh se lagaya aur ek hi sans mein adhi kane khatam kar di.

" nasha karo to aisa karo... " kaamini ne bhi usi bharre maal ka sutha khincha aur dhuain chhodte hi beer muh se laga di.

" komal didi jaldi funk kar mujhe bhi do "

" nahi dungi to kya karegi? " komal ne use cheda.

" to kya karun marau apni " uski baat sun komal hansi di aur usne bhi waisa hi kiya jaise tanu aur kaamini ne kiya tha. Komal ke baad un dono ladkiyun ne bhi huba-hu wahi kiya aur panchon ladkiyan nashe mein dhut apni-apni jagah par ankhein band karke jis pose mein baithi thi unki gardan ek taraf ko gir gayi jaise sharir mein jaan hi nahi bachi ho. Supriya ye sab baithe bas dekh rahi thi, vo wahan kyun thi kya kar rahi thi abhi tak use samajh nahi aa raha tha. Tanu ne use kyun bulaya tha ye bhi use samajh nahi aa raha tha, sirf vo gandh hi tha jo us cigratte se aa raha tha jo abhi bhi jali hui table par padi thi.
are yaar... matlab ab kya kahu..
I thought ye teeno milke uske abuse karenge ya phir atyachar... ya phir humiliation...
par yahan to Inka hi khood ke problems ko lekar rona hai... :D

par ye galat baat apne hi mata pita pe dosh dena.. are wo log jo bhi karte hai apne bachhe ki bhalayi ke liye hi karte hai..
Actually ek baat samajh se pade hai ye log is nashile padarth ke chakkar mein fanshe kaise mat lat kaise lagi...
Jahir si baat hai harshit1890 sahab ki yeh seniors zyada se zyada 4 saal se honge udhar... matlab saaf hai asli culprit wo warden... wohi shayad extra paise kamane ke liye ye chij supply karti hai hostel k andar... yahan pe shayad usne hostel ki kuch ladkiyon ko behla fushla ke apni aurr kar li... taaki kabhi fanshe na.. jaise ki tanu...

waise supriya in seniors ko pata ke kuch jaankariya hasil kar sakti hai... Ye joh ghatanaye ghati hai hai uske sath usko leke...
are harsit sahab is kahani ki prefix agar thriller kar dete aap... ye fantasy mein kya anuman lagau :faint:
matlab wo ghatnaye ho rahi hai sach mein
Ya mahaz dimagi haalat thik nahi hai so mahaz ek Bhram hai

Khair... waise ye teeno seniors itni buri bhi nahi :respekt:
well let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skill harshit ji :applause: :applause:
 

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,359
304
baat theek hai bhai fantasy mein andaza lagana mushkl hai, par ho na ho koi na koi reality to add hogi hi ... aisa bhi nahi hoga ki kuch bhi ho raha hai. Par han filal kuch kehna abhi samjh se bahar hoga...
Fantasy ke sath aapne thrill aur suspense ko barkarar rakha hai... aur upor se mahol taiyar karte hai horror stories ki tarah.. ab yahin thodi confusion ho jaati hai akhir (101%sach )mazra kya hai..
Kyunki aap jante hi hai ki aapke readers ishi baat pe lage rahte hai ki harshu ji se pehle hum suspense se parda hatayenge...:D lekin is baari kaafi tough challenge hai...
1. Point par aap bahut hadh tak clos ho :D isliye keh sakte hain ki koi gadbd hai..
2. Koi dusri ladki ke sath hua hai ya fir sirf aise hi ho raha hai ye bhi aane wale samay mein malum ho jayega...
3. Baap re itni badi apne uspar vo de dia kya kehte hain 1000 guna... vaise likh to main hi raha hun to indirectly mujh ko jaa raha hai ye :D
Marna is not the point in this story as of now... Par jab vo ayega to aise ayega ki pata bhi nahi chalega aur ho bhi jayega... isliye aane walle tym par ye bhi malum ho jayega... Thanks nainaji :hug: :bow: :bow:

Bilkul sach hai kaun keh raha hai juth hai jo bhi ho raha hai vo ek dum sach hai kahin se kahin tak juth nahi hai....

CHaliye dekhte hain kahani mein aage kaun ayega vo malum chal hi jayega vaise :D
hmm... to dimagi haalat mein kuch gadbadi... lekin yaha pe ek baat dhyan dijiye store room mein jo hua wo kya tha... itni kam samay jo hua udhar lage ki shaktimaan ne aake ghum ghum kiya ho...
aur bhi gadbadi hai udhar hostel mein ..
waise yeh last wale update padh kaafi relax feel karing... :D I thought ki bichari us supriya ke sath kya hoga ab... Khair...
itni bhi buri na hai tanu :D
lekin gariya bahut deti hai gandi gandi.. bad habits :noo: :lol:
 
Last edited:

harshit1890

" End Is Near "
Prime
6,106
16,134
219
waise ye sab jo ho raha hai isme shayad tanu nd gang ya wo warden ka hath nahi hai...
lekin iska ye hargiz matlab nahi ki masoom supriya ko padesaan kare ye logis :dwarf:
Actually ye logis masoom supriya ko ma'am ma'am kahke ke respect de.. usko dekhte hi samman de :D
Anuman hi anuma hai kaun kya mila hai par kahani actual mein kya hai vo bas ab kuch hi update mein samne aa jayegi...
Nischal ko as a hero lijiye kahani mein plz :pray:
:roll:
first of all :lol: :roflol: are harshit1890 sahab matlab kuch nahi hua us room ke andar matlab :lol:


are yaar... matlab ab kya kahu..
I thought ye teeno milke uske abuse karenge ya phir atyachar... ya phir humiliation...
par yahan to Inka hi khood ke problems ko lekar rona hai... :D

par ye galat baat apne hi mata pita pe dosh dena.. are wo log jo bhi karte hai apne bachhe ki bhalayi ke liye hi karte hai..
Actually ek baat samajh se pade hai ye log is nashile padarth ke chakkar mein fanshe kaise mat lat kaise lagi...
Jahir si baat hai harshit1890 sahab ki yeh seniors zyada se zyada 4 saal se honge udhar... matlab saaf hai asli culprit wo warden... wohi shayad extra paise kamane ke liye ye chij supply karti hai hostel k andar... yahan pe shayad usne hostel ki kuch ladkiyon ko behla fushla ke apni aurr kar li... taaki kabhi fanshe na.. jaise ki tanu...

waise supriya in seniors ko pata ke kuch jaankariya hasil kar sakti hai... Ye joh ghatanaye ghati hai hai uske sath usko leke...
are harsit sahab is kahani ki prefix agar thriller kar dete aap... ye fantasy mein kya anuman lagau :faint:
matlab wo ghatnaye ho rahi hai sach mein
Ya mahaz dimagi haalat thik nahi hai so mahaz ek Bhram hai

Khair... waise ye teeno seniors itni buri bhi nahi :respekt:
well let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skill harshit ji :applause: :applause:
Kahani aur update ko kabhi update mein judge nahi karna chahie ye meri personal ray hai baki aap sahi ho aisi hamari kamna hai :redface:
Hota hai sach bhi hai kuch logon ko apne aishiyun se fursat nahi milti aur apna gusa vo bachon par nikalte hai thats haarsh but real too... baki sabki apni zindagiyun ka alag hi khel hota hai... Vo bhi ayega.... kahani abhi kuch saaf kahan hui hai agar dekha jaye to supriya ke ird gird hai baki kyaho raha hai is still missing... vo bhi samne ayega... kahani slow moving hai par hai badi... pata nahi kab complete hogi :sweat:
Fantasy sirf ek chiz ki wajah se hai aap thrilller wala idea laga lo.... use jada impact nahi ayega.. kyun ki kahani ki theme hi aisi hai bakwas ek dum :D
Respekt the senior...... :D Thanks naina ji :hug:
Fantasy ke sath aapne thrill aur suspense ko barkarar rakha hai... aur upor se mahol taiyar karte hai horror stories ki tarah.. ab yahin thodi confusion ho jaati hai akhir (101%sach )mazra kya hai..
Kyunki aap jante hi hai ki aapke readers ishi baat pe lage rahte hai ki harshu ji se pehle hum suspense se parda hatayenge...:D lekin is baari kaafi tough challenge hai...

hmm... to dimagi haalat mein kuch gadbadi... lekin yaha pe ek baat dhyan dijiye store room mein jo hua wo kya tha... itni kam samay jo hua udhar lage ki shaktimaan ne aake ghum ghum kiya ho...
aur bhi gadbadi hai udhar hostel mein ..
waise yeh last wale update padh kaafi relax feel karing... :D I thought ki bichari us supriya ke sath kya hoga ab... Khair...
itni bhi buri na hai tanu :D
lekin gariya bahut deti hai gandi gandi.. bad habits :noo: :lol:
Han ye main janta hunki mujhse pehle sabhi ko raaz se parda uthane ki jaldi rehti hai isliye aur tough rehta hai kyun ki mein nahi chahta ki suspense pakda jaye fir charm khatam kahani ka... Kahani wahi jo end mein pata chale ya jab writer chahe... Horror bhale hi abhi nahi aya hai.. lekin i have planned a horror scenrio for about 1-2 parah that would be scary baki to suspense aur thrill rahega.. :D Dekhte hain kya hai.. bahut si chiz ani baki hai isme abhi..
 

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,359
304
Anuman hi anuma hai kaun kya mila hai par kahani actual mein kya hai vo bas ab kuch hi update mein samne aa jayegi...

:roll:

Kahani aur update ko kabhi update mein judge nahi karna chahie ye meri personal ray hai baki aap sahi ho aisi hamari kamna hai :redface:
Hota hai sach bhi hai kuch logon ko apne aishiyun se fursat nahi milti aur apna gusa vo bachon par nikalte hai thats haarsh but real too... baki sabki apni zindagiyun ka alag hi khel hota hai... Vo bhi ayega.... kahani abhi kuch saaf kahan hui hai agar dekha jaye to supriya ke ird gird hai baki kyaho raha hai is still missing... vo bhi samne ayega... kahani slow moving hai par hai badi... pata nahi kab complete hogi :sweat:
Fantasy sirf ek chiz ki wajah se hai aap thrilller wala idea laga lo.... use jada impact nahi ayega.. kyun ki kahani ki theme hi aisi hai bakwas ek dum :D
Respekt the senior...... :D Thanks naina ji :hug:

Han ye main janta hunki mujhse pehle sabhi ko raaz se parda uthane ki jaldi rehti hai isliye aur tough rehta hai kyun ki mein nahi chahta ki suspense pakda jaye fir charm khatam kahani ka... Kahani wahi jo end mein pata chale ya jab writer chahe... Horror bhale hi abhi nahi aya hai.. lekin i have planned a horror scenrio for about 1-2 parah that would be scary baki to suspense aur thrill rahega.. :D Dekhte hain kya hai.. bahut si chiz ani baki hai isme abhi..

Anuman hi anuma hai kaun kya mila hai par kahani actual mein kya hai vo bas ab kuch hi update mein samne aa jayegi...

:roll:

Kahani aur update ko kabhi update mein judge nahi karna chahie ye meri personal ray hai baki aap sahi ho aisi hamari kamna hai :redface:
Hota hai sach bhi hai kuch logon ko apne aishiyun se fursat nahi milti aur apna gusa vo bachon par nikalte hai thats haarsh but real too... baki sabki apni zindagiyun ka alag hi khel hota hai... Vo bhi ayega.... kahani abhi kuch saaf kahan hui hai agar dekha jaye to supriya ke ird gird hai baki kyaho raha hai is still missing... vo bhi samne ayega... kahani slow moving hai par hai badi... pata nahi kab complete hogi :sweat:
Fantasy sirf ek chiz ki wajah se hai aap thrilller wala idea laga lo.... use jada impact nahi ayega.. kyun ki kahani ki theme hi aisi hai bakwas ek dum :D
Respekt the senior...... :D Thanks naina ji :hug:

Han ye main janta hunki mujhse pehle sabhi ko raaz se parda uthane ki jaldi rehti hai isliye aur tough rehta hai kyun ki mein nahi chahta ki suspense pakda jaye fir charm khatam kahani ka... Kahani wahi jo end mein pata chale ya jab writer chahe... Horror bhale hi abhi nahi aya hai.. lekin i have planned a horror scenrio for about 1-2 parah that would be scary baki to suspense aur thrill rahega.. :D Dekhte hain kya hai.. bahut si chiz ani baki hai isme abhi..
sau baat ki ek baat fantasy +suspense +thrill triple combo hai ye story aur baaki jaise bich bich mein ek dar ka mahol create kar rahe aap lage ki kahi sach mein paranormal activities ke chalte to supriya ke sath ye sab nahi ho raha ... aise situation kahani ko chaar chaand laga de.. :superb:
 
Last edited:

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,359
304
1) 3.00 baad phone ki ghanti bajna, ya msg aana..... koi jaan kari nahi ki kaha se kis number se aa kar raha hai koi
2) hostel ke piche jo bhi hai... ghar ho ya khandahar... ya plot wo sabhi bahot ajib hai... aur jaane Kounsi raaz ki baat chupi hai..
3) baat room bhi kuch ajib hai...
4) store room mein jo hua tha tahas nahas... koun hai uske piche
5) tuta futa ek daakbangla jaisa khandahar usme se aati roushni..
aur abhi haalhi mein jo lead character ke sath hua...
kya ye sabhi ek dusre se connected hai.... in baaton pe shaq level 30%
ya ye mahaz ek Bhram hai... is pe Shaq level 70%
aur ek gujarish chaahe kuch bhi ho jaaye masoom kirdaar supriya ko kuch nahi hona chahiye :dwarf:
 

SHADOW KING

Supreme
15,890
32,841
259
nice update ..supriya itni derr bathroom me thi aur time rook gaya tha aisa laga ..

5 me se 4 darwaje band hona aur sirf last ka 1 khula hona ..

paani ka aidi tak bharna aur bhukamp aana ye sab padhke aisa laga jaise koi horror film dekh raha hu 😍😍..

supriya ke paas dimaag ki kami hai aisa lagta hai apne phone bhi lekar nahi gayi saath me ,isse badi bewakoofi kya hogi ..

wo kaun tha jo supriya ko awaaj de raha tha aur supriya kam akkal darwaja todne pe tuli thi ..

aakhir waha se nikalne par tannu ke gang se takra gayi aur usko tanu ke saamne pesh kiya gaya ..
 

SHADOW KING

Supreme
15,890
32,841
259
ye tanu kitni nashedi hai jo hukaa bhi pee rahi hai aur baadme beer bhi 🤔🤔..

supriya kitna bhi sach kahe par tanu uspe yakeen nahi karegi kyunki wo nashe me dhut hai ..

par tanu karna kya chahti hai supriya ke saath 🤔🤔..

aur ye sab jo hua tha wo sirf supriya ko hi kyon mehsus hua kisi aur ko kyu nahi 🤔🤔🤔..

kahani puri tarah bhutiya lagti hai kyunki koi bhi itni planning perfectly nahi kar sakta jaise baal ka jhadna ,,,,,bathroom me paani ka rukna ,,wo aawaaje ...

ekdam best kahani hai aur usko achche se dikhaya bhi hai writer ne 🤩🤩🤩..
 

harshit1890

" End Is Near "
Prime
6,106
16,134
219
sau baat ki ek baat fantasy +suspense +thrill triple combo hai ye story aur baaki jaise bich bich mein ek dar ka mahol create kar rahe aap lage ki kahi sach mein paranormal activities ke chalte to supriya ke sath ye sab nahi ho raha ... aise situation kahani ko chaar chaand laga de.. :superb:
Bahut bahut dhanyawad.... :hug:
1) 3.00 baad phone ki ghanti bajna, ya msg aana..... koi jaan kari nahi ki kaha se kis number se aa kar raha hai koi
2) hostel ke piche jo bhi hai... ghar ho ya khandahar... ya plot wo sabhi bahot ajib hai... aur jaane Kounsi raaz ki baat chupi hai..
3) baat room bhi kuch ajib hai...
4) store room mein jo hua tha tahas nahas... koun hai uske piche
5) tuta futa ek daakbangla jaisa khandahar usme se aati roushni..
aur abhi haalhi mein jo lead character ke sath hua...
kya ye sabhi ek dusre se connected hai.... in baaton pe shaq level 30%
ya ye mahaz ek Bhram hai... is pe Shaq level 70%
aur ek gujarish chaahe kuch bhi ho jaaye masoom kirdaar supriya ko kuch nahi hona chahiye :dwarf:
Baat wahan se chupi hai ya actually mein kahin aur se ye to ane wla waqt hi batayega... Wahi to kahani ka pehla post hai... ;)
 

harshit1890

" End Is Near "
Prime
6,106
16,134
219
nice update ..supriya itni derr bathroom me thi aur time rook gaya tha aisa laga ..

5 me se 4 darwaje band hona aur sirf last ka 1 khula hona ..

paani ka aidi tak bharna aur bhukamp aana ye sab padhke aisa laga jaise koi horror film dekh raha hu 😍😍..

supriya ke paas dimaag ki kami hai aisa lagta hai apne phone bhi lekar nahi gayi saath me ,isse badi bewakoofi kya hogi ..

wo kaun tha jo supriya ko awaaj de raha tha aur supriya kam akkal darwaja todne pe tuli thi ..

aakhir waha se nikalne par tannu ke gang se takra gayi aur usko tanu ke saamne pesh kiya gaya ..
Bhai uske pas dimag hai bas lag nahi raha uska fault nahi hai... vaise phone tanu ke pas tha remember... :D Thanksbhai :hug:
ye tanu kitni nashedi hai jo hukaa bhi pee rahi hai aur baadme beer bhi 🤔🤔..

supriya kitna bhi sach kahe par tanu uspe yakeen nahi karegi kyunki wo nashe me dhut hai ..

par tanu karna kya chahti hai supriya ke saath 🤔🤔..

aur ye sab jo hua tha wo sirf supriya ko hi kyon mehsus hua kisi aur ko kyu nahi 🤔🤔🤔..

kahani puri tarah bhutiya lagti hai kyunki koi bhi itni planning perfectly nahi kar sakta jaise baal ka jhadna ,,,,,bathroom me paani ka rukna ,,wo aawaaje ...

ekdam best kahani hai aur usko achche se dikhaya bhi hai writer ne 🤩🤩🤩..
Nashdi kya hai.. yahi to maza hai nashe ka... daru hukka cigratte.. udaoo aur aish maaro... aisa mein nahi keh raha kahani ka writer keh raha hai :D
Anuman laga lo kya dikat hai.. bhutiya hi sahi.. maza ana chahie.. bhai.. Thanks :hug:
Harsit bhai girls hostel jana suru kar diy kya??😁😁 vese ye 2011 bale girls hostel ki tarah hi he kya? ab read kruga tvi pta chlega. pura read krne ka bad milte he 👍🏻
Nah bhai :D Par khabar rakhni padti hai... Nahi bhai vais nahi hai blkl bhi.. aap padhoge to jaan jaoge.. Thanks :hug:
 
Top