• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy " Girls Hostel " { Completed }

harshit1890

" End Is Near "
Prime
6,100
16,062
219

~~INDEX~~

Chapter 1 ~~ " Supriya "
Chapter ~~ 2 " The Illusion "
Chapter ~~ 3 " Catatonic Schizophrenia "
Chapter ~~ 4 " A True Face "
Chapter ~~ 5 " The Antiquarian "
Chapter ~~ 6 " The Amazon "
Finale
Chapter 7 : " Book Of Hoax "

Some Comments for this story :love: (Late Add-on :sigh:)

सच में , यह पुरी स्टोरी दिमाग के परखच्चे उड़ाए जा रही है । कभी लगता है कहानी में सस्पेंस है तो कभी लगता है भ्रम जाल का ताना-बाना बुना हुआ है तो कभी लगता है जैसे कोई रूहानी ताकतें हैं तो कभी लगता है यह सिंपल स्टोरी है जिसमें आरूहि एक गम्भीर बिमारी से पीड़ित है ।

मुझे लगता है इससे बेहतरीन कहानी फिलहाल तो इस फोरम पर नहीं है । और सबसे बड़ी खासियत है आपके लिखने का स्टाइल और अंदाज । आउटस्टैंडिंग हर्षित भाई ।
thoos thoos ke khana khaya aaruhi ne jo ekdam majedar horror type scene tha ..
सही में , हर्षित भाई ! मुझे बहुत ही दया आने लगा है आरूहि पर । अगर किसी हरामखोर की वजह से उसकी हालत ऐसी हुई है तो उसे जहन्नुम का रास्ता जरूर दिखला दिजियेगा ।
WTF!!! Yahi pehla reaction nikalta hai is kahani ko poora padhne ke baad... Halanki pehle bhi maine is kahani ke kuchh 7-8 updates padhe huye the par jab is baar padhna shuru kiya to ek naya sa romanch har beet te update ke saath banta gaya... Bohot hi zyada behatreen tareeke se likhi gayi kahani hai ye, ab jis prakaar ka plot imagine kiya hai lekhak saahab ne uske baad ek nausikhiya bhi likhe to bhi kahani halki nahi ho sakti, aur yahaan jis level ka narration, aur scene specialization hame padhne ko mila hai, wo kaafi hai dikhane ke liye that this is, without a doubt,one of the finest stories available on XF... Chahe wo running stories hon ya fir completed, aur chahe future mein likhi jaane waali kahaniyan, is story ka ek alag hi sthaan bana rehne waala hai forum par... Aur iske liye writer saahab ki jitni bhi tareef ki jaaye wo kam hi hogi...

Fantasy genre ke saath shuru huyi ye kahani, kab alag - alag genres ke darshan karane lagi padhte waqt katayi pata nahi chala... Horror, Suspense, Thriller, Adventure, Romance and of course Fantasy, aur saath hi mein Erotica ke ansh bhi... Ek story mein is se zyada kis cheez ki apeksha kar sakta hai reader!? Again, one of the best stories I've ever read... Outstanding Stuff harshit1890 bhai... :bow: :bow: :bow:
Kya hi khubsurat kahani likhi hai aapne bhai... I'm just speechless, jitni bhi tareef karunga kam hi hogi... Erotica ka bhi bilkul sahi situation mein use Kiya gaya hai aur sabse important har kirdaar par lekhak ki shaandar pakad bani rahi hai... Har character ka kahani mein hona justify kiya gaya hai, kahin bhi koyi bhi character bina matlab nahi ghus aaya...

Ab dekhna ye hai ke Mehta waali meeting mein kaun kaun shaamil tha aur unka maksad kya tha? Aur Shruti is sab ki sachayi jaan bhi paayegi ya nahi? Aruhi sach mein kisi beemari ka shikaar hai ya kewal naatak kar rahi hai? At last, Ek baar ko apun ko ye bhi laga ke asal mein ye sab jo ho raha hai wo kewal Shruti ki kalpana hai... :dazed:

Outstanding Story & Updates Bhai & Waiting For Next...
Harshit bhai... Kayi horror stories padhi hain maine, joki poori tarah se horror genre par based hain but jis tarah ka scene aap create karte ho, taking into note ye story horror genre par based hai bhi nahi, that's phenomenal...
meghnath naam rakhne ke pichhe ki kahani bhi majedar hai 😍😍😍..
jab me TV nahi dekhta( waise tha nahi nahi ghar par ) tha bachpan me aur bas naam suna karta tha to khudko SHAKTI KAPOOR. kehta tha dosto ke bich 🤣🤣🤣..ye kissa padhke bachpan ki yaade taaza ho gayi 😍😍😍..
Slowly my interest is increasing towards the story full of adventure, fun to read, no doubt you are a great writer, thank you for writing such a beautiful story.
Have to admit, your story completely twists the thinking, sometimes it seems in the mind that it is just a disease and sometimes it seems like something supernatural. Your writing is commendable, even after writing this much there are many questions and there will be many such points which I have missed. In some scenes there was a combination of intensity as well as erotic scenes, which you have shown very well, what should I say now, now the words of praise are over understand my feelings.
harshit1890 Hats Off... enjoyed it. :applause:
but why were you making her nude everytime in front of everyone. :angry:
मुझे नहीं लगता दुनिया में कोई भी ऐसा माई का माल होगा जिसे इस कहानी की पहेली समझ में आ रही हो। गजब का दिमाग हिला रखा है आपने हर्षित भाई।
The whole incident, that Mansion one was written so beautifully that no words are sufficient to describe it! Ismein koyi doraye nahin ki maine aaj tak kisi ko bhi is tarah ka horror likhte nahi dekha hai... Haunted ko read kiya tha maine, kaafi pehle, aur main bilkul daave se keh sakta hoon, that you're the best,when it comes to generating real fear in readers, while they read the story..
Bhatt the phakk is this estory?:redface:
 
Last edited:

nain11ster

Prime
23,655
80,773
259
Update ~~ 20

" kya hua tujhe kyun soch rahi hai? " college ki canteen mein baithi megha ne supriya se pucha jo khane ki bajaye soch mein dubi hui thi.

" kaise sab normal ho jata hai .... itni jaldi.. " supriya gehre vichar mein dubi hui thi.

" kaisa normal " samosa khate hue megha boli " aur tu itna sochti kyun rehti hai? "

" tanu ko mare sirf char din hue hain aur hostel ke sath college mein bhi sab normal ho chuka hai.... wahi soch rahi hun kaise? "

" to? normal nahi honge to aur kya honge... kya baithe rahenge.... dekh supriya ye zindagi ka niyam hai.. log ayenge jayenga bhula diye jayenge.. aur tu sab ko mat jod, tu use bhool nahi paa rahi isliye tujhe jada khatak raha hai. Mujhe... " megha ne fir samose ka tukda khaya aur khate hue boli " mujhe ye samajh nahi aa raha ki tu kyun itna soch rahi hai.. jabki first day teri usne ragging li uske baad jab bhi tujhe milti hai chedti hai.. fir us kamre wali vardat... aur uske baad tere phone wali dhamki.. dhamki se yaad aya ... tujhe malum hai police ko bhi vo clip mili thi jo usne apne phone se banai thi " megha ki baat sun supriya apni soch se bahar ayi.

" kab? "

" ye nahi pata.. par vo main warden ke sath thi jab mene uski phone par baat suni. Police walon se baat karne ke baad warden phone par video dekhne lagi to chupke se mene bhi nazar daal di. Tab malum hua ki tanu ke phone se video mili jisme vo teri recording kar rahi thi lekin tera chehra usme dikha nahi isliye na warden ko samajh aya na police ko ... " megha ke batane ke baad supriya ne chain ki sans li.

" marne ke baad bhi picha nahi chhod rahi hai ye.. "

" tu chhudwa hi nahi rahi hai..tu use lekar baithi hai "

" main nahi.. vo mujhe nahi chhod rahi hai...megha uski maut ... vo mera picha nahi chhod rahi hai " supriya ko vichlit dekh megha do pal chup ho gayi.

" acha ye chhod, ye bata teri mom tujhe bula rahi hai to ho kyun nahi ati? "

" ek baar gayi to vo vapis nahi ane degi "

" to unki sun le... "

" matlab tu chahti hai main chali jaun? " supriya ko acha nahi laga jab megha ne use jane ke liye kaha.

" nahi.. main ye nahi chahti ki tu jaye.. lekin agar tujhe yahan dikkat ho rahi hai to mene kaha ki tu chali jaa "

" yani kabhi tujhe dikat hui to tujhe main yahi salah dun? " supriya keh kar apni jagah se khadi ho gayi " jaa rahi hun main.. " itna bol kar vo canteen se nikal gayi. Megha use awaz deti reh gayi lekin vo nahi ruki. Supriya canteen se nikalne ke baad na hi class gayi, na hi hostel.. vo college ke piche chali gayi. Canteen se nikalte waqt usne socha nahi tha ki use kahan jana hai lekin kuch shanti pane ki chahat mein vo usi kamre ki aaur chal padi jahan se ane ke baad ajebo-garib hadse uske sath ghat rahe the. Kamre ke kiwad par koi tala nahi laga tha ye dekh usne koi ashanka nahi jatai. Usne kiwd khola aur uske bheetar ghuste hue usne kiwad dhaal diya. Andal ka haal kuch usi tarah ka tha jaisa usne kuch din pehle kiya tha. Vo sabse pehle us almari ki taraf badhi jiske liye vo yahan ayi thi. Usne almari kholne ki kosish ki to vo use khuli mili. Usne use khola aur uppar se lekar niche tak dekha. Uske baad ek matr drawer khol kar bhi dekha, kuch bhi nahi tha, puri almari khali thi. " yani vo sab sach tha..us raat main tanu ke kamre mein gayi thi.. us raat jo kuch bhi hua uske kamre mein vo sab sach tha... haa... " supriya katash bhare lehaze mein hansi. Use ek hi pal ke andar yakeen ho gaya ki jahan sab mil kar uske dimag ki upajh bana rahe hain vo koi upajh nahi balki sab kuch real tha. " sabse jada to megha mujhe bevkuf samajh rahi thi use lag raha tha ki mane ya to koi nightmare dekha hai ya vo mere dimag ki upajh hai. Sabse jada use hi mujhse dikat hoti hai. Pata nahi kya samjht hai... mujhe lagta hai vo chahti hi nahi ki main yahan rahun.. uska sara dhayan aakash par ha.. vo sirf use chahti hai.. ab main use dikhaungi ki main sahi hun aur vo galat... " supriya ne almari ke andar dekha jo abhi khali thi lekin us din yahan par saman rakha tha wahi saman jo tanu ke khoon wali raat ko uske kamre mein istemal ho raha tha. Wahi hukka, wahi pipe... wahi un sabke nashile padart ka saman sab kuch yahan maujud tha. Almari aur kamre ki halat ko dekh supriya ne ek aur ek mila kar is baat ko pukhta kar liya ki jo bhi us din ke baad ghatna hui vo kuch is prakar ki thi. Tanu aur uski saheliyan kamre mein ayi unhone kamre ko teetar bheetar dekha jise dekhte hi vo samajh gayi ki yahan jarur koi maujud raha hoga. Tanu janti thi ki agar koi yahan aya hai to yahan par uski almari ke saman ke sath kisi ne ched chaad ki hogi lekin almari check karne par use uska saman sahi salamat mila lekin vo bahut tez dimag wali thi janti thi ki ab wahan saman rakhna khatre se khali nahi isliye usne wahan se saman hatane ki thaan li. Par uske dimag mein ye baat jarur sata rahi hogi ki kamre mein kaun aya? Isi bich use mera phone mil gaya hoga par phone mein battery nahi thi lekin phone charge karne ke baad jaise hi mera screensaver dekha to use malum ho gaya ki phone kiska hai isliye usne us din mujhe warden ke kamre ke baad pakda aur raat mein bulaya bhi. Vo mujhse baat karna chahti thi ya fir dhamkana lekin us raat istemal hui har chiz wahan maujud thi jo almari mein thi. Ise saaf zahir hota hai ki mene koi kahani nahi banai, na hi mere dimag ki vo koi upajh thi vo sach mein ek sachai thi jo mere sath us raat ghati... Par.. Supriya soch hi rahi thi ki uska phone bajne laga. Usne jeans ki jeb se phone nikala to megha flash ho raha tha.

Usne megha ka phone cut kiya aur kuch sochte hue kursi ki taraf badhi. Us kamre ki shanti use achi lag rahi thi, kursi ko dekh use tanu yaad ayi jo is kursi par us din pasar kar baithi nasha le rahi thi.Usne kursi piche kinchi aur uspar baith gayi. Baithe sath hi uska phone fir bajne laga. Screen par megha ka naam dekh usne fir cut kar diya. Usne phone silent mode par dala aur tuti hui table ke uppar rakh diya jiska ek payan usi ne toda tha. Table abhi deewar ke sahare se khadi thi. Usne dhire-dhire apne per uthaye aur table ke uppar pehle halka sa rakha dekhne ke liye ki uska vajan le raha hai ya nahi jab use laga ki le lega to usne dono per table par rakh diye aur apna sar piche ki taraf kar liya jise uski nazar sidhe uppar chatt se takrane lagi. " agar meri baat sahi hai ... to fir police ko ye baat kyun nahi dikhi ki main tanu ke kamre mein thi aur uske baad mujhe unhi logon ne bathroom mein daal diya? " supriya sochne lagi kyun ki agar uski baat sahi thi to is baat ko bhi sahi manna tha. Uske man mein bechaini si hone lag thi is bich baichini ke chalte usne apne hath sine ke uppar rakhe aur dhire dhire use niche le jane lagi. Jeans ke button ko usne bina samay lagaye khola aur ek hath jeans ke andar pehni apni kachi ke andar ghusa diye. " mujhe bich ki batein kyun nahi yaad? kaisa nasha karaya tha unhone? Kya nashe ki halat mein unhone mere jism ko bhi chuha tha jaise vo ek dusre ki chu rahi thi? " supriya chut ko sehlane lagi. Uski sansein bich mein bhari jarur hui lekin usne uspar bharpur tarike se niyantran paa liya tha. " police ko kuch isliye nahi mila kyun ki cctv se ched chad unhone pehle se hi kar rakhi thi... vo ghadi ka time bhi unki hi chaal thi sirf mujhse aur mujhse badla lene ke liye.. mene unke adde ke bare mein jo pata kar liya tha... " supriya ka hath uski chut par tezz ho chale the. Ungliyun ke sath uski chut se nikalta ras uski kachi mein girna shuru ho gaya tha.

" acha...hua..a.ahh... mar gayi... bahut...kamini.....thhii..a.ahhhhh....uhmmm.... " supriya ki ankhein madhoshi mein adhi khuli adhi band thi. Use is waqt kisi baat ka dar ya fir chinta nahi thi ki agar koi bhi is taraf aa jata to use is halat mein pakad sakta tha. " tanu.. kamini.... par uska jismmm....uhmmm.... " chut ko sehlate hue usne dusre hath se apne chatiyun ko dabana shuru kar diya. Sharir mein madhoshi ki lehar use katne ko daud rahi thi... " tanu.... ravina... zor se... aur zor se.... zor se... karo ungli.... aahhh mazaa... aa raha hai.. ravina... ah ah ah ah ah... aaaahhhhhh... " supriya ne itni gehri sans chhodne ke sath peron ko jhatka diya ki table apne bache payein par khadi nahi reh payi aur gir padi lekin supriya ko use koi matlab nahi tha usne jis sukhad pal ka ehsas kiya tha vo abhi usi lobhi dunia mein pasari hui thi. Usne apne hath bahar khinche jiski ungliyun par ras ki laar lagi hui thi aur gehri sans lete hue usne apni ankhein band kar li.

'tadak' achanak se hui awaz sun supriya ki ankhein khul gayi. Shor ne jaise use gehri nind se utha mara tha, vo aisi sukun bhari nind mein thi jaise arse baad li ho. Samne kamre ka darwaja hawa ki wajah se halka band khul ho raha tha. Bahar thandi tezz hawa chal rahi thi, din dhal chuka tha aur asman mein andhkar felha hua tha. Supriya ne apni halat dekhi aur jeans ka button band karke apni jagah se khadi hui. Phone aur sath layi books usne uthai aur kamre ko aisa hi khulla chhod nikal gayi. Vo aaj sahi raste se nikalte hue hostel ki taraf badh rahi thi par bich raste mein hi tez baarish shuru ho gayi. Baarish mein khud ko bhigta hua mehsus kar vo tez tez chalne lagi, bich bich mein kadak rahi bizli se uska dil tham raha tha isliye chalne ki jagah usne bhagna shuru kar diya. Andhera ho jane ki wajah se sunsan jhadiyan uske man mein veham ke prashan daalne lagi thi. Ek baar usne bhagna shuru kiya to usne rukna sahi nahi samjha, har samay use bas yahi lagta ki piche koi bhagta hua aa raha hai. Vo bhagte hue sidhe hostel ki taraf hi pahunchi, wahan bhi andhera tha, bizli fir chali gayi thi. Vo puri tarah se bhig chuki thi aur thand bhi lag rahi thi. Bas kuch dur aur.. usne khud se kaha aur man mein khud ko hi kosne lagi ki vo akele kyun gayi. Bich bich mein palate hue usne piche bhi dekha lekin wahan andhkar hi tha jo uska picha kar raha tha aur uske sivai kuch nahi tha. Baarish aise zoron se gir rahi thi mano sab baha kar le jayegi. Supriya man hi man bas hostel pahunch jane ki prathna kar rahi thi aur akhirkkar vo hostel ke corridor tak pahunchi gayi. Ab bas use watchman dikh jaye aisa soch rahi thi taki use ab is baat ki rahat rahe ki vo akeli nahi hai lekin dur se andhere mein use chillu nahi dikha. Vo abhi bhi bhag rahi thi lekin pehle se kam kyun ki uski sans ful chuki thi. Vo hostel ke najdeek ayi tab use malum hua ki chillu wahan nahi hai.

" gate kaun kholega... " usne shed ke niche khade hote hue kaha. Use megha ki yaad ayi to usne phone nikala par vo on nahi hua, ya to bhigne ki wajah se band hua ya battery use samajh nahi aya. Ab uske pas gate khat-khatane ke alawa koi aur option nahi tha. Vo nahi janti thi ki kitna samay hua tha par aksar vo sone ke baad der se hi uthti thi. Usne darwaje par khat-khatane ke liye hath aage badhaya to use khat-khatane ki jarurat nahi padi vo darwaja khula mila. Ye dekhte hi usne der nahi ki aur vo fauran darwaja khol kar andar ghus gayi. Andar bhi ghup andhera tha lekin darwaja dhalne ke baad ab baarish ka vo shor kano mein nahi chub raha tha. Vo ek pal ke liye wahin khadi rahi, apne hi sanson ko sunti hui unhe mehsus karti rahi. Fir jab uske gille sharir ki kapkapi use mehsus hui to usne kamre mein jane ka faisla kiya. Usne andhkar par aur bahar kadak rahi bizli par dhayan na dena sahi samjha aur sidiyun ki taraf badhi. Abhi usne apna per utha kar pehli pehdi par rakha hi tha ki badi maheem si awaz uske kano mein padi jo is shanti mein bhi bahut jada tezz sunai di thi. Awaz sunte hi vo chaunk gayi aur usne usi disha mein dekha. Jis kiwad se vo andar ayi thi vo khula hua tha. Supriya ek pal use hi dekhti rahi mano kisi chiz ke hone ka intezar kar rahi ho par kuch nahi hua " shayad mene hi band nahi kiya tha " vo wapis ayi, usne kiwad ko bheda aur band kar diya par kunda nahi lagaya taki chillu ke na hone par agar koi bahar ho to andar aa jaye. Band karke supriya sidiyun ki taraf badhi, usna bas abhi pehli paidi hi chadi thi ki fir wahi awaz uske kano mein padi. Awaz padte hi usne fir awaz ki disha mein apni nazar ghumai. Kiwad fir khula hua tha aur uski nazar udhar hi thi. Andhera itna tha ki sirf ehsas se hi vo is chiz ko mehsus kar rahi thi. Is baar usne darwaja ache se bheda tha isliye uske man mein ghabrahat ki lehar daud gayi. Hostel mein itni khamoshi thi ki jaise uske alawa wahan koi aur maujud hi na ho is samay sirf vo aur darwaja. Vo palti aur darwaje ki taraf badhi. Usne darwaje ko pakda aur thoda aur khol kar bahar jhanka, bahar baarish ke alawa kuch bhi nahi dikh raha tha. Jaise jaise vo apna waqt wahan beeta rahi thi waise waise uski pakad darwaje par majbut ho rahi thi, uski sansein tezz ho rahi thi. Vo dar hi tha jo uske man mein bas raha tha, usne apne aap ko samjhaya aur darwaja bhed diya. Is baar darwaja bhedne ke baad usne uski kundi ghumai aur ek baar lock lag gaya. Darwaja band karke vo piche hatti aur ek pal wahin khadi rahi, use dar bhi lag raha tha ki darwaja khul jayega lekin aisa nahi hua. Ek pal baad vo khud aage ayi aur usne us kundi ko dubara ghuma dia jise vo lock puri tarah se lag gaya. Ab jab tak vo nahi kholti tab tak darwaja nahi khul sakta tha. Usne tassali ki aur palat kar wapis sidiyun ki taraf badhi, usne apna kadam pehli paidi par rakha aur fir dusri paidi par aur fir tisri par rakhte hi wahi maheem awaz uske kano mein padhi. Is baar us awaz ne uske rongte khade kar diye. Use apne sharir ke har hisse se ab dar ki lehar mehsus hui. Na ab use aage badha jaa raha tha aur na hi piche ghum kar dekha jaa raha tha. Uski sansein is waqt girti baarish jitni tezz chal rahi thi. Na chahte hue bhi jigasya purvak usne apni nazar piche modhi. Darwaja khula hua tha pehle se jada khula hua tha jaise koi khol kar khada ho. Andhere mein kuch dekh pana to mumkin nahi tha lekin use har samay wahan koi khada dikhta. Uska dil zoron se dhadak raha tha, usne railing ko kas kar pakad liya tha. Ab jaise kuch hone wala tha, uska man bas yahi keh raha tha ki tabhi bizli kadki aur uski roshni mein use wahan darwaje par koi khada hua dikha jaise koi parchai ek khaufnak parchai itni khaufnak jo sirf wahin nahi khadi rahi balki uski taraf furti se badhi.

" aaaahh-hhhhhhhhhhhhhhh " vo itni zor se cheekhi ki use laga mano usne apni puri takar usi mein jhonk di ho lekin vo cheekhte sath hi bhagi jiske sath uski pakdi hui books aur uska phone wahin gir gaye. Vo tezi se chillate hue sidiyan chadti chali gayi, dar aur khauf uske chehre aur uski awaz se bahar aa raha tha. Bich bich mein jab vo sidiyan chadte hue girti to railing ke sahare uth khadi hoti. Bhagte hue uske peron se nikalta shor sidiyun se lekar hostel mein gunj uthta. Uski ankhon se ansu nikalne lage par vo ruki nahi. Vo bhagti hui apni manzil par ayi aur sidhe apne kamre ki taraf daudhi. Kamre tak pahunchte hi usne kamre ka kiwad khola aur uske andar ghuste hi usne fauran kundi laga di.

" megha... " palate hi usne awaz di lekin kamre mein megha maujud nahi thi " megha... " chadi hui sanson se usne fir use awaz lagai lekin megha ki taraf se koi jawab nahi aya. Kamre mein andhera pasra pada tha, vo pehle se hi dari hui thi aur ab megha ke na hone ki wajah se uska dar kayi guna jada badh gaya tha. Vo dabe paun hi sahi lekin aage badhi aur abhi do kadam hi aage badhi thi ki tabhi uske kiwad par jor-jor se dastak hone lagi.

" aaahhh... " vo fir cheekh padhi aur palat kar kiwad ki taraf dekhne lagi " kaun hai.. megha... tu ... tu hai... " usne awaz di lekin badle mein sirf kiwad par dastak hi sunai di jo ki pehle se kayi jada tez thi. Vo dhire-dhire piche hone lagi " kaun hai... koi bolta kyun nahi hai... kaun hai..... " vo cheekhte hue roo padi.. use samajh nahi aa raha tha ki kaun hai jo uska picha kar raha tha. Achanak dastak band ho gayi lekin sirf ek pal ke liye hi kyun ki agle hi pal uspar aise prahar hue jaise todne ki kosish ki jaa rahi ho. Uski jaan uske halak mein aa chuki thi. Vo aur tezi se piche hui aur piche hote hi vo kisi chiz se takrai aur niche gir padi. Girte hi sath uske sar par chot ayi aur usne apna matha pakad liya. Vo dayein taraf karwat ke bal giri jis taraf uska palang tha aur fir swabhavi taur par jaise hi vo apne bayein aur palti usi waqt asman ki kadakti bizli ne usko vo dikhaya jo shayad usne kabhi apne sapne mein nahi socha tha. Vo hairani bhari ankhon se wahan dekhne lagi, uske muh se pehle cheekh nikli aur fir..

" megha..a........ " palang ke niche megha ka sharir pada tha jiska adha chehra tha par adha bilkul kankal ke roop mein tabdeel ho chuka tha, pura sharir sadh chuka tha, jaise kab se yun hi pada ho. Ye dekhne ke baad uski ankhein behoshi mein band hone lagi, dar ne uske dimag ko puri tarah se jakad liya tha... uski ankhein bas band hone hi wali thi ki ant mein behoshi se pehle use kadmo ki ahat aur chehre par padti roshni mehsus hui jiske sath hi akhri ke kuch shabad bhi..

" ye is bhootiya hostel mein kya kar rahi hai? "

Wowwwwww !!!!!

Ab to khud me hi aisa lagna laga hai ki main hi nashe me hun.... What a superp writing... Story end ke baad hi kuchh mera dimag samiksha kar payega... Filhaal to puzzle continue hai aur khud me hi lagne laga hai ki ... Jo bharm hai wo sach hai aur jo sach hai wo matr bhramit karne kile liye dikhaya ja raha hai...

Jaise jaise kahani aage ja rahi hai, waise waise romanch bhi...
 

nain11ster

Prime
23,655
80,773
259
" acha...hua..a.ahh... mar gayi... bahut...kamini.....thhii..a.ahhhhh....uhmmm.... " supriya ki ankhein madhoshi mein adhi khuli adhi band thi. Use is waqt kisi baat ka dar ya fir chinta nahi thi ki agar koi bhi is taraf aa jata to use is halat mein pakad sakta tha. " tanu.. kamini.... par uska jismmm....uhmmm.... " chut ko sehlate hue usne dusre hath se apne chatiyun ko dabana shuru kar diya. Sharir mein madhoshi ki lehar use katne ko daud rahi thi... " tanu.... ravina... zor se... aur zor se.... zor se... karo ungli.... aahhh mazaa... aa raha hai.. ravina... ah ah ah ah ah... aaaahhhhhh... " supriya ne itni gehri sans chhodne ke sath peron ko jhatka diya ki table apne bache payein par khadi nahi reh payi aur gir padi lekin supriya ko use koi matlab nahi tha usne jis sukhad pal ka ehsas kiya tha vo abhi usi lobhi dunia mein pasari hui thi. Usne apne hath bahar khinche jiski ungliyun par ras ki laar lagi hui thi aur gehri sans lete hue usne apni ankhein band kar li

Waise ye intese scene ke bich me jabardasti masala daalne ka matlab.... Wo bhi ek taang tooti table par chadh'kar kaun sa scene sadhne ki kosis kar rahe the saar....

The Hell Excitment & Finguring VS Total Balance kya :?:
 
  • Haha
Reactions: harshit1890

nain11ster

Prime
23,655
80,773
259
harshit1890 harshu unkil je kya ho rela hai ,Ghodo ko nhi mil ghas or ye Aakash jaise kha rhe chyawanprash yha logo ko maal log ke darshan durlabh ho gye or ju ine Aakash jaiso ko cleavage tk dikhwa rhe aisi nainsaafi bardasht nhi ki jyegi :protest:
:( Kya hi kah dun pakiya bhau.... Apne hi aaj kal dahabaji karte hain ... Ek lekhika hain Mahi Maurya ji ... Unse bus 2 baar baat hui aur kahani me "Bang-Bang" romance ka mujhe nayak bana diya gaya... Idhar to sala apan kisi ke sapne me bhi nahi ... Aur to aur chepter end ke sath Megha, jiske liye itni arji dali thi.... Uss ka sada gala Parthiv sharir ke darsan bhi karva diye :cry: :cry: :cry:

Kya iss writer ko tanik bhi daya nahi aai :(
Kya insaniyat ka yahi swaroop hai. :(
Kya thodi si bhi humdardi nahi bachi hariya kaka me, apne ek sathi mitr ke liye :(
Kya jis vinash kaal swarthi kalyug ki baat hum sunte aa rahe the, uska swaroop hai ye :(

Puchhta hai nain ... Jawab de harsit :angry:
 

nain11ster

Prime
23,655
80,773
259
matlab puri scene hi change ho gayi hai... matlab ab tak jis girls hostel ke bare mein hum padhte aa rahe the wo mahaz ush hostel ka atit tha... kabhi us hostel mein bhi ladkiyan rehkar college mein study continue karte the, kabhi us hostel mein bhi sahal pahal hoti thi.. lekin abhi bas ek jarjar purani building ki tarah waha khadi hai...
lekin yahin pe ek sawal aaye ki jo hum padh rahe the kya wo aaruhi ke visions us hostel ke atit ko leke...
Btw ye chaar ladke ladki hai koun... aur kaha se aa gaye story pe :mad:
in chaaro ki bhi aisi ki taisi kar deni hai aage chalke meko :chop:
aur yeh gaggan... pagal kahi ka.. itna jor se koi chillata hai kya? aur bhaag to aise raha hai jaise kisine iske pichhware mein fatake lagake jala diya ho :mad:
Darpok kahi ka :chop:


are yaar baaki suspense ek taraf aur is haramkhor gaggan ka gala fad ke chillana ek taraf... kasam se agar koi bhoot ya bhootni waha hote bhi to iski chillane ki awaz sun ke hi bhaag jate..

aur wo torch...
Uska bhi kya kehna.. bin pende ka lota ban ke kabhi idhar ludke to kabhi udhar aur gana gaye - Main aisa kyun hoon
Main jaisa hoon,
Main vaisa kyon hoon
Karna hai kya mujhko,
Ye maine kab hai jana
Lagta hai gaoonga,
Zindagi bhar bas ye gaana
Kabhi on ho jau to kabhi off
Kabhi idhar ludku to kabhi udhar
Hoga jaane mera ab kya..
Koi to bataye mujhe...
Gadbad hai ye sab kya...
Koi samjhaye mujhe....... 🔦 :lollypop:

lo jee ek nayi kirdaar.... ab ye maanpreet koun hai :mad:
Lage ki gaggan ki gf hai... Khair uski bhi aisi ki taisi :chop:
aur ye jung khaya hua Darwaza... aaain apne ap kaise band ho raha unlogo ke nikal jaane ke baad...
Totally golmaal hai...
:lol1: log samjhe udhar bhootni hai par baad mein pata chale udhar to koi cycle chorni chudail hai :lol:




Are is story pe my all time favorite Nandini bhi hai :happy: :vhappy:
nandini hai to Nischal bhi aa jayega story pe as hero... hai na harshit1890 sahab :vhappy:

Khair.....
1) yeh log paas hi kisi hostel mein rahkar padh rahe hai....
2) sabhi students ko sakhth manahi hai paas ke bhootiya hostel mein jaane ki..
3) phir bhi aarohi gayi udhar.. wo sirf aaj hi nahi balki bahot pehle se jaa rahi hai wo raat beetane ke liye.... big question yahi hai ki akhir kyun..... roommate hote huye bhi srtuti ne ushe Roka kyun nahi....
4)
kya pata hai? Bolte bolte kyun chup ho gayi shruti :huh:


Koun yahan nahi hai? aaruhi nahi thi se matlab.... :huh:
To kya Supriya, megha ya tanu mein se koi thi :huh:

Ya to gehra Nata hai us girls hostel se...
Ya phir jo bhi ho raha tha us hostel mein sab mahaz ek illinois hai aaruhi ki...
.......
Oh ho oh ho... dekho to writer sahab ko akhir chaal chal hi diya supriya ko bachane ke liye :lol: par harshit sahab us nibbi supriya ko bachane ke chakkar mein supriya ko hi atit bana diya :lol1:
Ab mari huyi kirdaar ko aur kya roast karna :D
Khair....
par Abhi bhi bahot saare sawal hai..
Let's see what happens next
Btw update sachme super se upar tha bole to
20210404-162440
Brilliant update with awesome writing skills harshit sahab :yourock: :yourock: :yourock: :yourock:
Ae pagal kitne photo chipkati hai... Pagle ka size xxxxl ho jata hai :banghead:

Edit reason:- Mera autocorrect mujhe naina ke liye pagal nahi likhne de raha tha... Pagal ki jagah usne "pahal" kar diy isliye edit kar raha hun... Taki sahi message pahunche
 
Last edited:

nain11ster

Prime
23,655
80,773
259
shanti.. kya shanti.. kya shanti se sochun... mana kiya tha mene tum dono ko ki idhar nahi atte.. nahi atte par tum dono ne nahi suni... bola tha na ki ye bhootiya hostel hai yahan par ana mana hai.. ab lo bhugto.... mere baap ko agar pata chala ki main padai ki jagah aise bhootiya ilake mein engineering karte hue mara gaya to vo meri atma ko pakad kar gand todenege... chhodega nahi vo... atmaon ka jallad hai vo.. jallad... " fulti sanson se gaggan ne apni baat khatam ki aur fir puri takat se darwaje ko khinch kar kholne ki kosish karne laga.

Sanskaar naam ki chij hi nahi bachi hai... Matab do gadrayi sorry abhi college me hai... 2 kamsin hasin kaliyan, gulab ki pankhudi jaise uske samne ye launda kitne foul language istamal kar raha...

Engineering walon ke poore semester me ek subject compulsory kar dena chahiye.... Bhasha ki maryada aur uska prayog.... Ranchhod Das se lekar panchod das tak sab yahan abhadr baten karte hain :angry:
 

nain11ster

Prime
23,655
80,773
259
" bhago... bhago... bhoot pada hai hamare piche.. bhoot... haye.. main marunga... bhoot maar dega ... manpreet main teri bina liye mar jaunga... " gaggan hanfta hua bhag raha tha.
aaruhi girls hostel mein chali gayi thi isliye... " gaggan ne turant bol diya.
ohh shit..t..... isme us girls hostel ka bhoot aa gaya hai .... ab ye nahi bachegi... ab vo hume bhi nahi chhodegi... "

Je chutiye ka sahi Nik name likha hai... Haggu.. hag hi deta hai sala ye... Na dil par control hai na dimag par.... Pata na kaise ye Manpreet ki lega ... Ya Manpreet iski lekar chhodne ke irade se hai wo to waqt ki baat hai...

Lekin ye fattu sala...
 
  • Haha
Reactions: harshit1890

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,357
304
Kahne ko to bahut kuchh hai lekin abhi thoda dil me dukh sa ho raha hai... Tanu mar gayi aur ja rahi... :( .. next update dekhta hun
Story character tanu gayi upor uske sath gayi upor company dene supriya aur megha bhi..:D. ab upor jaane ki baari kirdaar shruti aur aaruhi ki :roll:
Btw harshit1890 sahab :listen: jald se jald next planning kijiye ki aisi scene create ho ki aaruhi aur shruti ka bhi patta saaf ho jaye story se hi :listen: :D
 

nain11ster

Prime
23,655
80,773
259
Chapter ~~ 2 " The Illusion "
Update ~~ 21

" ye is bhootiya hostel mein kya kar rahi hai? "

" abhi vo yahan kar rahi hai use jada jaruri hai ki ise hosh mein laya jaye.. pani.. kaun laya tha apne sath "

" mere pas hai.. ye lo " usne bottle aage pakdai. Bottle khol kar fauran kuch pani hateli mein liya aur chehre par chidakne laga.

" yar ye to uth hi nahi rahi hai.. mujhe dar lag raha hai.. yahan khade rehna bhi ek ek pal... " usne torch ko piche ki taraf ghumaya aur deewar par jami hui kai aur sadan ko dekhne laga. Dar ke mare uska halak sukh raha tha.

" to kya hum ise yahin chhod kar chale jaye? " jab pani se bhi nahi kuch hua to vo niche baithi aur usne sar utha kar gaal thap-thapana shuru kar diya. " aaruhi... uth... aaruhi... " do teen baar aisa karne par uski ankhein halki-halki khulne lagi aur dhire-dhire uski ankhein khul gayi par chehre ke uppar direct padh rahi torch ki roshni mein uski ankhein chaundiya gayi.

" vishal torch to hata "

" oo sorry.. " vishal ne torch ko side kar diya. Roshni hatte hi usne apna chehra hath ke piche se aage kiya aur pehle uski taraf dekha jo uske sath baithi thi aur fir samne.

" aaurhi... tu theek hai... " awaz par usne koi pratikriya nahi ki. Vo bas yahi soch aur samajhne ki kosish kar rahi thi ki vo kahan hai aur kya ho raha hai. " aaruhi... " usne fir awaz di uske sath is baar vishal bhi bola.

" aaurhi.. are you ok? aaruhi.. "

" bol bhi de yaar aaruhi... varna ye dono mujhe bhi yahin khada rakhenge " vishal ke sath khade ladke ne jab kahi to usi pal ek kida uske per par chadh gaya aur vo chilla utha jiske chillate sath hi uski torch gir kar band ho gayi. " bhoot... bhoot.... bhoot.... bhoot.... " vishal use samjhane laga. Use rokne ki kosish karne laga aur akhir vo kamyab bhi ho gaya.

" kuch nahi hai.. koi bhoot nahi hai gaggan.. tu kyun dara raha hai sabko "

" bhoot? main .. kahan hun... " aaurhi fauran bechaini se bolte hue uth baithi.

" aaruhi.. tu.. is waqt girls hostel mein hai.. "

" girls hostel... to? kahin aur hona chahie tha mujhe.. " aaruhi ne hairani bhari nazron se teeno ko dekha aur tabhi uski nazar ludki hui torch par gayi jo dono ladkon ke tangon ke pass padi thi.

" aaurhi.. " vishal ne awaz di to usne ungli se ishara kiya, ishare ki taraf jab teeno ne nazar dali to vo torch wahan se khud ba khud fisalti hui kamre se bahar jane lagi aur kamre ki dehaliz par jaa ruki. Koi kuch kehta use pehle vo torch jal uthi.

" bhoooottttttttttt..... " gaggan sabse pehle chillaya aur akele hi kamre se bahar bhaga.

" gaggan... gaggan... " shruti ke sath vishal bhi chillaya.

" ma..in usko dekhta hun.. tu aaruhi ko lekar jaldi aa... " panic mein vishal ne kaha aur vo nikla. Shruti ne hami bharte hue aaruhi ko khada kiya jo beusdh thi. Uski taraf se koi bhi pratikriya nahi ho rahi thi. Shruti gagan ko awaz lagate hue aaruhi ko pakdte hue bahar nikli jisme usne pehle us jalti hui torch ko laat mari aur use corridor ke dusre chor ke andhere mein bhej diya wahan pahunchte hi vo torch fir bhuj gayi ye dekh shruti ke andar bhi dar ka ehsas ubhar pada. Use khud ab yahan se jaldi nikalna tha, usne aaruhi ki baju pakdi aur dono chal diye.

" ohh god... ye gaggan .. aaruhi to theek hai.. " shruti ke jawab par aaurhi fir kuch nahi boli. " vishal... " shruti ne awaz di to pure hostel mein uski awaz gunj uthi. Peron se chalte hue vo awaz shruti ko chubh rahi thi. Bar-bar use lag raha tha ki uske piche koi hai, bhale hi vo nidar thi aur ban rahi thi lekin ab uske man mein bhi dar tha.

" shruti niche... gaggan mere sath hai... " vishal ne awaz di to shruti ne chain ki sans li. Shruti aram-aram se hi sahi bich bich mein kabhi aaruhi ko kuch kehti ya vishal se baat kar leti. Aisa karte hue vo akhirkar niche aa hi gayi.

" kya hua tum dono pareshan kyun ho? " niche pahunchte hi shruti ne vishal ki thakawat aur gaggan ke dar ko dekhte hue pucha.

" gate nahi khul raha isliye pareshan hai hum " gaggan ne darwaje ko khinchte hue kaha. " ab hum bahar kaise jayenge... kholo koi hai help.. " gaggan chillaya.

" tu shant ho ja.. shanti se sochne de.. " shruti fauran boli.

" shanti.. kya shanti.. kya shanti se sochun... mana kiya tha mene tum dono ko ki idhar nahi atte.. nahi atte par tum dono ne nahi suni... bola tha na ki ye bhootiya hostel hai yahan par ana mana hai.. ab lo bhugto.... mere baap ko agar pata chala ki main padai ki jagah aise bhootiya ilake mein engineering karte hue mara gaya to vo meri atma ko pakad kar gand todenege... chhodega nahi vo... atmaon ka jallad hai vo.. jallad... " fulti sanson se gaggan ne apni baat khatam ki aur fir puri takat se darwaje ko khinch kar kholne ki kosish karne laga.

" tu thak gaya hai.. mujhe kosish karne de " vishal ne gaggan se kaha to usne darwaja chhod diya lekin apne dil ki baat kehne se piche nahi hatta.

" han khol le... agar khul jaye to.. ye khulega nahi... ye sirf apni mazri se khulta hai.. aur tab khula tha jab hume andar ane diya tha.. ab nahi khulega ye.. mene kaha tha yahan nahi ana " usne fir wahi baat dauhrate hue baat puri ki.

" to aaruhi kaise milti hume? tujhe pata hai na ki.. " shruti bolte hue chup ho gayi. Koi baat vo aaruhi ke samne nahi kehna chahti thi jo bilkul shant khadi thi aur ek hi taraf dekh rahi thi. " ek hi baat dubara mat bol.. tu nahi ata kyun aya fir tu? bahaduri tujhe bhi to dikhani thi.. Manpreet ko.. tabhi aya hai na tu.. "

" manpreet ko bich mein mat le.. shur.... " gaggan bhadakne ki kosish karte hue bola.

" tu chup rahega gaggu.. chup reh.. purana darwaja hai.. fans gaya hoga.. khul jayega.. ruk... main kosish kar raha hun na... " vishal ne fir puri takat lagai lekin nahi khula. Hostel ke andhkar mein sirf ek matr torch ki roshne ke bich in teeno ki awaz pure hostel mein gunj rahi thi. Itni khamoshi thi is jagah ki har harkat ki awaz us jagah mein basti hui mehsus ho sakti thi.

" darwaja purana nahi hai.. hamari zindagi purani hone wali hai... ye darwaja nahi khulega vishal... hum fans gaye hain is hostel mein.. jo bhi jata hai kabhi vapis nahi ata.. tujhe to.. " gaggan bolte hue chup hua, vishal darwaja khinchne se ruka aur shruti jo gaggan ko kuch kehne ke liye muh kholne wali thi vo ruki. Teeno ek hi waqt par jis andaz mein the waise hi khade ho gaye aur jo awaz unhone abhi suni thi use sunne ki kosish karne lage. 'thakk-thakkk' thokar jaisi awaz teeno ko sunai di. Awaz ke ane par gaggan ne uski taraf dekha, ab roshni ka jariya vo torch vishal ne uske hath mein thamai thi to usne hi us taraf roshni dali theek shruti aur aaruhi ke piche. Vishal ne bhi usi taraf dekha aur shruti bhi ghum kar usi taraf dekhne lagi. Roshni sidiyun par thi.. kuch nahi tha wahan.. na hi ab vo awaz thi.. Sabhi ko laga ki vo sirf ek gaaltfemi thi jo is jagah ke vajah se hui lekin jaise hi gagga ne torch wahan se hatane ki sochi usi waqt nazar wahin ruk gayi.

Torch fisalti hui sidiyun tak ayi aur fir 'thakk-thakk' ek-ek paidi girti hui niche ane lagi " bhooottttttttttttttt....aaaaaaaaaaaahhhhhhh... " gaggan ke hath se torch chhut gayi aur vo fir gir kar band ho gayi. Uske band hote hi andhere puri tarah se felh gaya aur is baar dar ke mare shruti bhi chilla uthi. Vishal ka bhi dum nikla aur usne gate ko puri takat se khincha jiske sath hi vo gate khul gaya. Gate khulta dekh gaggan sabse pehle bhaga aur shruti aaruhi ko lekar, vishal ne dono ko bahar kiya aur khud bahar akar hostel ka darwaja yun hi lehrata hua chhod nikal gaya. Kisi ne bhi palat kar nahi dekha aur vo darwaja apne aap dhire-dhire band hota chala gaya.

" bhago... bhago... bhoot pada hai hamare piche.. bhoot... haye.. main marunga... bhoot maar dega ... manpreet main teri bina liye mar jaunga... " gaggan hanfta hua bhag raha tha.

" gaggu ruk.. jaa... koi bhoot nahi hai.. hum bahar nikal chuke hai... " vishal piche se chillaya par gaggan tab tak nahi ruka jab tak vo bhagte hue ek darwaje ke aage nahi jaa ruka.

" ohh shit... vishal.. ye gaggan kya kar raha hai.... isne miss. nandini ke apartment ke samne jakar ruka hai... agar unhe pata chal gaya to gaye sab ke sab.. "

" ab rokne ka koi fayda nahi ... vo dekh.. " vishal ne shruti ko samne ki taraf dekhne ko kaha to gaggan ne jo dhol peeta tha uska shor miss nandini ke kano tak pahunch chuka tha. Miss nandni ko gaggan ek side karke khud andar ghus gaya aur vo vishal, shruti aur aaruhi ko apni taraf ata hua dekhne lagi.

" tum charon is waqt itne tuffan mein kya kar rahe ho.. " sabhi ko towel dete hue miss nandini ne kaha. Gaggan ke bade gungrale gol chatte jaise baal bhigne ki wajah se uski ankhon mein ghus rahe the. Usne baal pochne shuru kiye aur kapkapi mein bhagwan ko yaad karne laga.

" vo actually miss... " vishal ko samajh nahi aya ki kya bole.

" tum log kahin chup kar koi party to nahi kar rahe the? Drugs? "

" nahi nahi miss.. vo hum ye sab nahi kar rahe the.. vo to hum bas yun hi bahar gaye the... " shruti aaurhi ka sar pochne mein lagi hui thi.

" sach bolo.. varna tumhare parents ko bataun "

" aaruhi girls hostel mein chali gayi thi isliye... " gaggan ne turant bol diya. Uske chehre par baap ka kauf ter raha tha.

" girls hostel? " nandini ko samajh nahi aya ki girls hostel mein aaruhi ne jakar kya galti ki " kya tum dono ladke wahan pakde gaye ho? " nandini ne fir vishal aur gaggan ki taraf dekha.

" main... nahi nahi.. " gaggan ko apne uppar ilzam mehsus hota dekh vo bol pada. " miss aaurhi apne girls hostel mein nahi balki vo walle girls hostel mein gayi thi... " ajeeb se ishare karte hue vo bola.

" wo walle.. " nandini ne naak sikodi use gaggan ke expression kuch theek nahi lag rahe the. Nandini soch mein dubi par agle hi pal use jawab mil gaya.. " aaurhi girls hostel mein gayi thi? " ab nandini ke chehre par ghabrahat hadh se jada thi. Koi kuch kehta use pehle aaurhi ko zor-zor se hichkiya ane lagi.

" aaruhi.. are you ok ? " shruti ne uska chehra upar uthane ki kosish ki lekin vo hichkiya lete hue baithe-baithe niche farsh par gir kar behosh ho gayi. Sabhi ghabra gaye vishal aur nandini uske kareeb aye aur use uthane ki kosish karne lagi.

" ohh shit..t..... isme us girls hostel ka bhoot aa gaya hai .... ab ye nahi bachegi... ab vo hume bhi nahi chhodegi... "

" gaggan please shut up.. " shruti fauran boli. Jiske baad vishal ki madad se shruti ne aaruhi ko uthaya aur andar kamre mein le gaye. Vishal bahar nikal aya aur andar shruti aur nandini ne aaurhi ke gile kapde utar kar use dusre kapde pehna diye aur thodi der baad bahar aa gaye. Ek pal shanti chai rahi, jo nandini ne suna tha vo use abhi bhi yakeen nahi ho raha tha.

" don't tell me ki tum koi kahani bana rahe ho varna ye tum sab par bahut bhari padega " nandini ke jawab mein gaggan kuch bolna chahta tha lekin shruti ne use rok diya.

" nahi miss.. hum koi kahani nahi bana rahe hain... balki jo gaggan ne kaha vo sach tha.. aaruhi ko abhi hum usi girls hostel se lekar aye hain jo pichle 8 salon se band hai.. jahan koi nahi jata.. jiske bare mein campus ke andar kaha jata hai ki wo girls hostel ek bhootiya ghar hai.. jiske bare mein hostel ke pas tarah tarah ki kahaniyan hai.. aaruhi hume usi girls hostel mein mili hai.. "

" ohh god.. par aaurhi wahan pahunchi kaise? pahunchi chhodo vo wahan gayi hi kyun? "

" hume bhi nahi pata miss.. ye jawab to bas aaruhi hi de sakti hai.. " vishal ne nandini ke sawal ka jawab dete hue kaha.

" par tumhe kaise malum hua ki aaruhi wahan hai " nandini ne kuch sochne ke baad sawal kiya.

" shruti ne humse kaha ki aaruhi girls hostel ki taraf gayi hai.. bas usi se.. " jawab fir vishal ne diya.

" aur tum logon ko vo girls hostel mein mili "

" room ke andar miss... " gaggan bola " vo jagah bahut bhayanak hai... .bahut jada miss... andhere mein har pal aisa lag raha tha koi mujhe dekh raha hai.. chuu raha hai... vo khauf .... " gaggan ki kap-kapi abhi bhi chhut rahi thi.

" shruti " nandini ne uski taraf nazar modi " tum aaruhi ki room partner ho na? "

" ji.. mis.. ss.. "

" tumne jab aaruhi ko jatte hue dekha to use roka kyun nahi? aur apne doston ko batane hi kyun ayi? " nandini ke sawal par shruti kuch nahi boli. Visha aur gaggan ki nazar bhi usi par thi.

" kosish ki thi.. miss... "

" nahi.. mujhe tumhari is baat mein sach nazar nahi aa raha hai. Itni raat ko tumne aaruhi ko girls hostel jatte hue dekha lekin tumne use roka nahi.. tumne apne doston ko bataya aur unhe lekar gayi.. aisa kyun? tum jakar use rokti samjhati to vo nahi jati.. aur bhala wahan kyun koi jayega... college ne sabhi ko inform kar rakha hai ki wahan jana mana hai.. to fir.. "

" college ne un bachon ko mana kiya hai miss jo yahan aye hain.... unhe to mana nahi kiya na jo yahan ab nahi hai.. " shruti ne nandini ko bich mein rokte hue kaha.

" matlab? "

" vo aaruhi nahi thi miss.. aur vo pehli baar nahi tha jab aaurhi girls hostel mein gayi thi... vo pichle kai dino se wahan jaa rahi hai aur har raat ko wahin soti aa rahi hai.. " shruti ki baat sunte hi sabhi ke chehron ka rang ud gaya.


Woaaahaaa !!!!

So another piece of superb art..... Kalpnasilta jiski tarif me kya hi kah dun.... Arohi ... Shruti ... Vishal... Gagan... And the beloved one Nandu...

Aur ek verbal charecter... "Manpreet"...

Dekhte hain aage aur kitne bhrm hai aur 8 saal pahle ki kya gutthi hai...

Outstanding
 
  • Love
Reactions: harshit1890

nain11ster

Prime
23,655
80,773
259
Story character tanu gayi upor uske sath gayi upor company dene supriya aur megha bhi..:D. ab upor jaane ki baari kirdaar shruti aur aaruhi ki :roll:
Btw harshit1890 sahab :listen: jald se jald next planning kijiye ki aisi scene create ho ki aaruhi aur shruti ka bhi patta saaf ho jaye story se hi :listen: :D
Shut up ... Arohi ke sath iss baar Hariya kaka taanka bhida rahe ... Jo megha ke sath na kar paye..

BTW abhi tanu ki maut ek aisi ladki ne dekhi hai jo 4 din se hostel me ja kar so rahi ... Arohi...

Might bhi 8 sal pahle uski maut hui ho... Aur wo kalpna me kahani bun rahi aur kahani ke taar jod rahi hai... It might be kahin kisi mod par Supriya aur Megha se mulakat ho... Don't be so pridict...

Writers sahab ne illusion aur reality ke bich ek complete loop diya hai jisme poorane sabhi mukhya patr ke sath 3 baten hui hi...

1) kisi ek ki maut aur kuchh logon ka pagal ho jana..

2) Ya fir kisi ki maut nahi sab ko writer sahab ne pagalpan ka hawa laga diya...

3) Sab mare hain ye aap ka illusion hai... San jinda hai wo aap ka illusion hai...

So dear ... Jis illusion ka illustration na ho wahsn bas aaram se padhte rahne ka
 
Top