• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy " Girls Hostel " { Completed }

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,712
8,628
219

~~INDEX~~

Chapter 1 ~~ " Supriya "
Chapter ~~ 2 " The Illusion "
Chapter ~~ 3 " Catatonic Schizophrenia "
Chapter ~~ 4 " A True Face "
Chapter ~~ 5 " The Antiquarian "
Chapter ~~ 6 " The Amazon "
Finale
Chapter 7 : " Book Of Hoax "

Some Comments for this story :love: (Late Add-on :sigh:)

सच में , यह पुरी स्टोरी दिमाग के परखच्चे उड़ाए जा रही है । कभी लगता है कहानी में सस्पेंस है तो कभी लगता है भ्रम जाल का ताना-बाना बुना हुआ है तो कभी लगता है जैसे कोई रूहानी ताकतें हैं तो कभी लगता है यह सिंपल स्टोरी है जिसमें आरूहि एक गम्भीर बिमारी से पीड़ित है ।

मुझे लगता है इससे बेहतरीन कहानी फिलहाल तो इस फोरम पर नहीं है । और सबसे बड़ी खासियत है आपके लिखने का स्टाइल और अंदाज । आउटस्टैंडिंग हर्षित भाई ।
thoos thoos ke khana khaya aaruhi ne jo ekdam majedar horror type scene tha ..
सही में , हर्षित भाई ! मुझे बहुत ही दया आने लगा है आरूहि पर । अगर किसी हरामखोर की वजह से उसकी हालत ऐसी हुई है तो उसे जहन्नुम का रास्ता जरूर दिखला दिजियेगा ।
WTF!!! Yahi pehla reaction nikalta hai is kahani ko poora padhne ke baad... Halanki pehle bhi maine is kahani ke kuchh 7-8 updates padhe huye the par jab is baar padhna shuru kiya to ek naya sa romanch har beet te update ke saath banta gaya... Bohot hi zyada behatreen tareeke se likhi gayi kahani hai ye, ab jis prakaar ka plot imagine kiya hai lekhak saahab ne uske baad ek nausikhiya bhi likhe to bhi kahani halki nahi ho sakti, aur yahaan jis level ka narration, aur scene specialization hame padhne ko mila hai, wo kaafi hai dikhane ke liye that this is, without a doubt,one of the finest stories available on XF... Chahe wo running stories hon ya fir completed, aur chahe future mein likhi jaane waali kahaniyan, is story ka ek alag hi sthaan bana rehne waala hai forum par... Aur iske liye writer saahab ki jitni bhi tareef ki jaaye wo kam hi hogi...

Fantasy genre ke saath shuru huyi ye kahani, kab alag - alag genres ke darshan karane lagi padhte waqt katayi pata nahi chala... Horror, Suspense, Thriller, Adventure, Romance and of course Fantasy, aur saath hi mein Erotica ke ansh bhi... Ek story mein is se zyada kis cheez ki apeksha kar sakta hai reader!? Again, one of the best stories I've ever read... Outstanding Stuff harshit1890 bhai... :bow: :bow: :bow:
Kya hi khubsurat kahani likhi hai aapne bhai... I'm just speechless, jitni bhi tareef karunga kam hi hogi... Erotica ka bhi bilkul sahi situation mein use Kiya gaya hai aur sabse important har kirdaar par lekhak ki shaandar pakad bani rahi hai... Har character ka kahani mein hona justify kiya gaya hai, kahin bhi koyi bhi character bina matlab nahi ghus aaya...

Ab dekhna ye hai ke Mehta waali meeting mein kaun kaun shaamil tha aur unka maksad kya tha? Aur Shruti is sab ki sachayi jaan bhi paayegi ya nahi? Aruhi sach mein kisi beemari ka shikaar hai ya kewal naatak kar rahi hai? At last, Ek baar ko apun ko ye bhi laga ke asal mein ye sab jo ho raha hai wo kewal Shruti ki kalpana hai... :dazed:

Outstanding Story & Updates Bhai & Waiting For Next...
Harshit bhai... Kayi horror stories padhi hain maine, joki poori tarah se horror genre par based hain but jis tarah ka scene aap create karte ho, taking into note ye story horror genre par based hai bhi nahi, that's phenomenal...
meghnath naam rakhne ke pichhe ki kahani bhi majedar hai 😍😍😍..
jab me TV nahi dekhta( waise tha nahi nahi ghar par ) tha bachpan me aur bas naam suna karta tha to khudko SHAKTI KAPOOR. kehta tha dosto ke bich 🤣🤣🤣..ye kissa padhke bachpan ki yaade taaza ho gayi 😍😍😍..
Slowly my interest is increasing towards the story full of adventure, fun to read, no doubt you are a great writer, thank you for writing such a beautiful story.
Have to admit, your story completely twists the thinking, sometimes it seems in the mind that it is just a disease and sometimes it seems like something supernatural. Your writing is commendable, even after writing this much there are many questions and there will be many such points which I have missed. In some scenes there was a combination of intensity as well as erotic scenes, which you have shown very well, what should I say now, now the words of praise are over understand my feelings.
harshit1890 Hats Off... enjoyed it. :applause:
but why were you making her nude everytime in front of everyone. :angry:
मुझे नहीं लगता दुनिया में कोई भी ऐसा माई का माल होगा जिसे इस कहानी की पहेली समझ में आ रही हो। गजब का दिमाग हिला रखा है आपने हर्षित भाई।
The whole incident, that Mansion one was written so beautifully that no words are sufficient to describe it! Ismein koyi doraye nahin ki maine aaj tak kisi ko bhi is tarah ka horror likhte nahi dekha hai... Haunted ko read kiya tha maine, kaafi pehle, aur main bilkul daave se keh sakta hoon, that you're the best,when it comes to generating real fear in readers, while they read the story..
Bhatt the phakk is this estory?:redface:
 
Last edited:

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,712
8,628
219
romanchak update .period ke waqt Jo hua tha aaruhi ke saath hostel me wo ghar par bhi ho gaya aur shruti ko sab batana pada par bahut kuch chhipa bhi gayi .
jaggu ke saath chat karte waqt shruti ko ye bhi dikha nahi ki aaruhi ghar se chali gayi .aur aaruhi ne bhi koi baat nahi ki jaate huye .
nimisha ke saath kuch to lafda hai aaruhi ka jo past se juda hua hai .aaruhi ke bina baat kiye gale lagna aur barish ke baawjud pakad dhili na karna aur nimisha ka kehna ki tujhe dur isliye bheja tha ki tu sudhar jaaye 🤔. lagta hai nimisha bahut kuch jaanti hai aaruhi ke baare me jo shayad uski maa ya shruti bhi nahi jaanti .

aur ye nimisha ko maut ke mooh me dhakel diya aaruhi ne.
par ab ye nandini kaun hai jisko koi saaya ghasitkar le jaa raha hai ??
kya nimisha ki maut ho gayi hai ?
Are bhai miss nandini ko bhool gaye aap :D itna bi praya na kro use :D

Abhi nimisha ne aisa kyu kaha aur kya kr dia aisa Aaruhi ne ye to anne wala waqt hi batayega bhaiii

Thank you bhai :hug:
 

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,712
8,628
219
Update ~~ 94


" Aaruhi.. " shruti ke chillate hi, aaruhi aur nimisha dono ek dusre se alag hue aur us taraf dekhne lage.

" kya hua? " Aaruhi ne shruti ki taraf dekhte hue pucha. Shruti hairani aur pareshani mein kabhi aaruhi ko dekhti to kabhi nimisha ko, use samajh nahi aa raha tha ki abhi abhi ek pal pehle to aaruhi ne nimisha ko dhakka diya tha. Kya vo sirf mera veham tha ya sach mein aisa hua tha? Shruti hadh se jada confuse thi.

" Baarish ho rahi hai.. aunty niche bula rahi hai.. " shruti ne jhooth keh dia.

" Ab to hum bheeg hi chuke hai.. thodi der aur bheeg lete hai aaruhi kya bolti hai... " nimisha ne apne kandhe se uske kandhe par mara.

" mm .. idea to sahi hai.. par agar bimar padh gayi to aap ki mehndi ka kya hoga.. "

" ek to ye shadi behenchod.. isne to sari ristriction laga diye hai... chalo chalte hai... " nimisha ne aaruhi ki baat mani aur dono andar aa gaye. Shruti ne dono ke liye rasta chhoda aur vo dono apas mein baat karte hue niche utarne lage.

Kamal hai.. abhi ek pal pehle to ye ladki aaruhi ko galiyan de rahi thi aur ab ? Mujhe kuch samajh kyun nahi aa raha hai.. Kya jo maine abhi dekha vo real tha ya jo ab ho raha hai vo real hai? Shruti man hi man sochte hue baarish ki girti bundon ko dekh rahi thi tabhi zor-dar bizli kadki aur uski roshni mein ek pal ke liye hi sahi uski nazar terrace ke farsh par padi jahan par cigratte aur lighter pada tha. Shruti niche ayi jahan aaruhi aur nimisha nahi the, zahir hai bhigne ke baad dono kapde badalne gaye honge aur hua bhi kuch aisa hi, dono thodi der baad wahan aye aur bilkul normal lag rahe the. Shruti ki nazar har ek shaks ko aise nihar rahi thi mano reality aur no reality ke piche chupe insan ko khoj rahi ho. Barhaal kuch der baad gane-dance ki madhoshi mein shruti sab bhool gayi aur der raat shruti hall ke sofe par baithi hui thi, vishal ko apne sath hui ghatna ko bata rahi thi.

" Soi nahi beta abhi tak? " urvashi jo abhi aaruhi ke room se bahar hi nikli thi.

" Ji bas aunty.. abhi thodi der mein.. aaruhi so gayi? "

" hmmm "

" vo ab theek hai? " shruti ka sawal sun urvashi uske pas ayi aur wahin uske bagal mein aa baithi.

" Bp is normal... heartbeat bhi sahi lag rahi hai.. tum batao ki vo theek kaise hui, kyun ki mujhe lagta hai you know... " urvashi ke sawal par shruti soch mein padh gayi

" I am not 100% sure aunty.. par mujhe lagta hai aaruhi kisi tanav se jujh rahi hai... kuch aisa hai jo vo bata nahi paa rahi hume samjha nahi paa rahi ... varna aap khud bataiye vo college mein itne jano ke bich reh kar bhi jada kisi se baat nahi karti.... infact mere samne to nahi.. "

" tumhare samne nahi yani tumhare kehne ka matlab hai ki vo nahi batati ki vo kisi aur se baatein kar rahi hai? You think she is having a secret affair? "

" nahi nahi aunty, mere kehne ka vo matlab nahi tha.. bas.. kuch din pehle college ka pass out ek ladka mila tha.. hum dono yani main aur aaruhi dono use fresher party mein ek dost ke through mile the .. vo ladka uska naam Vibhu hai.. usne mujhe bataya ki Aaruhi us mansion ke bare mein use bahut si batein puch rahi thi.. ek baar nahi kai baar mil kar usse.. mene apko vo mansion bataya tha na.. " shruti ne urvashi ke sawal par hami bhari.

" Bas .. samajh nahi aya ki usne mujhe kyun nahi bataya... aur even vo historic Dp's ... ye sab kuch ajeeb sa hai.. aisa lagta hai main uske sath hun par use janti nahi.. "

" to tumhe lagta hai ki tumhe bina bataye aise ladke se baat karna jise tum dono hi dhang se nahi jante... vo aaruhi ko alag banata hai? "

" Alag nahi banata.. balki kuch strange banata hai.. ek taraf aaruhi aise mansion se darti ayi thi aur dusri taraf uski khoj been kar rahi thi.. pehle usne mujhe bataya tha ki vo Nagpur rehti hai jabki nagpur mein to hamara college hai to mene socha ki same city mein rehne par vo hostel kyun reh rahi hai aur jabki usne khud kaha tha ki aap use hostel ane nahi de rahi thi, fir mene pata kiya to malum chala ki vo to raipur se hai... waise aunty kya aap mujhe bata sakti hai ye nimisha aur aaruhi dost kaise bane? i mean.. ye dono kya vakai mein dost hai... ? "

" matlab? "

" matlab ki aunty... dono mein age difference hai.. aaruhi unhe didi bolti hai to zahir hai ki ek sath bhi nahi pade honge.. to fir kaise? "

" hmm.. to Mrs. Kaur yani ki nimisha ki mumy jo tumhe us time mili thi.. apne husband ke sath hue divorce ke baad yahan rehne ayi aur sath mein choti nimisha ko bhi lekar ayi, us waqt aaruhi mere pet mein hi thi aur main bhi yahan ayi hi thi. Aaruhi ke father duty ki wajah se un dino border par the to mrs. kaur hi ki meri aur aaruhi ki dekhbal kiya karti thi. Aaruhi choti thi to nimisha uske bachpan se hi uske sath thi, isliye shayad dono mein age gap ke baad bhi attachment badh gaya tha. Bachpan dono ka almost ek sath hi guzra par fir tum to janti hi ho ki bache bade ho jate hai to unki soch, priorities apne hissab se badalne lagti hai. Ab dono ke bich itna milna jhulna nahi tha, dono ek dusre ki life mein busy the, lekin fir bhi aaruhi use apni didi hi manti thi, koi salah leni ho, koi shaitani kaam karna ho.. mujhse bachna ka idea lena ho hamesha nimisha ki hi help leti thi.. aur aaj bhi dono ke bich yahi hai.. "

" hmm... yani ladne ki koi wajah hi nahi hai.. " shruti ne dhime se khud se is baat ko kaha lekin urvashi ke kano mein padh gayi.

" tumhe aisa kyun lagta hai ki dono ke bich ladne ki koi wajah hai? "

" Nahi aunty bas aise hi.. mujhe laga shayad is baat ka dukh laga hi aaruhi ko.. " shruti ki baat sun kar urvashi ek pal chuo hi rahi.

" Mujhe nahi pata shruti.. ki meri beti ko kya hua hai.. kis baat ka gehra asar pada hai uske dimag mein.. vo aisi thi hi nahi jaise vo ab hai aur aaj jo mene dekha uske baad man bechain hai.. samajh nahi aa raha ki use apni ankhon se dur karun ya nahi... wapis college bheju ya nahi "

" Aisa mat karna aunty.. mujhe lagta hai aaruhi ko kisi chiz ke liye rokna hi uska trigger point banata hai.. "

" Tumhari isi baat ki wajah se ruki hui hun.. "

" Aur aunty.. Dr Alok ki dawaiyun se aaruhi ke andar badlav aya hai.. " shruti ek pal sochne lagi aur use bahut si ghatnaye yaad aa gayi jo aaruhi ne kuch din pehle ki thi, vo box.. dawaiyun ka sach aur ek alag behaviour jo usne kabhi nahi dekha tha. " Par mujhe lagta hai use abhi waqt lagega theek hone mein.. "

" and i hope so ki vo jaldi theek ho jaye.. warna mene apne colleague se baat kar li hai.. unhone London ek best Brain Observer ko refer kiya hai.. and i think i would fly with her to seek him.. "

" don't worry aunty.. mujhe lagta hai aaruhi jaldi theek hogi... "

" i hope that to.. i guess its time to sleep... tum dono ka pehla din aisa katega kabhi socha nahi tha.. "urvashi good night bol kar apne kamre ki taraf badhi aur abhi vo apne kamre mein ghusti shruti ne awaz de di.

" Aunty... "

" yes beta "

" Mene ek chiz notice ki hai.. uncle ki photo ghar mein kahin nahi lagi.. koi khas vajah? " shruti jab aaruhi ko sham ko khoj rahi thi tab usne is chiz ko notice kiya tha.

" She misses him.. jab bhi dekhti hai.. isliye humne yani mene aur uske papa ne ye socha ki vo jab bhi on duty ho .. unki tasveere hata de.. she is very close to his dad.. "

" tabhi vo unki batein nahi karti.. good night aunty.. "

" goodnight beta.. " urvashi bol kar chali gayi par shruti aaruhi ke pas sone ki jagah wahin sofe par hi lait gayi. Mausam acha tha, pankhe ki hawa mein thandak thi. Vishal se baat karte hue use dhayan aya ki usne sham ko facebook aise hi chhod diya tha. Usne facebook khola jo fake id se already login tha. Jaggu ke kai message aye hue the. Shruti ne scrool karke sab pade aur uske chehre par muskan ter ayi.

" Jawab kyun nahi de rahe ho.. kya karun main.. pagal ho jaungi.. aaj tak kabhi bhi kisi ne mujhse aise nahi kaha hai.. " jaggu ke akhri do message padhte hue usne likhna shuru kiya.

" Jo main kahun vo karogi? " jaggu online thi message dekhte hi typing ane laga.

" Kya? aur agar kiya to kya doge tum? "

" Wahi jo chahie tumhe.. kache ke piche chupe hui chiz... "

" Kya karna hai mujhe? "

" Mujhe tumhari chuchiyan dekhne hai.. " shruti ne message send kiya to ek pal tak samne se koi typing nahi hui. " Par vo bhi aise nahi.. balki main chahta hun ki tum terrace par khade hokar apni chuchiyan dikhao mujhe... " shruti ka agla message gaya to samne se reply aya.

" Kyun? Terrace par kyun? "

" Kyun ki mujhe daring karne wali ladkiyan hi pasand hai.. taki main unhe kahin bhi chod sakun.. khule park mein.. gaddi mein.. class ke andar... toilet mein... jahan mauka mile wahin usi samay.. jahan mera lund khada ho jaye bas wahin tumhare andar de dun.. aur itna chodun ki tumhari cheekhein as-pas ke logon tak pahunch jaye.. " ubasi lete hue shruti ne message send kiya. Is message ko padne ke baad takreeban 10 minute tak koi gathi-vidiyan nahi hui, shruti ko nind ane lagi thi. Use laga ki ye padh kar to jaggu ki gand fatt jayegi aur is bar vo sirf use hi block nahi karegi balki account hi delete mar degi.

" hmm... tumhari inhi baton ko sun kar pagal ho gayi hun main.. " shruti ki ankh lagti use pehle phone vibrate hua aur shruti ne message pada.

" main tumhari baat manne ko tayar hun.. kal raat ko 11 baje meri photo ka intezar karna " jaggu ka message padh shruti ko uski daring par maza garv hua.

" done.. " usne itna likha aur logout karke so gayi.

" chal na aaruhi kahin ghum kar atte hai.. 2-3 din hi to bache hai.. apna raipur nahi dikhayegi tu... "

" bore hai yar.. kya karegi ghum kar.. sab shehr ek jaise hote hai "

" Shruti itna keh rahi hai to ghum aao beta.. tum bhi thoda relax feel karogi.. "

" Mummy apko to malum hai na.. tohyar ka mausam hai.. Market mei bahut bheed hoti hai.. mujhe nahi pasand itni bheed mein jana "

" this girl is too much.. shruti i am sorry... mene kosish kar li.. " urvashi nashta banate hue boli.

" market mat chal... apna school hi dikha de.. ladkiyun wala.. jahan ek bhi ladke nahi the.. islye tujhe ladko mein interest nahi hai " shruti ne aaruhi ko cheda to aaruhi ne uski kamar par chuti kaat di.

" kamini.. kutiiyaa... faltu mat bola kar mom ke samne.. " aaruhi ne dhimi awaz mein kaha. " mujhe kahin nahi jana mom.. waise bhi sham ko mehndi hai .. thakan ho jayegi " aaruhi ne muh chadate hue mana kar diya.

" kya thakti rehti hai sara time.. yun fatt se auto karke jaynge aur yun aa jayenge.. "

" why auto ? aaruhi ride your bike and go ... jab se tum gayi ho tabse use kisi ne chalaya nahi hai.. " urvashi piche ghum kar boli.

" aaruhi tujhe bike chalane ati hai? " shruti hairani mein boli.

" aur kya.. iske papa ne sikhai thi ise.. " urvashi ne muskurate hue apni baat kahi jise sun aaruhi nashta karte hue ruk gayi aur apni jagah se khadi ho gayi jise dekh urvashi ko apni galti fauran realize hui

" aaruhi.. " urvashi kuch kehti use pehle aaruhi bol padi.

" shruti tu tayar ho jaa hum chal rahe hai.. " aaruhi room mein chali gayi aur ek pal ki khamoshi ke baad shruti apna omlet khane lagi.

" Kya bike hai yaar... par tu sach mein chala legi.. girayegi to nahi... " bullet dekh kar shruti ne aaruhi se kaha aur aaruhi ne bina jawab diye helmet uski taraf uda diya jise shruti ne catch kar liya. Aaruhi ka ye roop to uske liye bilkul anokha hi tha. Aaruhi bullet par baithi, usne black top ke uppar red half jacket dali thi aur niche dhilla pajama. Bike par baithte sath hi usne kick mari aur bike ki race dete hue uske shor ko shruti ke kano mein bhar dia.

" bas kar ab kaan fadegi kya... " shruti turant bol padi.

" baith ab.. " aaruhi ne helmet lagaya aur shruti ko baitha kar bullet dauda di. Aaruhi ke chalane ke tarike se impress hote hue shruti man hi man ghabra bhi rahi thi kyun ki vo chalate hue bike ko traffic mein aise modh rahi thi jaise use koi dikkat hi na ho aisa karne mein. Shruti ne uski kamar mein hath daal use kas kar pakad kar kas rakha tha aur bilkul use chipki hui thi.

Kareeb 20 minute ki ride ke baad jab bike ruki tab shruti ki jaan mein jaan ayi.. vo bike se utari, utarne ke baad bhi uske pure sharir mein bullet ki vibration ghum rahi hti.

" Kya khatarnak chalati hai tu.. kisi ki supari deni ho to tere piche baitha do... asani se murder ho jaye uska aur kisi ko pata bhi na chale.... " shruti hanfte hue boli mano milun dur bhag kar ayi ho.

" Natak mat kar helmet utar kar de... " aaruhi ki baat sun shruti ne helmet utara aur use pakda kar gardan jhatkte hue baal sahi karne lagi aur baal sahi karte hue jab vo piche mudi to samne deewar par lage board ko dekhne lagi jispar naam likha tha 'Vandana Girls School '

" ab chalein andar ya bahar khadi naam padti rahegi.. " aaruhi ne fir muh chadate hue kaha.

" han han chal.. vaise tujhse bachpan mein rishtedar school ka naam puchte the to tu unhe kya batati thi .. main vandana ladki wale school mein padti hun.. hehehehe... ayaiii chunttii kyun katti hai kamini "
 

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,712
8,628
219
10,138
42,597
258
कहीं से भी इस गुत्थी का सिरा पकड़ नहीं आ रहा है ।
पहले तो आरूहि ही दिन दहाड़े सपने देखने लगती थी और अब श्रुति भी देखने लगी है । टैरेस पर निमिषा और आरुहि के बीच जो कुछ हुआ वो सच था या श्रुति का इमेजिनेशन ! फिर से सवाल छोड़ गया ।

आरूहि की मासिक स्त्राव , रेयर आफ रेयरेस्ट जैसा ही है । मुझे नहीं पता कि महिलाएं इन दिनों इतना ज्यादा ब्लीडिंग करती हैं । कोई डॉक्टर ही सही जवाब दे सकता है ।

नंदिनी जी भारी मुसीबत में है । उनका चरित्र भी शुरू से संदिग्ध ही रहा । फिलहाल तो वो एक ऐसे इंसान के कब्जे में है जो उनसे कुछ ज्यादा ही खफा है । न तो हमें उस इंसान की खबर है कि है कौन वो और ना ही उस इंसान के खफा होने के वजह की जानकारी है । थोड़ा बहुत शक यदि हमें करना ही है तो डॉक्टर आलोक पर कर सकते हैं । दोनों के बीच का सम्बन्ध शुरुआत से ही मिस्ट्रीयस जैसा लगा हमें ।

इस कहानी में जितने भी पेंच हैं... जितनी भी मिस्ट्री है.... जितने भी अबूझा सवाल है , उन सभी की जड़ें रायपुर में ही लग रहा है । उर्वशी जी , उनके फौजी हसबैंड , उनकी पुत्री आरूहि , आरूहि की सहेली निमिषा और बंदना गर्ल्स स्कूल.... सभी संदेह के दायरे में है ।
हम जानते हैं कि उर्वशी जी अपने जमाने में काफी उच्च दर्जे की स्टूडेंट रह चुकी हैं और उनके कारनामे भी जब वो गर्ल्स हॉस्टल में रहा करती थी ।

फिलहाल तो अभी भी हमारे लिए सिर्फ सवाल ही सवाल है और जबाव एक भी नहीं ।
और हम यह भी जानते हैं कि अंतिम अपडेट के पहले हमें जबाव मिलने वाला भी नहीं है ।

बहुत ही खूबसूरत अपडेट हर्षित भाई ।
जैसा खेल श्रुति खेल रही है उससे तो कोई भी लड़की फिसल सकती है । भले ही थोड़ा समय ही लग जाए । वैसे इनका यह खेल हमारा टेंशन थोडा कम जरूर करा रहा है ।

आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग एंड ब्रिलिएंट अपडेट्स ।
 

Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Moderator
33,718
150,401
304
This has happened to Shruti twice, once when she was at the railway station and second time today on the terrace, what could it mean or Shruti is scared due to which her mind shows her such scenes or whether she is able to see the reality of some other dimension. Seen from another perspective the scene looks similar to what Meghnath told about the death of his friend.

It is clear from the words of Nimisha and Aarohi that there is something that we do not know, on one hand there are many such things which we do not understand, on the other hand Shruti has a different gimmick on Facebook :booby: Vandana This is the same name that is mentioned twice in the story and today is the third time but I thought it was a person's name.

Aarohi knows how to ride a bike and she also says that she is from Nagpur i.e. Raipur but she has some relation with Nagpur, now I will go for long drive with her :yay: There are many questions Hariya Kaka and all questions stop at Aarohi well my heart also stops seeing her :blush1: how sweet :blush1:

Shruti has a book which Shreyas had mentioned what is inside it is not known yet maybe after reading it something can be understood, now Aarohi does not talk to the soul on mobile? What is Meghnath doing? Mind-blowing update, hats off :applause:
 
15,594
32,097
259
nice update .ab ye suspense ho gaya ki shuti ne sapna dekha ya hakeekat .nimisha ka girna sach to nahi tha par shruti ko aisa laga .
nimisha aur aaruhi ka jhagda bhi shruti ke samajh se pare ho gaya .

aaruhi ke baap ki photo ghar me naa lagana aur baap ke baare me sunkar aaruhi jhat se taiyar ho gayi bahar jaane ko jabki pehle wo naa nukur kar rahi thi .kuch to raaz aaruhi ke baap ke saath bhi juda ho sakta hai .
mrs. kaur bhi shak ke daayre me aati hai ,jis ladki ko jaanti nahi uska ( shruti) haath pakadke usse baat karne lag jaana jab aaruhi terrace par nimisha se milne gayi thi .

jaggu ke saath facebook par maje le rahi hai shruti jabki yaha aaruhi ki problem saamne hai .
terrace par nange boobs dekhna chahti hai jaggu ke 🤣🤣. par ab lund kaha se layegi shruti jaggu ko dikhane ke liye 🤣🤣.
 

Death Kiñg

Active Member
1,408
7,067
144
Bhatt the phakk is this estory?:redface: Aaruhi kam thi jo ab Shruti bhi khuli aankhon se sapne dekhne lagi..? To, Update - 92 ke end mein jaisa humne dekha tha ki Aaruhi ki kisi baat par Urvashi aur Shruti dono hi hairaan ho gayi thi, wo aur kuchh nahi balki khoon tha... Jaisa ki hostel mein pehle bhi Aaruhi ke saath ho chuka hai, wahi hua yahaan par, yaani ki periods mein excessive bleeding... Par isi ke saath kuchh sawaal bhi khade ho chuke hain...

1.) Jaisa ki Shruti ne kaha hi, itne blood loss ko Aaruhi ki body manage kaise kar rahi hai? Jab Hostel mein uske saath same ghatna huyi thi, tab to multiple dino tak use blood loss hota raha tha, ye Aaruhi Alien wagerah hai kya..? :eyes2:

2.) Aaruhi ko is baar raat ke samay nahi balki din mein bleeding huyi, aur doosri baat, kewal ek hi baar huyi... Raat ko nahin! Ab important ye rahega ki use dobara din mein hi bleeding hogi, ya hogi hi nahi...

3.) Urvashi ke behaviour se to laga ki wo is sabke kaaran shocked thi, par fir bhi mujhe kahin na kahin aisa lagta hai ki Aaruhi ki is problem ke baare mein Urvashi achhi tarah se jaanti thi, ya fir thodi jaankari to thi hi use...

4.) Most Importantly, Aaruhi aisa kyon pretend karti hai ki use apne saath huyi in cheezon ki jaankari hi nahi... Hostel ke samay bhi usne Urvashi se jhooth kaha tha, ya to wo sach mein sab kuchh bhool jaati hai, ya fir kisi wajah se bhoolne ka naatak kar rahi hai...

Nimisha, kaafi samay se iski entry ka intezar tha, kyonki Aaruhi ke past ki kayi kadiyan shayad isi se judi huyi hain... Urvashi ne jo Aaruhi aur Nimisha ki dosti ke baare mein bataya us se to yahi lagta hai ki dono ke beech koyi problem ho hi nahi sakti... Parantu, jo kuchh Shruti ne dekha wo kya tha? Wo illusion ya bhram to nahi tha, itna confirm hai, wahaan terrace par giri ciggerate aur lighter is baat ki hi pushti karte hain... To, aise mein kewal ek hi sambhavna nazar aati hai, aur wo ye ki, Nimisha aur Aaruhi ke beech shayad Lesbian jaisa kuchh hua ho?

Kyonki is se related baaton ka zikr kiya tha Aaruhi ne pehle bhi, shayad first chapter mein, aur yahaan Nimisha ne use khud se door bhejne ki baat kahi, saath hi ye bhi kaha ki Aaruhi bilkul nahi badli... Yaani? Doosra, ye ki Aaruhi kya itni taakat war ho chuki hai ki Nimisha poori taakat lagaane ke baad bhi uski pakad ko thoda bhi dheela nahi kar paayi? I guess, Aaruhi ki koyi aur hi personality trigger ho gayi thi wahaan terrace par... Parantu, uske baad ek dum se dono ne baat kaise badal di? Shruti ke kuchh kehne se pehle jo ladki Aaruhi ki Maa behen ek kar rahi thi, wo achanak se merthe bol kaise bolne lagi? Aur jo Aaruhi kuchh bol hi nahi rahi thi, uske munh se shabd kaise footne lage?

Khair, ab Shruti bhi shayad is sabmein poori tarah fans chuki hai... Aaruhi se related jitne bhi log hain kahani mein, un sabmein se Shruti par hi sabse zyada impact pad raha hai Aaruhi ki is haalat ka... Pehle wo Railway Station waala scene aur ab ye Terrace waala, Shruti ke saath jo kuchh bhi ho raha hai, samajhna mushkil hai ki wo hakeekat hai ya kewal bhram... Parantu, ek baat saaf hai ki ab kahani shayad Aaruhi se zyada Shruti ki ho chuki hai...

Ek aur sawaal jo uthta hai wo ye ki kya Aaruhi ke Pita hain bhi ya nahi? Aaruhi jis kamre mein rehna chahti thi, use usmein rehne nahi diya gaya, poore ghar mein uske pita ki ek bhi tasveer nahi hai, apne pita ke zikr par wo ek dum se uth khadi huyi... Kya Urvashi sach keh rahi thi ki Aaruhi apne Father ko bohot zyada miss karti hai ya fir kuchh aur hi baat hai? Secondly, Urvashi kis maksad se baatein chhupa rahi hai? Ye to saaf hai ki Urvashi kaafi kuchh aisa jaanti hai jo wo abhi tak Shruti ko bata nahi paayi hai, iska reason kya hai ye sochne waali baat hai... Kya wo baatein unki izzat athva reputation ko dhoomil kar sakti hain, ya fir Urvashi hi Aaruhi ki kahani ki mukhya villain hai..? :dazed:

Idhar Nandini ka bhi kaam ho gaya hai lagta hai... Agar Nandini ki maut bhi baaki students ki maut se kuchh similar huyi to Aaruhi se shakh ke baadal chhant sakte hain... Nandini ko maarne ka motive kiske paas ho sakta hai, ye bhi ek sawaal hai... I guess, abhi ke liye shayad Alok hi wo qaatil ho sakta hai, ya shayad Alok ko biwi..? :eyes2: Jo bhi ho, ab shayad dono ladkiyon ke hostel lautne par hi saari baat saamne aaye...

Ab dekhna ye hai ki is Vandana Girls School ki kya kahani hai? Aaruhi ko dobara bleeding hogi ya nahi, ye bhi ek sawaal hai... Nimisha ki mehandi mein aur kya hona baaki hai, kya Nimisha ki maut nazdeek hi hai..? And most importantly Jaggu apna ang pradarshan karegi ya nahi :D... Vishal ka durupyog kar rahi hai waise Shruti... :roflol:

Dono hi Updates bohot hi khubsurat the bhai... Kaafi cheezein faili huyi nazar aa rahi hain abhi kahani mein, parantu khaas baat ye hai ki abhi bhi, laghbhag 100 updates poore hone ke kareeb pahunchne ke baad bhi kahani ke sire jude nahi hain... Suspense aur Thrill, abhi bhi kahani mein bana hua hai, joki saaf darshata hai ki storyline aur plot kitni mazboot hai, the story forces the readers to think deeply about the possibilities & the truth, but at the end a new mystery arises, that's what makes the story and the writer special...

Outstanding Updates Bhai & Waiting For Next...
 

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,712
8,628
219
कहीं से भी इस गुत्थी का सिरा पकड़ नहीं आ रहा है ।
पहले तो आरूहि ही दिन दहाड़े सपने देखने लगती थी और अब श्रुति भी देखने लगी है । टैरेस पर निमिषा और आरुहि के बीच जो कुछ हुआ वो सच था या श्रुति का इमेजिनेशन ! फिर से सवाल छोड़ गया ।

आरूहि की मासिक स्त्राव , रेयर आफ रेयरेस्ट जैसा ही है । मुझे नहीं पता कि महिलाएं इन दिनों इतना ज्यादा ब्लीडिंग करती हैं । कोई डॉक्टर ही सही जवाब दे सकता है ।

नंदिनी जी भारी मुसीबत में है । उनका चरित्र भी शुरू से संदिग्ध ही रहा । फिलहाल तो वो एक ऐसे इंसान के कब्जे में है जो उनसे कुछ ज्यादा ही खफा है । न तो हमें उस इंसान की खबर है कि है कौन वो और ना ही उस इंसान के खफा होने के वजह की जानकारी है । थोड़ा बहुत शक यदि हमें करना ही है तो डॉक्टर आलोक पर कर सकते हैं । दोनों के बीच का सम्बन्ध शुरुआत से ही मिस्ट्रीयस जैसा लगा हमें ।

इस कहानी में जितने भी पेंच हैं... जितनी भी मिस्ट्री है.... जितने भी अबूझा सवाल है , उन सभी की जड़ें रायपुर में ही लग रहा है । उर्वशी जी , उनके फौजी हसबैंड , उनकी पुत्री आरूहि , आरूहि की सहेली निमिषा और बंदना गर्ल्स स्कूल.... सभी संदेह के दायरे में है ।
हम जानते हैं कि उर्वशी जी अपने जमाने में काफी उच्च दर्जे की स्टूडेंट रह चुकी हैं और उनके कारनामे भी जब वो गर्ल्स हॉस्टल में रहा करती थी ।

फिलहाल तो अभी भी हमारे लिए सिर्फ सवाल ही सवाल है और जबाव एक भी नहीं ।
और हम यह भी जानते हैं कि अंतिम अपडेट के पहले हमें जबाव मिलने वाला भी नहीं है ।

बहुत ही खूबसूरत अपडेट हर्षित भाई ।
जैसा खेल श्रुति खेल रही है उससे तो कोई भी लड़की फिसल सकती है । भले ही थोड़ा समय ही लग जाए । वैसे इनका यह खेल हमारा टेंशन थोडा कम जरूर करा रहा है ।

आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग एंड ब्रिलिएंट अपडेट्स ।
Suljhegi guthi bilkul suljhegi :D Pagal bana rha hai ye writer maan lomeri baat.. abhi tak ki sabse pagal-banane wali kahani hai :laugh:
Nandini ke sath jo hua pata nahi kya hua ye scene to mere sapne mei aya tha isliye daaldia kahani mein :redface:

Kabhi nahi hoti itni bleeding bhai.. tapak jaye insan :D
Ap sabhi janta ko ye kahani jaldi hi sawalon se azad karegi.. bas.. kuch waqt aur... :D

Apka tansan hum kam na hone denge sanam.. sar ke baalon ki kasam... :D

Thank u SANJU ( V. R. ) bhai :hug:
 
Last edited:

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,712
8,628
219
nice update .ab ye suspense ho gaya ki shuti ne sapna dekha ya hakeekat .nimisha ka girna sach to nahi tha par shruti ko aisa laga .
nimisha aur aaruhi ka jhagda bhi shruti ke samajh se pare ho gaya .

aaruhi ke baap ki photo ghar me naa lagana aur baap ke baare me sunkar aaruhi jhat se taiyar ho gayi bahar jaane ko jabki pehle wo naa nukur kar rahi thi .kuch to raaz aaruhi ke baap ke saath bhi juda ho sakta hai .
mrs. kaur bhi shak ke daayre me aati hai ,jis ladki ko jaanti nahi uska ( shruti) haath pakadke usse baat karne lag jaana jab aaruhi terrace par nimisha se milne gayi thi .

jaggu ke saath facebook par maje le rahi hai shruti jabki yaha aaruhi ki problem saamne hai .
terrace par nange boobs dekhna chahti hai jaggu ke 🤣🤣. par ab lund kaha se layegi shruti jaggu ko dikhane ke liye 🤣🤣.
Ab aap log socho ki sapna tha ya hakikat ... suspense kahan chhoda hai :D
Sabhi ko shak mein le aao sabhi ko ek sath uda deta hun.. khel khatam ... sabko marne ka tame aa gaya hai kya :writing:

Han maza aa raha hai jaggu ko .. ab lund ke sapne use kahan le jayenge ye to aage hi pata chalega :D

Thanks KEKIUS MAXIMUS bhai :hug:
 
Last edited:

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,712
8,628
219
Bhatt the phakk is this estory?:redface: Aaruhi kam thi jo ab Shruti bhi khuli aankhon se sapne dekhne lagi..? To, Update - 92 ke end mein jaisa humne dekha tha ki Aaruhi ki kisi baat par Urvashi aur Shruti dono hi hairaan ho gayi thi, wo aur kuchh nahi balki khoon tha... Jaisa ki hostel mein pehle bhi Aaruhi ke saath ho chuka hai, wahi hua yahaan par, yaani ki periods mein excessive bleeding... Par isi ke saath kuchh sawaal bhi khade ho chuke hain...

1.) Jaisa ki Shruti ne kaha hi, itne blood loss ko Aaruhi ki body manage kaise kar rahi hai? Jab Hostel mein uske saath same ghatna huyi thi, tab to multiple dino tak use blood loss hota raha tha, ye Aaruhi Alien wagerah hai kya..? :eyes2:

2.) Aaruhi ko is baar raat ke samay nahi balki din mein bleeding huyi, aur doosri baat, kewal ek hi baar huyi... Raat ko nahin! Ab important ye rahega ki use dobara din mein hi bleeding hogi, ya hogi hi nahi...

3.) Urvashi ke behaviour se to laga ki wo is sabke kaaran shocked thi, par fir bhi mujhe kahin na kahin aisa lagta hai ki Aaruhi ki is problem ke baare mein Urvashi achhi tarah se jaanti thi, ya fir thodi jaankari to thi hi use...

4.) Most Importantly, Aaruhi aisa kyon pretend karti hai ki use apne saath huyi in cheezon ki jaankari hi nahi... Hostel ke samay bhi usne Urvashi se jhooth kaha tha, ya to wo sach mein sab kuchh bhool jaati hai, ya fir kisi wajah se bhoolne ka naatak kar rahi hai...

Nimisha, kaafi samay se iski entry ka intezar tha, kyonki Aaruhi ke past ki kayi kadiyan shayad isi se judi huyi hain... Urvashi ne jo Aaruhi aur Nimisha ki dosti ke baare mein bataya us se to yahi lagta hai ki dono ke beech koyi problem ho hi nahi sakti... Parantu, jo kuchh Shruti ne dekha wo kya tha? Wo illusion ya bhram to nahi tha, itna confirm hai, wahaan terrace par giri ciggerate aur lighter is baat ki hi pushti karte hain... To, aise mein kewal ek hi sambhavna nazar aati hai, aur wo ye ki, Nimisha aur Aaruhi ke beech shayad Lesbian jaisa kuchh hua ho?

Kyonki is se related baaton ka zikr kiya tha Aaruhi ne pehle bhi, shayad first chapter mein, aur yahaan Nimisha ne use khud se door bhejne ki baat kahi, saath hi ye bhi kaha ki Aaruhi bilkul nahi badli... Yaani? Doosra, ye ki Aaruhi kya itni taakat war ho chuki hai ki Nimisha poori taakat lagaane ke baad bhi uski pakad ko thoda bhi dheela nahi kar paayi? I guess, Aaruhi ki koyi aur hi personality trigger ho gayi thi wahaan terrace par... Parantu, uske baad ek dum se dono ne baat kaise badal di? Shruti ke kuchh kehne se pehle jo ladki Aaruhi ki Maa behen ek kar rahi thi, wo achanak se merthe bol kaise bolne lagi? Aur jo Aaruhi kuchh bol hi nahi rahi thi, uske munh se shabd kaise footne lage?

Khair, ab Shruti bhi shayad is sabmein poori tarah fans chuki hai... Aaruhi se related jitne bhi log hain kahani mein, un sabmein se Shruti par hi sabse zyada impact pad raha hai Aaruhi ki is haalat ka... Pehle wo Railway Station waala scene aur ab ye Terrace waala, Shruti ke saath jo kuchh bhi ho raha hai, samajhna mushkil hai ki wo hakeekat hai ya kewal bhram... Parantu, ek baat saaf hai ki ab kahani shayad Aaruhi se zyada Shruti ki ho chuki hai...

Ek aur sawaal jo uthta hai wo ye ki kya Aaruhi ke Pita hain bhi ya nahi? Aaruhi jis kamre mein rehna chahti thi, use usmein rehne nahi diya gaya, poore ghar mein uske pita ki ek bhi tasveer nahi hai, apne pita ke zikr par wo ek dum se uth khadi huyi... Kya Urvashi sach keh rahi thi ki Aaruhi apne Father ko bohot zyada miss karti hai ya fir kuchh aur hi baat hai? Secondly, Urvashi kis maksad se baatein chhupa rahi hai? Ye to saaf hai ki Urvashi kaafi kuchh aisa jaanti hai jo wo abhi tak Shruti ko bata nahi paayi hai, iska reason kya hai ye sochne waali baat hai... Kya wo baatein unki izzat athva reputation ko dhoomil kar sakti hain, ya fir Urvashi hi Aaruhi ki kahani ki mukhya villain hai..? :dazed:

Idhar Nandini ka bhi kaam ho gaya hai lagta hai... Agar Nandini ki maut bhi baaki students ki maut se kuchh similar huyi to Aaruhi se shakh ke baadal chhant sakte hain... Nandini ko maarne ka motive kiske paas ho sakta hai, ye bhi ek sawaal hai... I guess, abhi ke liye shayad Alok hi wo qaatil ho sakta hai, ya shayad Alok ko biwi..? :eyes2: Jo bhi ho, ab shayad dono ladkiyon ke hostel lautne par hi saari baat saamne aaye...

Ab dekhna ye hai ki is Vandana Girls School ki kya kahani hai? Aaruhi ko dobara bleeding hogi ya nahi, ye bhi ek sawaal hai... Nimisha ki mehandi mein aur kya hona baaki hai, kya Nimisha ki maut nazdeek hi hai..? And most importantly Jaggu apna ang pradarshan karegi ya nahi :D... Vishal ka durupyog kar rahi hai waise Shruti... :roflol:

Dono hi Updates bohot hi khubsurat the bhai... Kaafi cheezein faili huyi nazar aa rahi hain abhi kahani mein, parantu khaas baat ye hai ki abhi bhi, laghbhag 100 updates poore hone ke kareeb pahunchne ke baad bhi kahani ke sire jude nahi hain... Suspense aur Thrill, abhi bhi kahani mein bana hua hai, joki saaf darshata hai ki storyline aur plot kitni mazboot hai, the story forces the readers to think deeply about the possibilities & the truth, but at the end a new mystery arises, that's what makes the story and the writer special...

Outstanding Updates Bhai & Waiting For Next...
Tanik hume bhi samajhao ki itna bada rebiew aur itne sawal aap latte kahan se ho bhai :D btw... bhatt the fuck this story ye line is awsom... :roflbow:

1. Alien to nahi par hint to kahani mein de hi diya hai :hint:

2. Raat ko vo bleeding ki jagah kuch aur karegi ;)

3. Urvashi par filal :nocomment:

4. Aaruhi ki mystery to bhai tabhi suljhegi jab aaruhi chahegi... tab tak to jo vo keh rahi kar rahi hai vahi sahi hai :dazed:

Aap nimisha aur aaruhi ko lekar itna karereb pahunche ho ki main bata nahi sakta.. aur sach mein bata nahi sakta.. :D But as per story... Nimisha ka kaam khatam.. ab uska koi kaam hi nahi hai.. :D

Ab wahan do wakye hue ... ab vo aaruhi aur nimisha ke bich jo hua baad wala sahi tha ya pehle wala... trigger point to kahani ka yahi hai.. starting se... shayad.. kahani ki theme ki according... jo ho raha hai vo sahi hai ya jo nahi ho raha vo sahi..bahut confusion hai :redface:

Haa..... Ab ye kahani kiski hai... abhi to main nahi bata sakta.. warna maza kharab ho jayega.. par han ye jarur kahunga ki jab kahani ayegi tab shayad.. jod paaoo aapp...

Kisi anjan ko sab batana har koi apne ghar ki batein nahi batata aur kuch chizen to aisi hoti hai jo shayad koi bilkul bhi na bataye.. mujhe lagta hai urvashi kahin usi majdar mein fansi hui hai.. aur yahi kahani ki disha ko badlega.. bahut jald.. Adventure ane wala hai kahani mein... jo shayad is kahani ki start ko padh kar koi sch bhi nahi sakta tha not even me :redface:

Nandini ka chapter ka kya hua ye abhi ek mystery hi rahegi... jaruri bhi hai :D

Hahahaha... BHai vishal ke ling ka uttam istemal ho raha hai... :D

Yahi taarrefee meri halat kharab kar deti hai.. ab 95 update tak romanch bhar dia.. aap sabhi ke man mein.. pata nahi end mein kya hoga.. Aisi kahani pehli baar likh kar khatam karne jaa raha hun mein :sweat: But main focus hamesha ki taraf content par hga... aur 100 updatekhtm hone ke baad jab kahani end hogi na to ek hi update mein sarre sire mil jane hai.. baki update to sirf show off hai :D THank you bhai.. thank you so much Death Kiñg :hug:
 
Last edited:
Top